Forums > Poetry / Ghazal Corner > your favorat ghazal?
SHAGIRDeIQBAL


Age: 36 Male
4257 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
Subject : your favorat ghazal? (closed)
meri fevort ghzls hen,
ranjish hi sahi dil hi dukhany k liey aa,
ye dhuaan sa kahan se uthta he,
dil e naddan tujy hua kia he,
he dua yad magr harf e dua yad nahi,
insha ji utho ab kooch kro,
main hosh men tha to phir us pe mar gya kesy,

no likes.

Posted on September, 23 2012 05:20:48 AM


rashidfarooqz


Age: 52 Male
4805 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Hamari yad se larne lage ho,

Kyun apni jan k dushman bane ho?

Qyamat khaiz hen aankhain tumhari,

Tum aakhir khwab kis k dekhte ho?

Hua hai kia bhala kuch to batao?

Suna hai raat bhar tum jagte ho..

Bhula dene ki kha li hai Qasam kia?

Jo itna yad mujh ko kr rahe ho.!?

Jahan pr lotna mumkin nahin hai,

Kyun ese raaste per chal paray ho?

Bichhar jane ki hai khwahish tumhari,

Kia Bichhar janay ka matlab jante ho..?

no likes.

Posted on October, 06 2012 08:45:06 PM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4805 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
MERI SAADGI MERA JURM HA

Yahan chahton ka sila nahi,
yahan dosti ka maza nahi,
yahan janey kaisi hawa chali,
Rahi doston ma wafa nahi,
yahan jl gia mera aashian,
Abhi badlon ko pata nahi,
Tere dur pe dastak men de sakon,
ye haq mujhe tum ne dia nahi,
Main raahi raah-e-umeed ka,
Mujhay manzilon ka pata nahi,
Be bus han jahan men itne,
jaisay mera koi “KHUDA” nahi,
MERI SAADGI MERA JURM HA,
KOI AUR MERI KHATA NAHI

no likes.

Posted on October, 08 2012 08:04:37 PM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4805 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Kabh¡ Yaada¡n Kabh¡ Sapnay Suhanay Bhej Deta Hay

Mujhay Aksar Wo Yaadon K Khazany Bhej Deta Hay

Ma¡n Jab Guzray D¡non K¡ Talkh¡yon Ko Bhool Jata Hoon

Mujhay Ph¡r Se Ko¡ Beetay Zamanay Bhej Deta Hay

Kabh¡ Qasma¡n Kabh¡ Ehd-e-Wafa Ko Hosla De Kar

Humen Wo Z¡nda Rehnay K Bahany Bhej Deta Hay…

no likes.

Posted on October, 10 2012 10:14:36 PM

BeHappy


Age: 29 Male
4405 days old here
Total Posts: 3249
Points : 89

Location:
Lahore, Pakistan

Status : Offline
Wah g very nice
wo waqt b tha jb sb log mujy kehte the keh is tarah points nai milte aur aaj sb log poetry pe lage hoe hain. Dont mind.

no likes.

Posted on October, 10 2012 10:26:28 PM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4805 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Kisi ke hijar mein kese bassar kare koi,
Hajoom-e-dar main kab tak guzar kare koi,

Junoon-e-ishq ne kis raste pe la chora,
Kahan hoon main zara mujh ko khabar kare koi,

Taveel hone laga ab to justuju ka safar,
Musaafat-e-gham-e-jaan mukhtsar kare koi,

Tamaam umar raha ho jo bad’gumaan hum se,
Phir us ke sath kahan tak safar kare koi,

Ujarr na jaye kahin shaakh-e-sabz sehraa main,
Dil-e-tabaah pe mere nazar kare koi,

Reh wafaa main yehi aarzoo hai aye Roomi,
Bohat duyain ki us par assar kare koi..

no likes.

Posted on October, 10 2012 10:36:29 PM

saim14399


Age: 31 Male
4459 days old here
Total Posts: 14102
Points : 33

Location:
Dammam, Saudi Arabia

Status : Offline
yeh waraq waraq teri daastan,,, yeh
sabaq sabaq terey tazkarey
mai karoon tou kesey karoon
judaa ,,,,, tujhe zindagi ki kitaab se..

no likes.

