Laga Reh By Shehzad Roy

Lyrics Of Laga Reh from Qismat Apnay Haat Mein

SR: Main jab dus saal ka tha tou mainay nine o'clock news pay suna kay Pakistan taareekH ke aik naazuk mor se guzar raha hai.

Bachcha: Abbu...

SR: Main phir bees saal ka hua, maine phir nine o'clock news pay suna kay Pakistan taareekh ke aik naazuk mor se guzar raha hai.

Aas baandh kar tu khara hai, tas se mas nahi hota
Tu hai aik aam aadmi, aur bus, ab nahi hota

Ali Azmat: Tou kia karun? Himmat haar doon?

SR: Nahi, Laga reh.

Chorus:
Laga reh, laga reh, tu laga reh
Khara reh, khara reh, tu khara reh
Para reh, para reh, tu para reh

Laga reh, laga reh, tu laga reh
Ara reh, ara reh, tu ara reh
Para reh, para reh, tu para reh

Buzurgon ne mujhse pocha mulk kaise ye chalega?
Buzurgon ko main ye bola lagay raho, lagay raho
Buzurgon ne mujhse pocha mulk kaise ye chalega?
Buzurgon ko main ye bola

SR: Mujhe fikr ye nahi ke ye mulk kaise chalega, Mujhe fikr ye hai ke kaheen ye aise he na chalta rahay.

Laga reh, laga re

Song Details

Album/Movie: Qismat Apnay Haat Mein
Artist: Shehzad Roy
Viewed (total): 5208 times

Report Correction?

(Rated 3 Stars - 4 votes)
 

Other Lyrics from Qismat Apnay Haat Mein album

Quaid E Azam
Janay Kahan
Darwaza
Zindagi
Qismat Apnay Haat Mein
Khul Ke Piyaar
Ek Baar
Aankhien

Search Lyrics
e.g.

Top 10 Lyrics by Shehzad Roy

1 - Darshan - Tujh Ko Qasam
2 - Teri Soorat - Har Gayee
3 - Teri Soorat - Teri Soorat
4 - Teri Soorat - Mushkil
5 - Rab Janay - Jaan Gayo
6 - Rab Janay - Teray Dil Main
7 - Rab Janay - Bhool ja
8 - Rab Janay - Aas Pass
9 - Darshan - Aye Khuda
10 - Darshan - Dholna

Latest Additions

Saiyan Bolain
Mumkin Hai
Kaho (Aaj Bol Do)
Hona Tha Pyaar
Dil Janiya
Too Jahan Kahee Bhee Jaye
Soo Janay Do
Mere Humrahi Suno
Kaun Hoon Main
O Mere Khuda