Search SMS
e.g. faraz, sardar, etc.

Search Results for 'Mohsin'

SAFAR TANHA NAHIN KARTE

SAFAR TANHA NAHIN KARTE
SUNO! AISA NAHIN KARTE
JISSAY SHAFAF RAKHNA HO
USSAY MAILA NAHIN KARTE
TERI ANKHAIN IJAZAT DE
TO HUM KYA KYA NAHIN KARTE
BUHUT UJRAY HOAY GHAR PAR
BUHUT ROYA NAHEEN KARTAY
SAFAR JISKA MUQADAR HO
USSAY ROKA NAHIN KARTE
JO MIL KAR KHUD SE KHO JAYE
USSAY DHONDHA NAHEEN KARTAY
USSAY RUSWA NAHIN KARTE
CHALO TUM RAZ HO APNA
TUMAHIN AFSHAN NAHIN KARTE
YEH UNCHAY PAIR KAISE HAIN
KAHIN SAYA NAHIN KARTE
JO DHUN HO, KAR GUZARNE K
TO PHIR SOOCHA NAHIN KARTE
KABHI HANSNE SE DARTE HAIN
KABHI ROYA NAHIN KARTE
SEHAR SE POOCH LO MOHSIN
KE HUM SOYA NAHIN KARTE..................

613 chars (4 sms)


barhayin meri payas ko

barhayin meri payas ko aksar teri ankhain
sahra mera chahra hay..samandr teri ankhain

mumkin ho tu ik taza ghazal aur b kah lon
phir orh na lain khawb ki chadar teri ankhain

yun daikhty rahna usy acha nahi mohsin
wo kanch ka paikar tu pathar teri ankhain

264 chars (2 sms)


kuch iss qader bhi

kuch iss qader bhi tu asaan nahin ishq tera
yeh zher dil main uter ker hi raas aata hai

main tuj ko pa k bhi khoya hua sa rehta hoon
kabhi kabhi tu mujay tu ne theek samja hai

mujay khaber he k kiya he judainyon ka aazab
k main nain shakh se gul ko bechirtay daikha hai

main muskura b para hoon tu kiyon khafa hain ye loog
k phool tooti tooti hoi kaber pe bhi khilta he

ussay ganwa k main zinda hoon iss tarha mohsin
k jaisay taiz hawa main charagh jalta hai

476 chars (3 sms)


Zamanain bher ki

Zamanain bher ki nigahoon main jo khuda sa lagay
wo ajnabi hai mager muj ko aashna sa lagay

najanain kab mairi duniya main muskuray ga
wo aik shakhs k khaboon main bhi khafa sa lagay

ajeeb cheez hai yaro yeh manzaloon ki hawas
k rahzen bhi musafer ko rehnama sa lagay

dilay tabah! tera mashwara hai kiya k mujhay
woh phool rang sitara bhi bewafa sa lagay

hoi hai jis say manawer her aik aankh ki jheel
woh chand aaj bhi mohsin ko kamnama sa lagay

464 chars (3 sms)


Dard Suhanne Sapnoo

Dard Suhanne Sapnoo Jaissaa Kayun Lagtaa Ha..
DOOR Se Aayaaa,Apnoo Jaissaa Kayun Lagttaa Ha..

Men Ne DIL Men Usey Basaayaa Woh MOHSIN..
AKBAR Ke NO RATNOO Jaissaa Kayun Lagtaa Haa...

Merre Saath Hi EUROP Se Woh Aaayaa Haa..
Woh Merre Ham WATNOO Jaissa Kayun Lagttaa Haa...

Iqtidaar Ke NASHHE Ne Usey NIDHAAL Kiaa...
Be Maanni Se MATNOO Jaissaa Kayun Lagttaa Haa..?

Sochaa Thaa Mill Jaaey Gaa Aasaanni Se..
KIey Gaaey Woh JATNOO Jaissaa Kayun Lagttaa Haa...

Door Se Aayaa Apnoo Jaissaa Kayun Lagttaa Haa..
DARD Suhanne Sapnoo Jaissaa Kayun Lagttaa Haa...?

