Forums > Poetry / Ghazal Corner > Ghazal From MalikSahab
MalikSahab


Age: 29 Male
4045 days old here
Total Posts: 353
Points : 126

Location:
Jalalpur Pirwala (Multan), Pakistan

Status : Offline
Subject : Ghazal From MalikSahab
Suno tum ne kabhi sahil pe bikhri rait dekhi he....?
Samandar sath behta he....Magar us k muqaddar me hamesha piyas rehti he...

Suno tum ne kabhi sehra me jaltay pair dekhay hn....?
sabhi ko chaon dete hain....Magar unko silay me dhoop milti he...

Suno tum nekabhi shakhon se bicharteyphool daikhe hn.....?
wo khushboo baant dete hnbikhar jane tak....Lekin hawa ka sath dete hn...

Suno tm ne kabhi maile me bajte dhol dekhe hn....?
Ajab he almiya in ka.....Bahut hi shor karte hain...Magar andar se khali hain...

Yehi mera fasana he....
Bus itni si paheli he....
Yahi meri kahani he.....




no likes.

Posted on December, 02 2013 08:55:41 PM


Rohama


Age: 30 Female
4277 days old here
Total Posts: 9029
Points : 340

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Batao Kya Likhe'n Tum Ko
Ke Lafzo'n Ka Chunao Bhi

Bara Dushwaar Hota Hai

Jo Tum Ko Jaan Likhty Hain

Wafaye'n Khoob Roti Hain

Hamen Aa Kar Ye Kehti Hain

Ke Tum Apne Hi Qatil Ko

Ab Bhi Jaan Likhty Ho, Kabhi Emaan Likhty Ho,

Ye Tum Acha Nahi Karty,

To Phir Ye Sochte Hain Hum,
.
Tumhe'n Ab Soug Likhte Hain,

no likes.

Posted on January, 10 2014 02:08:14 AM

Rohama


Age: 30 Female
4277 days old here
Total Posts: 9029
Points : 340

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
If the 1st Button of shirt is wrongly put, all d others are surely wrong.
Always be Careful on your 1st Step, Others will their self come Correct

no likes.

Posted on January, 10 2014 02:11:19 AM

SHAGIRDeIQBAL


Age: 36 Male
4281 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
Hum wafaayen kar ke rakhte hain wafaaon ki umeed,
Dosti mein iss qadar sauda’gari bhi jurm hai

no likes.

Posted on January, 10 2014 03:16:43 PM

SHAGIRDeIQBAL


Age: 36 Male
4281 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
Zindagi ke udaas lamhon mein,
Bewafa dost yaad aate hain.

no likes.

Posted on January, 10 2014 03:17:52 PM

SHAGIRDeIQBAL


Age: 36 Male
4281 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
Mujhe lamhaa bhar ki dostiyaa’n ab aur bhi sataayen gi,
Meri umar bhar ki jo pyaas thi, wohi log mujhse bichar gaye

no likes.

Posted on January, 10 2014 03:19:09 PM

SHAGIRDeIQBAL


Age: 36 Male
4281 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
jb yad ka albam kholun to kuch dost boht yad aate hn
jb apna bachpan sochun to kuch dost boht yad aate hn

no likes.

Posted on January, 10 2014 03:20:20 PM

SHAGIRDeIQBAL


Age: 36 Male
4281 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
ab jane kis nagri main ja ker aabad hn mud'dat se
main raat gae thak jaoun to kuch dost boht yad aate hn

no likes.

Posted on January, 10 2014 03:21:36 PM

SHAGIRDeIQBAL


Age: 36 Male
4281 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
kuch baten then phulon jesi kuch lehje khushbu jese the
main shehr.e. chaman main thehrun to kuch dost boht yad aate hn

no likes.

Posted on January, 10 2014 03:22:39 PM

SHAGIRDeIQBAL


Age: 36 Male
4281 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
wo pal bhar ki narazgiyan or maan bi jana pal bhar main
ab khud se jb bhi ruthun to kuch dost boht yad aate hn

no likes.

Posted on January, 10 2014 03:23:44 PM

SHAGIRDeIQBAL


Age: 36 Male
4281 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
Youn na parhriye kahein kahein se humein,
Hum bhi insaan hain koi kitaab nahin

no likes.