Posted on October, 11 2012 12:15:14 AM

bawa125


Age: 33 Male
4237 days old here
Total Posts: 1798
Points : 168

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Saans bhi lun to uski mehek aati hai,
usney thukraya hai mujhey itna kareeb aane ke baad...

no likes.

Posted on October, 11 2012 11:24:33 AM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4805 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Rakhna yaqeen wafa per dil main na bal rakhna
In dard k lumhon ko tum bhe sambhal rakhna

Bayshuq ye loog teray jazbon say khoob khailain
Laikin tum dil main apni darkan bahal rakhna

Main dooor hon agarchay ik din main aa miloon ga
Jub tuk tum iss milon ka rusta nikaal rakhna

Rakhna sumait kar tum tukray meray jigar kay
Apni bhi jaan say zada in ka khayal rakhna

Oor jab tumhain satayien tanhaiyun ki raatain
Aankhon ko bund kar k mairay he khowab rakhna

Main loat ker na aaon tau aglay janum miain gaiy
Jub tak tumhain qasam hay apna khayal rakhna

no likes.

Posted on October, 11 2012 09:16:30 PM

BeHappy


Age: 29 Male
4405 days old here
Total Posts: 3249
Points : 89

Location:
Lahore, Pakistan

Status : Offline
Nice sharing and favorite ghazal aik nai hai kiun k ye cheez waqt aur mausam k sath chalti hai.

no likes.

Posted on October, 13 2012 01:19:41 AM

bawa125


Age: 33 Male
4237 days old here
Total Posts: 1798
Points : 168

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Akele To Hum Pehle Bhi Jee Rahe The
Kyu Tanha Se Ho Gaye Hai Tere Jane Ke Baad

no likes.

Posted on October, 13 2012 09:24:54 AM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4805 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Raat ke samundar mai doob gay shaam
mery bhi seeny mai aye meri shaam

badal thy kamray mai bikhary pardy
bistar pay laiti hoi thi thaki hoi shaam

Band kieye bethy howay thy yadon ka ghar
darwaza khol kar chali gy shaam

Saray badan ka tanao fiza mai sham
kesi kesi kaprdy mai phansi hoi shaam

Taron ki ankhon mai kirno ke neezy
suraj ke seeny mai chupi hoi shaam

Thakey thakey pedal ke beech chaley suraj
ghar ki taraf loti daftar ki shaam

no likes.

Posted on October, 13 2012 02:37:13 PM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4805 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
seenay main aag, aag main aahan bhi chahiya
raham jaham barasta baaton sa sawan bhi chahiya

talwaar tornay sa talaafi kahan hui
in buzdiloon k haathoon main kangn bhi chahiya

seenay main aaftaan sa ek dil zaroor ho
har ghar main ek dhop ka aanghan bhi chahiya

bachoon k saath jharion main jugno chahiya
dl k mamlaat main bachpan chahiya

hm aadmi hain ya koi be hs chatan hain
dl main kisi k naam ki darhkan bhi chahiya

rah rawayatioon ki roondanay chaloon
sar par mujhe bazrgoon ka daamn bhi chahiya

no likes.

Posted on October, 14 2012 03:42:02 PM

bawa125


Age: 33 Male
4237 days old here
Total Posts: 1798
Points : 168

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Men kyoun na phirun taptti dopehrun mein hirasaan
phirti hain tasawer mein khole sir teri yaadain .

no likes.

Posted on October, 16 2012 12:07:01 PM

saim14399


Age: 31 Male
4459 days old here
Total Posts: 14102
Points : 33

Location:
Dammam, Saudi Arabia

Status : Offline
Mujhe yaqeen hai jab mera tazkara ho
ga,
Woh kuch kahe na kahe aankh
muskura degi.

no likes.