575 chars (4 sms)


hum ne kab mani

hum ne kab mani thi baat zamanay ki
aaj humare baat manayzamana kyon
wo jungl kay phoolon per kyon marta hai
ussko achay lagtay hein veranay kyon
mohsin jab b chot nae kha leta hoon
dil ko yaad aatey hein dost poranay kyon,,

229 chars (2 sms)


Mere hathon ki lakeeron

Mere hathon ki lakeeron main yeh ayed chupa hay mohsin

Main jis shakhs ko chuu lon mera nahi rehta

102 chars (1 sms)


Is Shab k Muqadar

Is Shab k Muqadar Main Sehr Hi Nahi Mohsin







Daikha Hai kai Baar Charaghon Ko Bujha Ker

100 chars (1 sms)


Mujrim bhi tha

Mujrim bhi tha mohsin bhi mera lagta tha
dst-e-katil bhi mjhy dast-e-hina lgta tha
Ary daikhny waly to usy daikhty reh jaty thy
han wo shaks mohabt ka khuda lgta tha
kanton bhari shakh nazar ata tha kabi
phool lgta tha kabi bad-e-saba lgta tha
ab logon sy pochta phirta hai mare ghar ka pata
main jisy sare zamany sy bura lgta tha
us ki batein thin ravayat sy hat kar MOHSIN
sub main rehta tha magar sub sy juda lgta tha

430 chars (3 sms)


Aasaib Zada Ghar Ka

Aasaib
Zada Ghar Ka
Main Woh Dar
Hoon Mohsin,

Deemak
Ki Tarha Kha
Gayi Jisay Dastak
Ki Tamanna.

105 chars (1 sms)


""Tum is shehr k khuloos

""Tum is shehr k khuloos se waqif nhi Faraz..."
"Ye to mohsin ko bhi sar-e-aam saza detey hain."

98 chars (1 sms)


mohsin us ki hansi main

mohsin us ki hansi main chupy dard ko mehsos tou kr
wo tou unhi hans hans k khud ko sza daita hai

99 chars (1 sms)


mohsin us ki hansi main

mohsin us ki hansi main chupy dard ko mehsos tou kr
wo tou unhi hans hans k khud ko sza daita hai

99 chars (1 sms)


Mere Hathon Ki Lakeeroon

Mere Hathon Ki Lakeeroon ma Ya Aib Chupa Hai, Mohsin...!

K Jis Cheez Ko Cholun Wo Mere Nahi Rehti...!

105 chars (1 sms)


Hum Wo Siyah BakhT HeIn

Hum Wo Siyah BakhT HeIn Mohsin K ShehaR MeIn!

KhoLein Dukan KaFn Ki To LoG MaRna ChoRR DeIn.~!

97 chars (1 sms)


,,GO ???? Aaas adalt Adult after death agra aisi konsi ajab akhtar allah pak altaf anarkali April fool aqwaal Asif attitude badsha barish beer Bhabi bichar gay bike biwi ne kameez utari boys broken heart brother bund call Chahat chai chale chanda cheap choose choot CHUT come back cool cricket dard december defence day dene dhoka dhund dieting door Doori dost doste drink duwa ehd e wafa eid mubarak Eid ul azha emotional Facebook fanaa Faraz flower Friday friend friends Funny funny poetry Funny sms Funy sms Ganday sms Gandi gareeb Ghazal Girls golden gujjar gurbat Hairstyle Hand hansna happy birthday HATE hazrat mohammad hijab hussain i love u I love you i miss u If You Really Love Someone Arrange insaniyat iqbal ishq isi umeed pe aagaz-e-subah jani jutt kafan kare karna kesc khali hathon ko kabi gor se dekha hai Khat khobsort khush Land larki Laut aao life little love Love love sms lover malik Married marrige Masoom maut memon mohabat mohabbat Mola ali molvi moqa mother Mout munir Musafar nafrat nagni NARAZ Nawaz sharif nazar andaz new year New year sms november Pahalia paheli pakistan parda Pashto phool poetry pyar question quotes raat rajni Rape raqeeb Rashid reason rishty safar Sagar Sali samandar sanam santa sardar saza Sehri shadi shadow shakespear sharab shoaib sindhi SINDHI TOPI AUR AJRAK sindhu so gay so gaye socretes submit Success SUHAGRAT Sunday Tabinda takrar tanhai Tere Chehra teri qasam tinda trust udasi Urdu uses ustad valentine Veena wafa waqat waqt wasi Wasi shah wife winter without you ya allah yad sms ye watan Your heart was frozen zubaida
Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook