Forums > Poetry / Ghazal Corner > tum aur fareb khao bayan-e-raqib se
  • Page 1 of 1
  • 1
waheedanjum


Age: 32 Male
4634 days old here
Total Posts: 317
Points : 42

Location:
Quetta, Pakistan

Status : Offline
Subject : tum aur fareb khao bayan-e-raqib se
tum aur fareb khao bayan-e-raqib se
tum se to kam gila hai ziyada nasib se
goya tumhari yad hi mera ilaj hai
hota hai pahron zikr tumhara tabib se
barbad-e-dil ka akhri saramaya thi umid
vo bhi to tum ne chhin liya mujh garib se
dhundla chali nigah dam-e-wapasi hai ab
a pas a ke dekh lu tujh ko qarib se

no likes.

Posted on November, 05 2012 10:41:44 AM


aarzoo


Age: 31 Female
4244 days old here
Total Posts: 1164
Points : 16

Location:
sialkot, Pakistan

Status : Offline
Aadat Mujhe Andhero’n Main Darne Ki Dal Kar,
Ek Shakhss Meri Zindagi Ko Raat Kar Gaya,,,,,,,

no likes.

Posted on November, 05 2012 04:24:08 PM

riabest


Age: 32 Female
4244 days old here
Total Posts: 1447
Points : 99

Location:
Faisalabad, Pakistan

Status : Offline
ZINDAGI MILI ZRA SI THI

KUCH IS MAIN KAMI ZRA SI THI

WO ROZ HOTA GYA PAS MERE,

LEKIN PHIR B DOORI ZRA SI THI

CHAND JAGTE JAGTE SO B GYA

RAAT ABI BEETI ZRA SI THI

MOHABAT BANT DI US NE ZMANE ME

JO MERE HISEY ME AI ZARA SI THI.,....

no likes.

Posted on November, 05 2012 08:32:22 PM

SHAGIRDeIQBAL


Age: 36 Male
4261 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
Sabhi mujh se kehtay hain, ke nichi rakh nigah apni,
Koi un se kyun nahi kehta na niklo yu’n ayaan ho kar

no likes.

Posted on February, 05 2013 06:06:46 PM

  • Page 1 of 1
  • 1