Forums > Poetry / Ghazal Corner > Mujhse pocha bahaaro ne
maryprincess60


Age: 36 Female
4810 days old here
Total Posts: 202
Points : 138

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Subject : Mujhse pocha bahaaro ne (closed)
Mujhse pocha bahaaro ne
kahan gaya tera humsafr......??
tujhay to bara naaz tha us pr
ye sun kr me muskura diya.....
or usay ye batla diya......
milna qismat me tha
bichrna naseeb tha.........
wo itna door ho gaya mujhse
jitna mere qareeb tha......
meri ye mohabbat hai...
jo ab tk us k saath hai
wo nahi paas mere
bs itni c baat hai..................





no likes.

Posted on March, 07 2011 01:17:13 PM


owaisahmed55


Age: 36 Male
4836 days old here
Total Posts: 10102
Points : 122

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Suna hai log usay aankh bhar ke dekhte hain
So us ke shahar main kuchh din thehr ke dekhte hain

Suna hai rabt hai us ko kharab halon se
So apne aap ko barbad kar ke dekhte hain

Suna hai dard ki gahak hain chashm-e nazuk us ki
So ham bhi us ki gali se guzar ke dekhte hain

Suna hai us ko bhi hai sher-o shayari se shagaf
So ham bhi mojazay apnay hunar ke dekhte hain

Suna hai bole to baton se phool jharrtay hain
Ye baat hai to chalo baat kar ke dekhte hain

Suna hai raat use chand takta rehta hai
Sitaray baam-e falak se utar kar dekhtay hain

Suna hai hashr hain us ki ghazaal si aankhain
Suna hai us ko hiran dasht bhar ke dekhte hain

Suna hai din ko usay titliyan satati hain
Suna hai raat ko jugno thahar ke dekhte hain

Suna hai rat se barh kar hain kakulan us ki
Suna hai sham ko saye guzar ke dekhte hain

Suna hai us ki siyah chashmagi qiyamat hai
So us ko surma farosh aankh bhar ke dekhte hain

Suna hai us ke labon se gulab jalate hain
So ham bahar par ilzaam dhar ke dekhte hain

Suna hai aaina tamasal hai jabin us ka
Jo sada dill hain ban sanvar ke dekhte hain

Suna hai jab se hamail hain us ki gardan main
Mizaj aur hi lal-o gauhar ke dekhte hain

Suna hai chashm-e tasavur se dasht-e imkan main
Palang zawaiya us ki kamar ke dekhte hain

Suna hai us ke badan ke tarash aisay hain
Ke phuul apani qabayain qatar ke dekhte hain

Woh sarvqad hai magar begul-e muraad nahin
Ke us shajar pe shagufay samar ke dekhte hain

Bas ek nigah se lutata hai qafila dil ka
So rahravaan-e tamannaa bhi dar ke dekhte hain

Suna hai us ke shabistan se mutasil hai behisht
Makin udhar ke bhi jalway idhar ke dekhte hain

Rukay tu gardishain us ka tawaf karti hain
Chalay to us ko zamanay theher ke dekhte hain

Kisay naseeb ke be parahan usay dekhay
Kabhi kabhi dar-o divaar ghar ke dekhte hain

Kahaniyan hi sahi sab mubalaghay hi sahi
Agar woh khawb hai tabeer kar ke dekhte hain

Ab us ke sheher main thehrain ke kooch kar jayan
Faraz aao sitaray safar ke dekhte hain

no likes.

Posted on January, 30 2012 06:01:22 PM

owaisahmed55


Age: 36 Male
4836 days old here
Total Posts: 10102
Points : 122

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Sadyon Se Ik Sapna Hai,

Kaho Pura Karo Gay TUM.?

Bhool Jao Mere Siwa Sub Kuch,

Kaho Aisa Karo Gay TUM.?

Nahi Kuch Or Tamana Ab,

K Bus Mere Ho Jao TUM,

Kabi Na Chor K Jao Gay,

Kaho Aisa Karo Gay TUM.?

