Forums > Masti Box! > Yaad ata hai bohut woh guzra hoa zamana
Afzal


Age: 32 Male
4840 days old here
Total Posts: 2745
Points : 9

Location:
Mirpur khas, Pakistan

Status : Offline
Subject : Yaad ata hai bohut woh guzra hoa zamana
Yaad ata hai bohut woh guzra hoa zamana
Woh School ki life woh bachpan ka yarana
Left rite kehtay hoey hathon ko uthana
woh Iqbal ki dua woh asambli ka taranaa
Woh ghanti bajtay he classes say nikalna
woh lunch mai ja kar cholay chaat kahana
woh gurmiyon ki chUTion mai ghumnay ko jana
woh mastian karna aur mouj manana
woh tapti hoi dhoop mai cricket khailna
woh ratoon ko der tuk jagna
her khuff say azad zindagi guzarna
her khuff say azad zindagi guzarna
woh baat baat par Ammi say zid karna

no likes.

Posted on February, 21 2011 09:28:52 PM


Afzal


Age: 32 Male
4840 days old here
Total Posts: 2745
Points : 9

Location:
Mirpur khas, Pakistan

Status : Offline
woh ghaltioon pay maasomiat say sorry karna
woh ghusay mai Ammi ka dantna aur raat mai Abbu say shikayetain karna
woh har shaam ko apnay time pat ghar say nikalna
aur mahallay mai cricket khailna
maghrib hotay he ghar ko loutnaa
werna dadi ji say jhaar sunnna
woh dadi ko baat baat par satana
aur dadi ka shafqat say samjhana
woh raat ko homework k waqt bahanay karna
aur class mai miss ka murgha banana
woh subha mai Ammi ka humko UThana
aur hamara Ammi ko kahaniya Sunanaa

no likes.

Posted on February, 21 2011 09:30:37 PM

Afzal


Age: 32 Male
4840 days old here
Total Posts: 2745
Points : 9

Location:
Mirpur khas, Pakistan

Status : Offline
Late school pohchnay par Madam ka jhaar pilana
aur kehna Madam ka kal Ammi ko bulana
woh Ammi Abbu ka be ghurz pyar
woh chacha phopho ka dular
woh sharatain woh kahaniyan
lougoon ka jin ko kehna shetaniyan
mour kar dekhta hoo tu sochta hoo
k kiya zamana tha woh jo guzar gaya
woh zamana kitna suhana tha
waqai kia zamana tha waqai kia zamana tha.


(Sorry dosto mein ye posting mobile say kar raha hoon isliye thori preshani horahi hai aur msg ko parts mein karna par raha hai)

no likes.

Posted on February, 21 2011 09:32:06 PM

owaisahmed55


Age: 36 Male
4852 days old here
Total Posts: 10102
Points : 122

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
yaad aata hai wo guzra hwa zamana
wo patli patli tangen
wo chipka hwa pajama....^_*



no likes.

Posted on February, 22 2011 12:42:06 AM

Kashi


Age: 38 Male
4845 days old here
Total Posts: 5953
Points : 29

Location:
Gujrat, Pakistan

Status : Offline
@ Owais hahahaha nice 1

no likes.

Posted on February, 22 2011 09:47:32 AM

taimoorkhan


Age: 30 Male
4095 days old here
Total Posts: 2257
Points : 39

Location:
islambad, Pakistan

Status : Offline
afzal yr ap khud hi paste or copy krte ho ap ke post par coment krge dost

no likes.

Posted on April, 15 2013 08:01:09 PM

taimoor786


Age: 30 Male
4101 days old here
Total Posts: 114
Points : 92

Location:
attock, Pakistan

Status : Offline
wow yr kia poetry ha ap ki i like that kia bat ha ap ki dost

no likes.

Posted on April, 16 2013 08:46:59 AM

saim14399


Age: 31 Male
4483 days old here
Total Posts: 14102
Points : 33

Location:
Dammam, Saudi Arabia

Status : Offline
???

no likes.

Posted on April, 17 2013 10:41:47 PM

Umer85


Age: 39 Male
4447 days old here
Total Posts: 487
Points : 15

Location:
Wah Cantt., Pakistan

Status : Offline
jo din guzar jatae hayn wo yaadyn ban jati hain
wo bhi kia din thy

no likes.

Posted on April, 18 2013 07:40:11 AM

tariqjavaid


Age: 61 Male
4638 days old here
Total Posts: 5615
Points : 209

Location:
Quetta, Pakistan

Status : Offline
ZINDAGI MILI ZRA SI THI

KUCH IS MAIN KAMI ZRA SI THI

WO ROZ HOTA GYA PAS MERE,

LEKIN PHIR B DOORI ZRA SI THI

CHAND JAGTE JAGTE SO B GYA

RAAT ABI BEETI ZRA SI THI

MOHABAT BANT DI US NE ZMANE ME

JO MERE HISEY ME AI ZARA SI THI.

no likes.

Posted on April, 18 2013 09:41:59 AM

tariqjavaid


Age: 61 Male
4638 days old here
Total Posts: 5615
Points : 209

Location:
Quetta, Pakistan

Status : Offline
Na Jane Kia Mujh Se ZAMANA Chahta Hai
Mera Dil Tor K Mujhay Hansana Chahta Hai
Na Jane Kya Bat Jhalakti Hai Mera Chahre Se
Har Shakhs Mujhe AZMANA Chahta Hai…

no likes.

Posted on April, 18 2013 09:45:02 AM

Saim44


Age: 33 Male
4071 days old here
Total Posts: 2775
Points : 11

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
ye dolat bhi lay lo ye shohrat bhi lay lo


no likes.

Posted on April, 20 2013 11:17:05 AM

SHAGIRDeIQBAL


Age: 36 Male
4281 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
...bhaly mujse le lo meri jawani
mgr mujko de do wo bachpan ka sawan
wo kaghaz ki kashti wo barish ka pani

no likes.

Posted on April, 20 2013 01:58:41 PM

Hussainkhalid


Age: 27 Male
4108 days old here
Total Posts: 13010
Points : 4675

Location:
Dadu 76200, Pakistan

Status : Offline
haha bhai ye to ghazal hai jagjeet singh ka hehehe.

no likes.

Posted on April, 20 2013 02:15:08 PM

Saim44


Age: 33 Male
4071 days old here
Total Posts: 2775
Points : 11

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
shagird bhai thnx mukamal krne k liye..........

no likes.

Posted on April, 21 2013 10:46:48 AM

aarzoo


Age: 31 Female
4264 days old here
Total Posts: 1164
Points : 16

Location:
sialkot, Pakistan

Status : Offline
wow, kia din they wo,
bachpan ka waqt sab se acha hota he,

no likes.

Posted on April, 22 2013 03:35:25 PM

Hussainkhalid


Age: 27 Male
4108 days old here
Total Posts: 13010
Points : 4675

Location:
Dadu 76200, Pakistan

Status : Offline
han bchpan bchpan hai mjhe bhe apna chota bchpan yad ata h bohot.

no likes.

Posted on April, 22 2013 03:54:30 PM

khuramms


Age: 40 Male
4525 days old here
Total Posts: 5939
Points : 224

Location:
Karachi, Pakistan

Status : Offline
Hussain.... bohat zabardast hai... yar waisey... jagjeet singh isn't a poet

no likes.

Posted on April, 22 2013 06:38:39 PM

FarhanHassan


Age: 32 Male
4233 days old here
Total Posts: 4685
Points : 3092

Location:
jand,Attock, Pakistan

Status : Offline
Ye barish khobsurat hay
ek arsay bad
meri rooh main
serab hony ki tamanna jaag uthi hay
magar badal k rasty main
...buhat se pher atay hain
main pal bhar ke liye shadab hun
or apni baki umer
phir sehra main katun?
main apni pyaas par razi rahun ga
mere ansoo mere dil ki kafalat ke liye kafi rehen gain...!


no likes.

Posted on April, 26 2013 08:20:45 PM

FarhanHassan


Age: 32 Male
4233 days old here
Total Posts: 4685
Points : 3092

Location:
jand,Attock, Pakistan

Status : Offline
jala teri mohabbat ka diya her aan ankhoo main
kisi ka haath ley ker haath main jab tum miley hum se

tu kaise toot ke bhikra tha mera maan ankhoon main
na samjo chup hain tu tum se koi shikwa nahi baki
hum apne dard ki raktey nahi phechan ankhoon main

miley thay baad modat ke hame tum ajnabi ban kar
tu kaise dard na uttha meri hiran ankhoon main

gawara hi nahi humderdiyoon ki bheek dey koi
jabi her pal sajaye raktey hain muskaan ankhoon main


no likes.

Posted on April, 26 2013 08:22:32 PM

FarhanHassan


Age: 32 Male
4233 days old here
Total Posts: 4685
Points : 3092

Location:
jand,Attock, Pakistan

Status : Offline
Kitni hasrat se teri aankh ka baadal barsa
Ye alag baat hai mera shola-e-ghum bujh na saka..!

no likes.

Posted on April, 26 2013 08:26:17 PM