Yaad Aaya By Shiraz Uppal

Lyrics Of Yaad Aaya from Jhuki Jhuki

ishq safar main
jisi nazar main
yaad aaye ek tu
pyar jo tera
dil main jagay
ban jaey ansoo
tera sawan ki ghata
bhigi bhigi si purwa
tera peroon kay saey main
thandi rahain
yaad aaya mera des mujhay
tu yaad aaya
chahat ka har nata teray baad aeya
yaad aeay wohi mosam teray
yaad aey wohi teri dhoob aur chayan

yar geet main teri preet kay har dam gaoon
aur jeet main aur behtari jaan laraoon
hai yeh dil ki arzoo
lot aoon main teri galion main
ghar hai phool khath
yeh kho na jaoon in rang ralion main
teri god main hai jina
teri god main hai marna
teri bahoon ki hi mangoon panahain

yaad aaya mera des mujhay
tu yaad aaya
chahat ka har nata teray baad aeya
yaad aeay wohi mosam teray
yaad aey wohi teri dhoob aur chayan

hai rachi howi meri sansoon main teri khoshbo
dekhta hoon main tujh ko yar khaboon main har soo
dekho asman par esa chand aur tara hai kahan
rab nay jo dia hamain des to esa pyara hai kahan
teray sham aur sawayray teray reshmi andheray
tujh pay saray hi jahan ki hai nigahain
yaad aaya mera des mujhay
tu yaad aaya
chahat ka har nata teray baad aeya
yaad aaya mera des mujhay
tu yaad aaya
chahat ka har nata teray baad aeya
yaad aeay wohi mosam teray
yaad aey wohi teri dhoob aur chayan

Song Details

Album/Movie: Jhuki Jhuki
Artist: Shiraz Uppal
Viewed (total): 2285 times

Report Correction?

(Not Rated Yet)
 

Other Lyrics from Jhuki Jhuki album

Jhuki Jhuki
Bolay Mahi
Hum Charon Humdum
Mann Ja Way
Saiyan Ve
Tak Yaara
Tumhain Kesay

Search Lyrics
e.g.

Top 10 Lyrics by Shiraz Uppal

1 - Jhuki Jhuki - Tumhain Kesay
2 - Jhuki Jhuki - Tak Yaara
3 - Jhuki Jhuki - Jhuki Jhuki
4 - Jhuki Jhuki - Hum Charon Humdum
5 - Jhuki Jhuki - Bolay Mahi
6 - Jhuki Jhuki - Saiyan Ve
7 - Jhuki Jhuki - Yaad Aaya
8 - Jhuki Jhuki - Mann Ja Way

Latest Additions

Saiyan Bolain
Mumkin Hai
Kaho (Aaj Bol Do)
Hona Tha Pyaar
Dil Janiya
Too Jahan Kahee Bhee Jaye
Soo Janay Do
Mere Humrahi Suno
Kaun Hoon Main
O Mere Khuda