Forums > Masti Box! > Kya khamoshi ko bhi zuban dena zaroori hai
  • Page 1 of 1
  • 1
Hina


Age: 39 Female
4838 days old here
Total Posts: 6841
Points : 152

Location:
Karachi, Pakistan

Status : Offline
Subject : Kya khamoshi ko bhi zuban dena zaroori hai
Aapki muskan hamari kamzori hai,
Keh na pana humari majboori hai,

Aap kyun nahi samajhte is khamoshi ko,
Kya khamoshi ko bhi zuban dena zaroori hai.

no likes.

Posted on February, 26 2011 11:20:49 AM


Hina


Age: 39 Female
4838 days old here
Total Posts: 6841
Points : 152

Location:
Karachi, Pakistan

Status : Offline
eh khamoshi
yeh khayal
yeh tumhara intizar
yeh ruki ruki batein
yeh thori thori chahten
yeh majboori
yeh doori
yeh dil lagi
yeh dil kashi
yeh dewana pan
yeh sochna
yeh samajhna
yeh ankhon ka bher jana
yeh mosam ka chala jana
yeh dharkanon ka ruk jana
yeh baton ka badal jana
yeh sanson ka theher jana
yeh thama hua sama
yeh sara sansar
yeh tumhari sansen
yeh mera ehsas
kash tum yahan hotey
merey nahin
tou merey tou merey liyey kuch tou hotey
Or Ab.....
YEH KHAMOSHI...

no likes.

Posted on February, 26 2011 11:21:22 AM

Kashi


Age: 38 Male
4830 days old here
Total Posts: 5953
Points : 29

Location:
Gujrat, Pakistan

Status : Offline
Un ko bhi ham se waisi hi mohobbat ho zaroori to nahi
Aik si dono ki halat ho zaroori to nahi

dil ki chahat to kayi khuwab jaga deti hai
han magar sath main qismat ho zaroori to nahi

meri tanhayiyan karti hain jinhain yaad sada
un ko bhi meri zaroorat ho zaroori to nahi

muskurane se bhi hota hai bayan gham-e-dil
mujh ko rone ki bhi aadat ho zaroori to nahi!!


no likes.

Posted on February, 26 2011 11:28:39 AM

Hina


Age: 39 Female
4838 days old here
Total Posts: 6841
Points : 152

Location:
Karachi, Pakistan

Status : Offline
Khamoshi bol uthe, to har nazar paighaam ho jaye
Ye sannata agar had se badhe to kohraam ho jaye

Sitare mashalen le kar mujhe bhi dhoondne niklain
Mein rasta bhool jaoon to junglon mein shaam ho jaye

Men wo adam-e-guzeda' n hoon jo tanhai k sehra men
Khud apni chaap sun kar larza bar-andaam ho jaye

Misaal aisi hai is daur-e-khirad k hosh mandon ki
Na ho daaman mein zar'ra aur sehra naam ho jaye

Shakeeb apne tarruf ke liye ye baat kaafi hai
Hum is se bach ke chalte hen jo rasta aam ho jaye

no likes.

Posted on February, 26 2011 12:03:20 PM

khurrambaber


Age: 42 Male
4837 days old here
Total Posts: 2400
Points : 60

Location:
gujranwala, Pakistan

Status : Offline
khamosi ka bycott........djuice

no likes.

Posted on February, 26 2011 12:05:37 PM

Awais148


Age: 30 Male
4078 days old here
Total Posts: 12184
Points : 198

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
fantastic friends owsum poetry.....

no likes.

Posted on March, 24 2013 09:05:05 PM

taimoorkhan


Age: 30 Male
4080 days old here
Total Posts: 2257
Points : 39

Location:
islambad, Pakistan

Status : Offline
amazing yar

no likes.

Posted on March, 30 2013 08:54:20 AM

riabest


Age: 32 Female
4249 days old here
Total Posts: 1447
Points : 99

Location:
Faisalabad, Pakistan

Status : Offline
khamoshi ko zuban de dena behtr h per limit man reh k

no likes.

Posted on May, 03 2013 09:22:54 PM

SHAGIRDeIQBAL


Age: 36 Male
4266 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
riabest ye konsa falsfa he
nice poetry

no likes.

Posted on May, 03 2013 11:46:48 PM

FarhanHassan


Age: 32 Male
4218 days old here
Total Posts: 4685
Points : 3092

Location:
jand,Attock, Pakistan

Status : Offline
hina very nice poetry

no likes.

Posted on May, 03 2013 11:52:32 PM

LovelyWajid


Age: 30 Male
4059 days old here
Total Posts: 679
Points : 229

Location:
kotri, Pakistan

Status : Offline
khamoshi ko zuban de dena behtr h
per limit man reh k
Saeee

no likes.

Posted on May, 03 2013 11:56:17 PM

Momi


Age: 26 Female
4050 days old here
Total Posts: 232
Points : 133

Location:
Karachi, Pakistan

Status : Offline
zabar dast yr

no likes.

Posted on May, 04 2013 12:15:31 AM

0irha0


Age: 30 Female
4112 days old here
Total Posts: 7616
Points : 16

Location:
....., Pakistan

Status : Offline
kuch khas ni lgi ye poetry

no likes.

Posted on September, 30 2013 07:59:53 AM

  • Page 1 of 1
  • 1