Lyrics Of Aye Zindagi from Piya
aye zindagi... mai dhoondo kahaan? tujhey dhoondo kahaan? nadiaan ki lehron mai apnon mai, ghairon mai pholoon mai, kalion mai sapnon ki galion mai titli k rango mai urti patangon mai khiltey gulabon mai behtey charaghon mai... saath asmanon mai saarey jahaanon mai awaaz dai... awaaz dai tu hai jahaan aye zindagi...
mai dhoondo kahaaan? tujhey dhoondo kahaan? dekha nahi hai phir bhi teri soorat bunti rehteen hoon... dekha nahi hai phir bhi teri soorat bunti rehteen hoon teri aankhon ki apney dil par dastak sunti rehteen hoon koil ki ko ko mai sandal ki khushbon mai badal k aanchal mai har lamha har pal mai gaoo k panghat pe galion ki chaukat pe barfeeli rahon mai paidon ki bahon mai saath asmanon mai saarey jahaanon mai awaaz dai...
awaaz dai tu hai jahaan aye zindagi..mai dhoondo kahaan? tujhey dhondoon kahaan? pehley pyaar ki aaj bhi yaadein mujh ko rolaney aateen hein pehley pyaar ki aaj bhi yaadein mujh ko rolaney aateen hein bujhti raakh kuraid k phir sey dard jagaaney aateen hein ashkon ki larion mai sawan ki gharion mai khamosh sagar mai kohri ki chadar mai haathon ki lakeeron mai ujri tasweeron mai sulgey aangaron mai hijr k maaron mai saath asmanon mai saarey jahaanon mai awaaz dai...
awaaz dai tu hai jahaan aye zindagi... mai dhoondo kahaan? tujhey dhoondo kahaan? meethi meethi ye jo kasak hai shayad pehla pyaar hai ye meethi meethi ye jo kasak hai shayad pehla pyaar hai ye sanson mai jo anjani mehak hai shayad pehla pyaar hai ye is rus bharey mausam mai sholon mai shabnam mai chandani raaton mai bheegi barsaton mai nao mai paani mai bhooli kahaani mai papehe ki taaron mai surr ki uraanon mai saath asmanon mai saarey jahaanon mai awaaz dai.. awaaz dai tu hai kahaan aye zindagi mai dhoondo kahaan? tujhey dhoondo kahaan?
Song Details
Album/Movie: PiyaArtist: Fariha PervezViewed (total): 8616 times