Posted on January, 10 2014 03:24:54 PM

SHAGIRDeIQBAL


Age: 36 Male
4281 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
Gham-e-Doran ko sada mujh se shikayat hi rahi,
Mere Aalfaaz main dhalti teri soorat hi rahi,

no likes.

Posted on January, 10 2014 03:26:16 PM

SHAGIRDeIQBAL


Age: 36 Male
4281 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
Zehen kehta tha teri shakl bhula kar rakh dun,
Par mere dil ko sada mujh se baghawat hi rahi

no likes.

Posted on January, 10 2014 03:27:20 PM

SHAGIRDeIQBAL


Age: 36 Male
4281 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
Dushman-e-jan bhi mujhe jan se mehboob raha,
Teri ulfat ki mere dil pe hakomat hi rahi

no likes.

Posted on January, 10 2014 03:28:39 PM

SHAGIRDeIQBAL


Age: 36 Male
4281 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
Yun to jo chaha zamane me mila mujh ko
Phir bhi aa dekh mujhe teri zaorat hi rahi

no likes.

Posted on January, 10 2014 03:29:56 PM

SHAGIRDeIQBAL


Age: 36 Male
4281 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
Ik Umar Howi Khud Se Lartay
Andar Se Tamaam Thak Rahi Hun
Rus Phir Se Jarron Mein Jaa Raha Hai
Mein Shak Pe Kab Se Pak Rahi Hun

Takhleeq-e-Jamaal-e-Fun Ka Lamha
Kalyon Ki Tarah Chatakh Rahi Hun

no likes.

Posted on January, 10 2014 04:18:01 PM

SHAGIRDeIQBAL


Age: 36 Male
4281 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
Sard Rut Mein, Musaafiron Ke Lye
Payrr, Ban Kar Alaao, Jalta Raha
Mausami Bel Thi Mein Sookh Gayi
Wo Tanaawar Darakht, Phalta Raha

no likes.

Posted on January, 10 2014 04:20:48 PM

SHAGIRDeIQBAL


Age: 36 Male
4281 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
Doobi hain meri ungliyaan khud apne lahuu main
Yeh kaanch ke tukrron ko uthaney ki sazaa hai

no likes.

Posted on January, 10 2014 04:24:27 PM

madihajamil


Age: 28 Female
3788 days old here
Total Posts: 950
Points : 82

Location:
Sheikupora, Pakistan

Status : Offline
Harf-e-Tasalli to sirf aik takalluf hay,

Jiska dard, usshi ka dard Baaki Sabh tamaashe hain

no likes.

Posted on January, 20 2014 10:53:11 AM

madihajamil


Age: 28 Female
3788 days old here
Total Posts: 950
Points : 82

Location:
Sheikupora, Pakistan

Status : Offline
Aaj Hum Unhe Bewafa Bata kar Aye Hain,
Un K khton Ko Paani Mein Baha kar Aye Hain,
Koi Nikal Kar Par Na Le Unhe,
is Leye Paani Mein B Aag Laga kar Aye Hai

no likes.

Posted on January, 22 2014 01:24:49 PM

2waqar


Age: 34 Male
3807 days old here
Total Posts: 2325
Points : 35

Location:
Karachi, Pakistan

Status : Offline
ye kah kar diye merii qismat me.n naale
tumhaarii amaanat tumhaare havaale

bas itaanii hai duurii ye ma.nzil hai ye mai.n huu.N
kahaa.N aake phuuTe hai.n paao.n ke chhaale

karuu.n aisaa sajdaa vo ghabaraa ke kah de.n
Khudaa ke liye ab to sar ko uThaa le

mariiz-e-shab-e-Gam kii saa.Ns aaKhirii hai
charaaG-e-sahar le rahaa hai sambhaale

kabhii mar bhii chuk ai mariiz-e-muhabbat
pareshaan baiThe hai.n ghar jaane vaale

qayaamat hai.n zaalim kii niichii nigaahe.n
Khudaa jaane kyaa ho jo nazare.n uThaa le

"Qamar main huu.N muKhtar ta.nziim-e-shab kaa
hai.n mere hii bas me.n a.ndhere ujaale


no likes.

Posted on January, 25 2014 07:11:44 PM