Angraiz Sharab Pee Raha Tha Pathan Ne
Angraiz Sharab Pee Raha Tha
Pathan Nay Usay Daikha Aur Kaha:
Hum Is Say Bhi Acha Nasha Karwata Hai Tum Ko
Aur
Angraiz Ko Chars Ka Kash Lagwa Dia
Angraiz Behosh Ho Gia
Kuch Arsay Bad
Jb Dobara Dono Ki Mulaqat Hoi To
Pathan Nay Phir Kash Laganay Ko Kaha
Angraiz Bola: No Yaar Ye Nasha Buhut Sakht Hai
Nash Utarnay Kay Bad Pechhay Buhut Dard Hota Hay
by Aurangzeb Khan Tunio (few years ago!) / 803 views
Similar Jokes
Ek Din Pappu Ki Biwi Apne Mayke Gayi Hoti Hai,
Toh Pappu Sochta Hai Kyun Na Aaj Ka Din Enjoy Kiya Jaye,
Pappu Apne Ghar Per Apni Girlfriend Ko Bulata Hai Aur Naukar Ko Kehta Hai,
Pappu: “Aaj Teri Chuti Yeh Le 100/- Rupaye, Lekin Apni Malkin Ko Mat Batana”
Naukar: “Malik 100/- Toh Bahut Kam Hai, Malkin Issi Kaam Ke 500/- Deti Hai“
by Pak101.com (few years ago!)
Karachi main Light ka breakdown q hua..?
MQM: Taliban karachi main aa gaye hain.
PPPP: Ye jamhoriyat k khilaf sazish hai.
PML(N): Aaj adliya azad hoti to light na jati.
ANP: Light ki aarh main Pakhtoono ki nasal kashi ki ja rahi hai.
Students: Zaroor FARAZ ne taar kaata hoga
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar ki Bewi inspector se:
"Mera Showhar 1 haftay pahly bazaar se aalo lany nikla owr abhi tak ghar wapis nahi aya"
.
Inspector bhi sardar tha, bola: To Bahn jee kuch owr paka lo !
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Train mein ik mosquito Funny Chinese ke sir pe aa baitha. Vo us ko pakar ke kha gaya.
Fir ik matchar Bania pe baitha. Us ne pakar ke Chinese ko poocha khareedoge kya
by Pak101.com (few years ago!)
1ST PATHAN:
Oye Agar Raat Ko Neend Na Aaye
Tu Kya Kiya Jaye..?
2ND PATHAN:
0 Yara Neend Ka Intzar
Karne Se Tu Behtar Hai
Aadmi So Jaye.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa : Yaar gadha mithai dekhkar kya sochta hoga ?
Banta : Yahi ki "KAASH YAH MITHAI GHAAS HOTI".
by Pak101.com (few years ago!)
Girl: Ur Name..??
.
Boy: Black Lion..
.
Girl: Are you joking..??
.
Boy: No, it means Kalu Singh..
and Yours..??
.
Girl: soft Underwear..
.
Boy: Are you joking..??
.
Girl: No
it means Komal Chadda..:p:p
by Mazhar Khan (few years ago!)
pathan ny ek college khola...par kisi ny admission nai lya .........pata hy Q????sub confused thy
.
.
.
.
.
.
.
college ka name tha "WOMEN DEGREE COLLEGE FOR BOYS"
by sarmad abbas (few years ago!)
T.T Train Main Ticket Check Ker Raha Hota Hai Toh Ek Sadhu Se Bola.
T.T To Sadhu: “Ticket Dikhao?”
Sadhu: “Ticket Toh Nahi Hai”
T.T: “Kahaan Jana Hai?”
Sadhu: “Jahan Ram Ji Ka Janam Hua Thha”
T.T: “Chal Mere Sath”
Sadhu Hairani Se: “Kahaan?”
T.T: “Jahaan Krishan Ji Ka Janam Hua Tha – Jail“
by Pak101.com (few years ago!)
Ek chor amir aadmi ke ghar mein chori karne gaya.
Tijori pe likha tha “Tijori ko todne ki jaroorat nahi
hai, 452 number press karke sahmne vala lal batan
dabao, tijori khul jayegi. Jaise hi batan daba alarm
baja aur police aa gayi.”
Jate jate chor seth se bola: Aaj mera insaaniyat se
vishwas uth gaya hai!
by Tanveer Hussain (few years ago!)