Faqt Ik lafz Sun'ne Ko HUM Barso Tarsey Hein,

"MUJHE APNA BANA LO TUM"

no likes.

Posted on January, 30 2012 06:02:02 PM

owaisahmed55


Age: 36 Male
4836 days old here
Total Posts: 10102
Points : 122

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
atif03 said:

wah wah kia baat hay owais zabardast shairy kaha say dhondh rahy hoo mian

thanks bro
yaar yahen bata do jagha o_O

no likes.

Posted on January, 30 2012 06:03:19 PM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4813 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Kal sar-e-rah paon ik khasa-e-sar par jo par gya
yaksar wo istakhvan shakastoun say chour thaa
kehny laga k dekh kar chal rah-e-bekhabar
mein bhi kabhu kasu ka sar-e-purgharour tha

no likes.

Posted on January, 30 2012 08:12:11 PM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4813 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
charag-e-ishq jalne ke rat aayi hai
kisi ko apana banane ke rat aayi hai

falak ka chadd bhi sharma ke munh chupayega
naqab rukh se uthane ke rat aayi hai

no likes.

Posted on January, 30 2012 08:13:34 PM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4813 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
nigah-e-saqi se paiham chalak rahi hai sharab
pio ki pine-pilane ke rat aayi hai

wo aj aae hain mahafil mein chandani lekar
ki raushani mein nahane ke rat aayi hai

no likes.

Posted on January, 30 2012 08:14:14 PM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4813 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Chahat Ki Raah Me Bhikre Armaan Bhut Hai
Hum Uski Yaad Me Pareshan Bhut Hai
Woh Har Baar Dil Todta Hai Ye Kah Kr
Meri Ummedon K Duniya Me Abi Mukaam Bahut Ha

no likes.

Posted on January, 30 2012 08:15:00 PM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4813 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Jo Teer Bhi Aata Vo Khaali Nahi Jaata
Maayoos Mere Dar Se Savaali Nahi Jaata
Are Kaante Hi Kiya Karate Hain Phoolon Ki Hifaazat
Phoolon Ko Bachane Koi Maali Nahi Jaata.

no likes.

Posted on January, 30 2012 08:16:02 PM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4813 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Tamnna Se Ni Tanhai Se Darte Ha
Pyar Se Ni Ruswai Se Darte Ha
Milne Ki Chaht To Bahut Ha Par
Milan K Baad Ki Judai Se Darte Ha

no likes.

Posted on January, 30 2012 08:16:55 PM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4813 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Pathar Samajh Kar Paon Se Thokr Laga Di
Afsos Teri Aankh Ne Parkha Nahi Mujhe
Kya Umeedein Bandh Kar Aaya Tha Samne
Us Ne To Aankh Bhar Ke Dekha Nahi Mujhe

no likes.

Posted on January, 30 2012 08:17:47 PM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4813 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Duniya Me Haqiqat Ka Pata Kuch Nahi
Ilzam Hazaro H Khataa Kuch aNhi
Meri Zindgi Mei Kya Ha Padh Na Sakoge
Bas Ashqo Ke Daag Ha Aur Likha Kuch Nahi

no likes.

Posted on January, 30 2012 08:19:05 PM

owaisahmed55


Age: 36 Male
4836 days old here
Total Posts: 10102
Points : 122

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Itna na tarpaoO k koI Gunah karloOn maiN..

phiR na kehna k kiouN barbaAd kia khud ko merI MuhabBat k peEchay...!

no likes.

Posted on January, 30 2012 08:58:20 PM

owaisahmed55


Age: 36 Male
4836 days old here
Total Posts: 10102
Points : 122

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
!!..Suno..!!

chup chup
se naa raha karo,

youn
Vehm
sa ho jata hai,

kahin
khafa
to nahi ho.,?

Kahin
*”udas”*
tu nai ho,?

Tm
*”boltay”*
achy lagtay ho,

Tm
*”dant’tay”*
achy lagtay ho,

Kbi
*”sharart”*
se,

Kbi
gusse
se,

Tm
hanstay
achy lagtay ho

Suno!
Chup chap say na raha karo

Youn
Vhem
Sa ho jata hi……!

no likes.

