Search SMS
e.g. faraz, sardar, etc.

Search Results for 'bhool'

Bhool se koi bhool hui to

Bhool se koi bhool hui to, bhool samajh kar bhool jana. Aray bhoolna sirf bhool ko, bhool se bhi humain na bhulana.

116 chars (1 sms)


Aapki palkon pe khawab rakh gaya koi

Aapki palkon pe khawab rakh gaya koi Aapki saanson pe naam likh gaya koi Chalo vaada hai aapse bhool jana hame Agar humse achha dost aapko mil gaya koi

151 chars (1 sms)


Mohabbat Ka Izhaar

Bohat Dair Kar Di Tum Ne Mohabbat Ka Izhaar Karne Mein Mujhe Pany Mein Mujh Se Piyar Karne Mein Ab Kuch Nahi Ho Sakta Amanat Hoon Main Kisi Aur Ki Guzar Gaya Waqat Kiya Rakha Hai Ab Intezaar Karne Mein Mujhe Tum Se Mohabbat Hai Main Ye Iqrar Nahi Karon Gi Kahin Dil Na Toot Jaye Tumhara Ye Iqrar Karne Mein Tum Mujhe Bhool Jao Ye Ilteja Hai Tum Se Meri Zindagi Youn Barbad Na Karo Apni Ashk Baar Karne Mein Na Karna Tum Mujhe Yaad Na Main Yaad Karon Gi Ke Bohat Takleef Hoti Hai

478 chars (3 sms)


TuM Mujhe bhool kar to dekho Har khuShi r0uth jayegi

TuM Mujhe bh00l kar t0 dekh0 Har khuShi r0uth jayegi Jab akele tuM baith0gi Khud-ba-khud Meri yaad aayegi SheeShe ke ghar0n Main dekh0 t0 Putther dil wale buSte hain J0 pyar k0 khail SaMajhte hain Aur t0r ke dil k0 haSte hain KaSh khuShiy0n ki k0i dukan h0ti, huMe v uSk0 pehChan h0ti, bhar dete aapk daMan khuShiy0n Se, kiMat uSki Chahe Meri jaan h0ti

352 chars (3 sms)


Chalo Ik Basar Phir Sy Ajnabi Bann Jaen Hm Donoo

Chalo Ik Basar Phir Sy Ajnabi Bann Jaen Hm Donoo Nah Mein Tm Say Koi Umeed Rakhoon Dilnawazi Ki Na Tm Meri Taraf Dekho Galaat ANdaaz Nazroon Sy Na Meray Dil Ki Dharkan Larkharaey Meri Baton Sy Na Zaher Ho Tmhari Kashmakash Ka Raaz Nazron Sy Tmhain Bhe Koi Uljhan Rookti Hai Paish Qadmi Sy Mujhay Bhe Loog Kehtay Hain K Ye Jalwaay Paraaey Hein Meray Hamraah Bhe Ruswaiyan Hain Meray Maazzi Ki Tmharay Saath Bhe Gozri Hoe Raton K Saaaey Hain Ta”Aruf Roug Ho Jaey Tu Usko Bhoolna Behtar Ta”Aluq Roug Ban Jaey Tu Usko Toorna Acha Wo Afsana Jisay Anjaam Taak Lanaa Nah Hoo Mumkin Uasay Ik Khoobsorat Mour Day K Bhooolnaa A6ha Chalo Ik Baar Phir Se Ajnabi Bun Jaen Hm Dono.

667 chars (5 sms)


Udasi Saray Ghar Mein

Udasi Saray Ghar Mein Pahilti Jati Hay Gham Ban Kar Dar O Deewar Pe Likh Do, Main Uss Ko Bhool Kar Khush Hoon

110 chars (1 sms)


Tumhein Kya Weham Hay

Tumhein Kya Weham Hay Kiun Raat Bhar Milnay Nahi Aatin Aey Meri Neend Ki Pariyoon, Main Uss Ko Bhool Kar Khush Hoon

116 chars (1 sms)


Mery Lehjay Pe

Mery Lehjay Pa Mat Chonko,Meri Aankhon Mein Mat Jhanko Yun Hairat Se Na Dekho tm, Main Uss Ko Bhool Kar Khush Hoon

115 chars (1 sms)


