paseena sukha raha hooon
Mother:Beta dhoop main khade kiya kar rahe ho
Son:Ammi paseena sukha raha hooon
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 846 views
Similar Jokes
Santa ke ghar Ladki ne janam liya..
Banta: jab ladki badi hogi to ladke ise chedenge.
Santa: Maine iska intejaam kar liye hai. Banta: kya kiya?
Santa: Ladki ka naam DIDI rakh diya hai.
by Pak101.com (few years ago!)
ek maa nay bachay ko nasihat kartay huay kaha:.
"yaad rakho. hum is dunya mai dosron ki khidmat karnay eye hain".
bachay na thori der socha phir poocha. "aur ammi, doosray kis liye aaye hain??".
by Pak101.com (few years ago!)
Girl; Tum LarKaY Kisi Larki MaY SaB SaY PehlaY KiYa DehktaY Ho?
BoY; Ye To Depend Karta HaY KaY Larki Aa Rahe Ha Ya Ja Rahe HaY,
by Mazhar Khan (few years ago!)
Dunya main woh kon si 2 cheezen hain jo ek doosray k baghair nahi reh saktin? Aur dono bekaar hain?
Socho
Aur Socho
Pathan aur Naswaar.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Doctor to Pakistani: Bahi Sa'ab, aap ko brain tumour hai.
Pakistani: Oh, that's GREAT !!.
Doctor: Aap itni khush kiyun hai?
Pakistani: Iss se yeh sabit hota hai ke mere paas brain hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher : pappu i will give you a tight slap if you continue this filmi behaviour in class…!!
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Pappu : Thapad se dar nhi lagta madam pyar se lagta h
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Daaku Pathan K Ghar Gus Giya Aur Bola Jaldi Batao SONA Kahan He?
Pathan:
Pagal Ka Bacha Itna Bara Ghar He
Kahin B So Jao Hamen Uthane Ki Kia Zarurat Thi.
by Pak101.com (few years ago!)
35 Sal Ki Lady Balcony Se Niche
Kachre Ke Dibbe Me Giri.
.
Ya Dekh Kay Santa Nay Kaha
Husband Zyada He Shokeen Lagta Hai
Werna Abhi 5 10 Saal Aur Chal Sakti Thi
by Pak101.com (few years ago!)
Itne dino baad aaj books kholi to 1 raaz khula.
.
.
.
.
... .
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Ye ni aata
Ye ni aata
Ye ni aata..
Oh teri!!!! ye b ni aata..! :-D
by Pak101.com (few years ago!)
Ek kadvaa sach :-)
Behan ki friend behan ho sakti hai,
Bhai ka friend Bhai ho sakta hai,
lekin wife ka friend wife nahi ban sakti
by Pak101.com (few years ago!)