Posted on October, 16 2012 04:09:08 PM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4805 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
alzaaam, bewaafaee kay in ko day rha hn
shak ho rha hai mujh ko main hud hi bewafa hn

har jsm gul farooshan ab markaz e nzr hai
tum sa bichar kar kitna aawaaraah ho gaya hn

is shaam bay ksi main dl ki khabar nahi hai
kab say kahan kahan main awaaz day rha hn

beetay hua donon azm yaad aagya hain
unko galay lga kar ma aaj ro pra hn

is lahjaa hooshi main afsaana-e-shab-e-ghm
kuch tum bhi bhooltay ho kuch main bhi bhoolta hn

no likes.

Posted on October, 16 2012 06:13:17 PM

bawa125


Age: 33 Male
4237 days old here
Total Posts: 1798
Points : 168

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Ye khamoshi jo ab k guftugu k beech thehri hai.
Yehi ek baat sari guftugu mai sub se gehri hai !

no likes.

Posted on October, 17 2012 11:34:46 AM

bawa125


Age: 33 Male
4237 days old here
Total Posts: 1798
Points : 168

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Libas Tan Se Utaar Dena,
Kisi Ko Bahon K Haar Dena,
Phir Us K Jazbon Ko Maar Dena,
AGAR YEHI MUHABBAT HAI JANA ?
TO MUAF KARNA MUJHE NAHI HAI.....

Gunah Karne Ka Soch Lena,
Haseen Pariyan Daboch Lena,
Phir Uski Ankhen Hi Noch Lena,
AGAR YEHI MUHABBAT HAI JANA ?
TO MUAF KARNA MUJHE NAHI HAI.....

Kisi Ko Lafzon K Jaal Dena,
Kisi Ko Jazbon Ki Dhaal Dena,
Phir Uski IZZAT Uchhal Dena,
AGAR YEHI MUHABBAT HAI JANA ?
TO MUAF KARNA MUJHE NAHI HAI.....

Andaer Nagri Main Chalty Jana,
Haseen Kaliyan Masalty Jana,
Aur Apni Fitrat Pe Muskrana,
AGAR YEHI MUHABBAT HAI JANA ?
TO MUAF KARNA MUJHE NAHI HAI.....

Sajja Raha Hai Har EK Diwana,
Khyal-e-husan-o -Jamal Jana,
Khyal Kia Hain Hawas Ka Tana,
AGAR YEHI MUHABBAT HAI JANA ?
TO MUAF KARNA MUJHE NAHI HAi....

no likes.

Posted on October, 17 2012 11:37:59 AM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4805 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
gham se behel rahay hain aap, aap bohat ajeeb hain
dard mai dhal rahay hain aap, aap bohat ajeeb hain

saya-e-Vasl kab se hay aap ka muntazir magar
hijr mai jal rahay hain aap, aap bohat ajeeb hain

apne khilaaf faisla khud hi likha hay ap ne
haath bhi mal rahay hain aap, aap bohat ajeeb hain

qaqt ne aarzu ki lau dair hui bujha bhi di
ab bhi pighal rahay hain aap, aap bohat ajeeb hain

dayeray-war hi to hain ishq k raastay tamam
raah badal rahay hain aap, aap bohat ajeeb hain

apni talash ka safar khatm bhi kijiye kabhi
khuab mai chal rahay hain aap, aap bohat ajeeb hain

no likes.

Posted on October, 17 2012 06:22:24 PM

bawa125


Age: 33 Male
4237 days old here
Total Posts: 1798
Points : 168

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Pyar Se Jeo, Ghum Ke Yeh Raat Guzar Na Jaaye Toh Kehna
Pyar Se Dekho, Pyar-Hi-Pyar Nazar Na Aaye Toh Kehna
Pyar Se Bulaakar Toh Dekho Hamein
Mar Kar Waapas Na Aaye Toh Kehna


no likes.

Posted on October, 18 2012 01:00:11 PM

SHAGIRDeIQBAL


Age: 36 Male
4257 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
bawa to poetry se bahir hi nai niklta

no likes.

Posted on October, 18 2012 05:38:23 PM