Lyrics Of Sanwal from Parvaaz
Bulleya ki janan mein kaun
Na mein momin vich maseetan
Na mein vich kufr dee reet aan
Na mein paakaan vich paleet aan
Na mein Moosa na Firaon
Bulleya ki janan mein kaun
Awwal aakhir aap noon jaanan
Na koi dooja hor pichana
Mein toon vadh na koi sayana
O' Bulleya o' Bulleya
Bulleya ki janan mein kaun
Na mein aabi na mein khaki
Na mein aatish na mein pon
Bulleya ki janan mein kaun Yeh dil kiyoun tumhara itna bay yaqeen hai
Aisa to nahin hai
Keh sanwal nahin raha
Keh sanwal nahin raha
Issi dasht kay udhar hai koi dosra kinara
Wahan jao gaey to ho gaa koi muntazir tumhara
Yeh dil kiyoun tumhara itna bay yaqeen hai
Yeh jo piyaas ka hai sehra
Issay paar karna ho gaa
Kaee baar jeena ho gaa
Kaee baar marna ho gaa
Yeh dil kiyoun tumhara itna bay yaqeen hai
Aisa to nahin hai
Keh sanwal nahin raha
Keh sanwal nahin raha
(English translation)
Why is this heart of yours so unbelieving?
It's not as if
Love is dead
There somewhere this wasteland ends
When you go someone will be there to meet you
Why is this heart of yours so unbelieving?
It's not as if
Truth is dead
A Sahara of thirst is what I must cross
Living many times, and dying just as many
Why is this heart of yours so unbelieving?
It's not as if
Beauty is dead
It's not as if
Love is dead
Song Details
Album/Movie: ParvaazArtist: JunoonViewed (total): 2452 times