Posted on January, 30 2012 09:00:03 PM

owaisahmed55


Age: 36 Male
4836 days old here
Total Posts: 10102
Points : 122

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
.Wo Humain kehte hain k badal gaye hO Tum.-
Rung ToOte patoOn ka aksar badal he jaata hai

no likes.

Posted on January, 30 2012 09:00:39 PM

owaisahmed55


Age: 36 Male
4836 days old here
Total Posts: 10102
Points : 122

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Mayyat pe Meri Aye Hain kuch is Adaa sy Wo....,,,,

WASI

= Sab Un pe mar Mittey Meri Lash Choor Kar..

no likes.

Posted on January, 30 2012 09:02:15 PM

owaisahmed55


Age: 36 Male
4836 days old here
Total Posts: 10102
Points : 122

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Wohi Kaarwaan, Wohi Raastay, Wohi Zindagi, Wohi Marhalay -
Magar Apne Maqaam Par Kabhi Tum Nah!n Kabhi Hum Nah!n.

no likes.

Posted on January, 30 2012 09:02:52 PM

owaisahmed55


Age: 36 Male
4836 days old here
Total Posts: 10102
Points : 122

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Apni khushi luta kar us pe qurban ho jaon.

Kash kuch din us k shehar min mehman ho jaon.

Wo apna nayab dil mujh ko de de or phir mange.

Min mukar jaon or be iman ho jaon.

Wo mujh pe sitam kare har kisi ki trah.

Min is ada pe bhi meharban ho jaon.

Wo mere paon k neeche se zamin khench le.

Or phir min us ka asman ho jaon.

Ab to mujhe itni muhabat ho gayi he us se k.

Khuda koi mojza kare or min us ki jan ho jaon.

no likes.

Posted on January, 30 2012 09:08:16 PM

owaisahmed55


Age: 36 Male
4836 days old here
Total Posts: 10102
Points : 122

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Meri zubaan ki luknat se bad-gumaan na ho,
jo tu kahe to tujhe umr bhar milun bhi nahi,

'Faraz' jaise koi diya turbat-e-hawa chaahe hai,
tu paas aaye to mumkin hai main rahun bhi nahi...

no likes.

Posted on January, 30 2012 09:14:54 PM

owaisahmed55


Age: 36 Male
4836 days old here
Total Posts: 10102
Points : 122

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Terey gham ko jaan ki talash thi,
Tere jaan nisaar chaley gaye......

Teri raah main kartey they sar talab,
sar-e-raah guzar chaley gaye........

yeh hami they jin k libaas per,
Sar-e-Raaah siayaahi likhi gy..

Yehi daagh they jo sajaa k ham,
sar-e-bazm-e-yaar chaley gaye..

Teri Kach Adaai se Haar k,
Shab-e-intzaar chali gy....

Mere zabt-e-haal se Rooth k,
merey gham gusaar chaley gaye...

Na savaal-e-wasl, na arze-e-gham,
na hikayeten na shikayeten........

Tere ehad main dil-e-zaar k,
sabhi ikhtiyaar chaley gaye...

Na raha junooon-e-rukh-e-wafaa,
Ye rasam ye daar karo gey kya...

jinhen jurm-e-ishq pe naaz tha,
voh gunaah gaar chaley gaye...

Terey gham ko jaan ki talash thi ,
Tere jaan nisaar chaley gaye....

Teri raah main kartey they sar talab,
Sar-e-rah guzaar chaley gaye.......

no likes.

Posted on January, 30 2012 09:15:37 PM

owaisahmed55


Age: 36 Male
4836 days old here
Total Posts: 10102
Points : 122

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
suna hai unhay bhi hawa lag gayee
hawaoo'n k jo rukh badaltay rahay

lipat k chiragoon say woh so gaye
jo pholoo'n pay karvat badaltay rahay

no likes.

Posted on January, 30 2012 09:16:15 PM