Bhooline Wale Se Koi By Munni Begum

Lyrics Of Bhooline Wale Se Koi from Munni Begum 1

bhoolne wale se koi keh de zara is tarah yaad aane se kya fayada-jab mere dil ko basaate nahin phir khyallon mein aane s e kya fayada
bhoolne wale se ---

chaar tinke jala ke kya mil gaya mit na saka zammane se mera nishhan------muj pe bijli giraoo toh jaane sahi aashoyaan pe giraane se kya fayada

bhoolne wale se--

kya kahoon aap se kitni umeed this aap kya badal gaye duniya badal gayi--aasra de ke dil todte hain mere is tarah se sataane se kya fayda

bjoolne wale se ---


tum ne moosa ko nahak taqleef di-lutf aata agar yaad karte hume jinki aankhoon mein taab-e-nazaara na ho unko jalwa dikhaane se kya fayada

bhoolne wale--


pehle dil ko buraai se kar paak tooh-fir khaloos-e-aqdeedat se kar justjoo aise sajdoon se allah milta nahin her jagah sur jhukaane se kya fayada


bhoole wale se--

laakh samjaya tujko magar teri hoshyaari aakhir na kaam aa saki aank milti gayi raaz khulte gaye-abh haqeeqat chupaane se kya fayada

bhoolne wale se koi keh de zara is tarah yaad aane se kya fayada

Song Details

Album/Movie: Munni Begum 1
Artist: Munni Begum
Viewed (total): 6602 times

Report Correction?

(Rated 4 Stars - 3 votes)
 

Other Lyrics from Munni Begum 1 album

Aasmaan Se Uttara
Aawargi Mein Hadse
Ae Mere Hum Nasheen

Search Lyrics
e.g.

Top 10 Lyrics by Munni Begum

1 - Munni Begum 1 - Bhooline Wale Se Koi
2 - Munni Begum 3 - Ye Udas Udas Thandak
3 - Munni Begum 3 - Ilm-o-fun Ke Deewane
4 - Munni Begum 1 - Aawargi Mein Hadse
5 - Munni Begum 2 - La Pila De Saqia
6 - Munni Begum 2 - Kuch Din Kate Hain
7 - Munni Begum 3 - Main Nazar Se Pee
8 - Munni Begum 2 - Ilm-o-fun Ke Deewane
9 - Munni Begum 3 - Phoolon Ki Rut Hai
10 - Munni Begum 3 - Meri Dastaan-e-hasrat

Latest Additions

Saiyan Bolain
Mumkin Hai
Kaho (Aaj Bol Do)
Hona Tha Pyaar
Dil Janiya
Too Jahan Kahee Bhee Jaye
Soo Janay Do
Mere Humrahi Suno
Kaun Hoon Main
O Mere Khuda