Mak Kia By Sajjad Ali

Lyrics Of Mak Kia from Rangeen

Jao jao jao tumhain maaf kiya

Tum ney mera naam dheerey say kaheen bulaya tha
Zindagi naraz tum say rehti thi mai ney manaya thaa
Baat un kahi tum say naa huee mai ney maani thi
tum ney mujhey har tarah say aazmaya thaa
tum ney aitebar mera torr bhi diya phir bhi main ney tum say dil saaf kiya
Jao Jao Jao tumhain maaf kiya
Jao Jao Jao tumhain maaf kiya
Tum ney mera dil tora jaaney kyoon akela chora
phir bhi mai ney tum say dil saaf kiya
Jao Jao Jao tumhain maaf kiya
Jao Jao Jao tumhain maaf kiya

Jaatey Jaatey kya merey baarey mai tum ney socha tha?
Dil ki chabiyan gir gayi kahaan morr kay dekha thaa?
patharon mai sheeshay ka dil chor kar gaye

Merey saath kaisa insaaf kiya
Jao Jao Jao tumhain maaf kiya
Jao Jao Jao tumhain maaf kiya
Tum ney mera dil tora jaaney kyoon akela chora
phir bhi mai ney tum say dil saaf kiya
Jao Jao Jao tumhain maaf kiya
Jao Jao Jao tumhain maaf kiya

Janey tum ney kiya socha - kaho
Aisa tum ney kyoon kiya - kaho
Bolo na kya ye hai wafa
Bolo na kya, bolo na - nahin
Merey bin tumharey liye koyee bhi nahi
Itni duur jaa kay aitraf kiya
Jao Jao Jao tumhain maaf kiya
Jao Jao Jao tumhain maaf kiya
Tum ney mera dil tora jaaney kyoon akela chora
phir bhi mai ney tum say dil saaf kiya
Jao Jao Jao mai ney tumhain maaf kiya
Jao Jao Jao mai ney tumhain maaf kiya

Jao Jao Jao tumhain maaf kiya
Jao Jao Jao tumhain maaf kiya
Jao Jao Jao

Song Details

Album/Movie: Rangeen
Artist: Sajjad Ali
Viewed (total): 2589 times

Report Correction?

(Not Rated Yet)
 

Other Lyrics from Rangeen album

Koi Nahee
Is Tarha
Na Bolloon Gi
Chaad De
Cheete Cheete
Jeenay Do
Yeh Zindagi

Search Lyrics
e.g.

Top 10 Lyrics by Sajjad Ali

1 - Babia - Babia
2 - Koi to baat hoo - Tum Aa Gay Ho To
3 - Koi to baat hoo - Mujh Se Khushiyaan Le
4 - Aik Aur Love Story - Bhegay Mausam
5 - Babia - Aisa Laga
6 - Chahar Balish - Gaddiye
7 - Koi to baat hoo - Koi To Baat Ho Aisi
8 - Koi to baat hoo - Mehkashi To Aazab Hoti Hai
9 - Koi to baat hoo - Mere Aangan Ko Ujalon Se
10 - Chahar Balish - Katna Nai

Latest Additions

Saiyan Bolain
Mumkin Hai
Kaho (Aaj Bol Do)
Hona Tha Pyaar
Dil Janiya
Too Jahan Kahee Bhee Jaye
Soo Janay Do
Mere Humrahi Suno
Kaun Hoon Main
O Mere Khuda