Badalti Rutt Ki Wajah

Badalti Rutt Ki Wajah Se, Zra Bojhal Tabiyat Hay Yun Mera Haal Mat Poocho, Main Uss Ko Bhool Kar Khush Hoon

108 chars (1 sms)


Haqeeqat Hay

Haqeeqat Hay,Yaqeen Kar Lo,Main Uss Ko Bhool Kar Khush Hoon Muhabbat Mar Chuki Ab To, Main Uss Ko Bhool Kar Khush Hoon

119 chars (1 sms)


kabhi Lafz bhool jaon Kab

kabhi Lafz bhool jaon
Kabhi baat bhool jaon
Tujhe is qadar chahon
Apni zaat bhool jaon
uth ker jo kabhi tere
paas se chal doon to
jaate huwe khud ko
tere paas bhool jaon

176 chars (2 sms)


Bazaar e Ishq mein

…..! Neendh bhe nilam ho jati hai bzaar-e-ishq mei….. Mohsin…,,, ……! Itna asaan nhi hota kisi ko bhool k so jana….

117 chars (1 sms)


Shikwa Teri YaadOn Say

Shikwa Teri YaadOn Say Kuch Is Tarha Kia Hum Ne ,, Hanstay Hanstay Dil kO Rula Diya hUm Ne ,, Ek Lamha Diya Tu Ne Jeenay Ke Liye ,, Aur Us Mai Zindagi kO Beeta Diya hUm Ne ,, Ek Safay Pe Likhi Teri Yaad Ki Dastaan ,, Doosra Hissa Khaali Hi Jala Diya hUm Ne ,, Kis Baat Ki Maa’zrat Chahatay Hain wO ,, Jis Baat kO Sun’ntay Hi Bhoola Diya hUm Ne ,, Wo Kyun Nahi Aatay Humaray Pass ,, Jin Ki RahOn Mai PalOn kO bicha Diya hUm Ne ..

428 chars (3 sms)


Choti Zaroorat Nhi Bholta

Ta'ajjub Hai: KHUDA Apni Itni Sari Makhlooq Me Se Bhi Meri Choti Se Choti Zaroorat Nhi Bhoolta. Or KHUDA To Ek Hi He, Phir Bhi HUM Use Bhool Jate Hain.

154 chars (1 sms)


Apni ankh ka Tara ya Chand kahoon

Apni ankh ka Tara ya Chand kahoon, Khud he batao kis Naam se bulaon Tum ko, Tum mere DIL ki Kharkan ban gaye ho Phir batao kis tanrha Bhool jaon Tum ko?

153 chars (1 sms)


,,GO ???? Aaas adalt Adult after death agra aisi konsi ajab akhtar allama iqbal altaf anarkali anniversary April fool aqwaal Asif attitude badsha barish beer Bhabi bharosa bichar gay bike boring broken heart brother bund call Chahat chai chale chanda choose choot CHUT come back cool cricket dard december defence day dene dhoka dhund dieting Diwali Sms door Doori dost doste duwa ehd e wafa eid mubarak Eid ul azha emotional evening Facebook Faraz flower forward friend friends friendship Funny funny poetry Funy sms gaana Ganday sms Gandi gareeb Ghazal girl Girls golden gujjar gurbat Hairstyle Hand hansna happy birthday Happy new year HATE heart heaven hijab hussain i love u I love you i miss u If You Really Love Someone Arrange insaniyat iqbal ishq isi umeed pe aagaz-e-subah kare karna kashti kesc khali hathon ko kabi gor se dekha hai Khat khobsort khush khushiya Kya. Land larki Laut aao life little love Love lover malik Married marrige Masoom maut miss you mohabat mohabbat Mola ali molvi moqa mother Mout munir nagni NARAZ Nawaz sharif new year New year sms november Pahalia paheli pakistan parda Pashto pepsi phool poetry pyar question quotes raat rajni Rape raqeeb Rashid reason rishty ROMANTIC KISS safar Sagar Sali samandar sanam santa sardar saza Sehri shadi shakespear sharab shoaib SINDHI TOPI AUR AJRAK sindhu so gay socretes submit Success Sunday Tabinda takrar tanhai Tere Chehra teri qasam Thanks tinda trust udasi umeed Urdu uses valentine Veena wada wafa Waqar waqat waqt wasi wife winter without you ya allah yad sms ye watan Your heart was frozen zubaida
Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook