Forums > General Talks > Do chidiyo ki prem kahani
Sheikh


Age: 32 Male
4832 days old here
Total Posts: 333
Points : 285

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Subject : Do chidiyo ki prem kahani
plz read this story .
heart tuching STORY mujhe tO es nay sach me ROLA dia hai......

Do chidiyo ki prem kahani
ek din female chidiya ne bola ki mujhe
chodkar kahi tum udd to nahi jaogay
male chidiya bola udd jaunga to tum
pakad lena
female chidiya boli main tumhe
pakad sakti hun par pir pa nahi sakti
male chidiya ki ankhon me aansu
aa gaye aur usne apne pankh tod diye aur
bola ab hum hamesha saath rahenge
ek din zor se tufan aane wala tha
to female chidiya udne lagi
tabhi male chidiya ne kaha tum udd jao
me nahi udd sakta
female chidiya boli apna khyal rakhna
kehkar udd gayi
jab tufan thama to female chidiya
wapas us ped par aai to
dekha ka male chidiya mar chuka tha
aur ek dali par likha tha
kash ek bar to kehti ki main
tumhe nahi chod sakti
to shayad main tufan aane se pehle nahi marta



no likes.

Posted on March, 28 2011 07:38:33 PM


Sabirshah


Age: 33 Male
3859 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Bhaio ap sub aik aik kahan share kar du ta keh pata chale ap ko kahani ati hai ya k nai ati hai hain na bhai.

no likes.

Posted on April, 09 2014 04:02:44 PM

Sabirshah


Age: 33 Male
3859 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Shaik bhai ap ne ye kahan khud bani hai ya pher kisi aur ki share ki hai zara hum bi jan sakaen to behter ho ga.

no likes.

Posted on April, 09 2014 04:03:50 PM