Jaane Kon Thi Hasina By Awaz

Lyrics Of Jaane Kon Thi Hasina from Awaz

janey koun thi hasina
jo dil lai gai mujh sey mera
kuch bhi ker na paya hoo
yoonhien tak ta reh gaya hoo

janey koun thi hasina
jo dil lai gai mujh sey mera
kuch bhi ker na paya hoo
yoonhien tak ta reh gaya hoo
janey koun thi hasinaa

kiya suhani shaam thi
payal ki jhankaar thi
dhirey sey chalna us ka
taaroon mien woh chand thi

kiya suhani shaam thi
payal ki jhankaar thi
dhirey sey chalna us ka
taaroon mien woh chand thi

jo youn muskayey woh
koi is dil ka ab kiya hoo

janey koun thi hasina
jo dil lai gai mujh sey mera
kuch bhi ker na paya hoo
yoonhien tak ta reh gaya hoo

janey koun thi hasina
jo dil lai gai mujh sey mera
kuch bhi ker na paya hoo
yoonhien tak ta reh gaya hoo
janey koun thi hasina

aankhien jub yeh chaar hoi
sharam sey woh gulnaar hoi
khud ko subho ker anchal mien
janey kahan woh khoo gayi

aankhien jub yeh chaar hoi
sharam sey woh gulnaar hoi
khud ko subho ker anchal mien
janey kahan woh khoo gayi

mien ney dhonda us koo
laiken kahien mili na woh

janey koun thi haseena
jo dil lai gai mujh sey mera
kuch bhi ker na paya hoo
yoonhien tak ta reh gaya hoo

janey koun thi haseena
jo dil lai gai mujh sey mera
kuch bhi ker na paya hoo
yoonhien tak ta reh gaya hoo
janey koun thi haseena

Song Details

Album/Movie: Awaz
Artist: Awaz
Viewed (total): 3102 times

Report Correction?

(Not Rated Yet)
 

Other Lyrics from Awaz album

Diya Jalta Raha

Search Lyrics
e.g.

Top 10 Lyrics by Awaz

1 - Jadoo Ka Charagh - Main Na Manoon Har
2 - Awaz - Diya Jalta Raha
3 - Awaz - Jaane Kon Thi Hasina
4 - Jadoo Ka Charagh - Jadoo Ka Chirag
5 - Jadoo Ka Charagh - Main Bhi Pakistan

Latest Additions

Saiyan Bolain
Mumkin Hai
Kaho (Aaj Bol Do)
Hona Tha Pyaar
Dil Janiya
Too Jahan Kahee Bhee Jaye
Soo Janay Do
Mere Humrahi Suno
Kaun Hoon Main
O Mere Khuda