Forums > Songs & Lyrics > Koi mil gaya FROM kuch kuch hota hia
  • Page 1 of 1
  • 1
mukaram1128


Age: 35 Male
4718 days old here
Total Posts: 242
Points : 101

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Subject : Koi mil gaya FROM kuch kuch hota hia
Mujhko kya hua hai
Kyon main kho gaya hoon
Pagal tha main pehle
Ya ab ho gaya hoon
Behki hai nigahein
Aur bikhre hain baal
Tumne banaya hai
Kya apna ye haal

Koi mil gaya
Mera dil gaya
Kya bataoon yaron

Main to hil gaya
Koi mil gay
mil hi gaya

Jaane kya ho gaya hai mujhe
Deewana log kehne lage
Ye deewangi hai kya
Humein bhi to ho pata
Tumko kya ho gaya
Arre kal tak mujhko sab hosh tha
Dil mein khushiyon ka josh tha
Phir ye becheini hai kyon
Phir ye betaabi hai kyon
Kya koi kho gaya

koi mil gaya
koi mil gaya
Arre mera dil gaya
o mera dil gaya
Kya bataoon yaaron
Main to hil gaya
Koi mil gaya
Mil hi gaya
mil gaya
Mil hi gaya

no likes.

Posted on May, 24 2011 09:35:26 PM


  • Page 1 of 1
  • 1