Aaj Jane Ki Zid By Farida Khanum

Lyrics Of Aaj Jane Ki Zid from Gulistan

Aaj jaane ki zid na karo
Aaj jaane ki zid na karo
Yunhi pehlu mein bethey raho
Yunhi pehlu mein bethey raho
Aaj jaane ki zid na karo

Haaye mar jaayein ge
Hum to lutt jaayein ge
Aisi baatein kiya na karo
Aaj jaane ki zid na karo
Aaj jaane ki zid na karo

Tumhi socho zara
kyu'n na rokein tumhey
jaan jaati hai jab uth ke jaatey ho tum
jaan jaati hai jab uth ke jaatey ho tum
tum ko apni qasam jaan-e-jaa'n
baat itni meri maan lo
Aaj jaane ki zid na karo
Aaj jaane ki zid na karo


Waqt ki qaed mein zindagi hai magar
Waqt ki qaed mein zindagi hai magar
chand gharriya'n yahi hain jo aazaad hain
chand gharriya'n yahi hain jo aazaad hain
inko khho kar kaheen jaan-e-jaa'n
umr bhar na tarastey raho
Aaj jaane ki zid na karo
Aaj jaane ki zid na karo

Kitna masoom aur rangeen hai yeh sama
husn aur ishq ki aaj me'raj hai
husn aur ishq ki aaj me'raj hai
kal ki kis ko khabar jaan-e-jaa'n
rok lo aaj ki raat ko
Aaj jaane ki zid na karo
Yunhi pehlu mein bethey raho
Yunhi pehlu mein bethey raho

Aaj jaane ki zid na karo

Song Details

Album/Movie: Gulistan
Artist: Farida Khanum
Viewed (total): 2474 times

Report Correction?

(Not Rated Yet)
 

Other Lyrics from Gulistan album

Dil Jalane Ki Baat
Donon Jahan Teri
Mohabbat Karne Wale
Tere Pyar Main Ruswa
Woh Ishq Jo Humse

Search Lyrics
e.g.

Top 10 Lyrics by Farida Khanum

1 - Gulistan - Tere Pyar Main Ruswa
2 - Gulistan - Mohabbat Karne Wale
3 - Gulistan - Aaj Jane Ki Zid
4 - Gulistan - Donon Jahan Teri
5 - Gulistan - Dil Jalane Ki Baat
6 - Gulistan - Woh Ishq Jo Humse

Latest Additions

Saiyan Bolain
Mumkin Hai
Kaho (Aaj Bol Do)
Hona Tha Pyaar
Dil Janiya
Too Jahan Kahee Bhee Jaye
Soo Janay Do
Mere Humrahi Suno
Kaun Hoon Main
O Mere Khuda