Search Results for 'sa'
AJ TU BESABAB UDASS HAI JII
ISHQ HOTA TU KOI BAAT B THI
JALTA PHIRTA HOON DOPHARON MAI
JANE KIA CHEEZ KHO GAYE MERI
CHUPTA PHIRTA HAI ISHQ DUNYA SE
PEHLTI JA RAHI HAI RUSWAII
AAJ TU WO B KUCH KHAMOSH SA THA
MAI NE B IS SE KOI BAAT NA KI
AIK DUM IS KE HONT CHOOM LIE
YE MUJHE BETHE BETHE KIA SOOJHI
AIK DUM ISKA HATH CHORADIA
JANE KIA BAAT DARMIYAN AYEE
TU JO ITNA UDAAS HAI LATIF
TUJHE KIA HOGAYA BATA TU SAHI
415 chars (3 sms)
Labon ki sersarahat se
badan k choor hony tak
Main tujh ko is tarah chahoon
K meri saans ruk jaye
Khataon par khata'ain hun
Na ho kuch baat kehny ko
Main tujh men yun sama jaon
K meri saans ruk jaye
Na himmat tujh men ho baqi
Na himmat mujh men ho baqi
Magar itna qareeb aaon
K meri saans ruk Jaye
Tery honton pe jab rakhun
Main apny hont kuch aesy
Ya teri pyaas bujh jaye
YA MERI SAANS RUK JAYE
402 chars (3 sms)
Tum jab say mile ho yeh duniya janat hay
Tumhain yon chahtay rehna hi bus meri ibadat hay
Na janay q nahi laga mujay dar is zamanay say
Suna hai pyar karnay walo ki aesi hi fitrat hay
Meray mehboob agar koi laga day mujh ko sooli bhi
Meri mayyat bhi bolay gi mujhay tum say mohabbat hay
286 chars (2 sms)
Ek Dil te lakh smjhawan waly
Je smajh na aave te ki kariye?
Dard Dil da hove ta seh layye
Je Dil hi dard ban jave te ki kariye?
Jihnu Dil de rog sunaunde c
OHI rog de jave te ki kariye?
Saady nal hi Jisdi dunia c
Je chadd tur jave te ki kariye?
Asi aj v rahwan takde han
OH rah bhul javy te ki kariye
306 chars (2 sms)
log kehte hain wo mujse juda rehta hai
ban k dharkan jo mere dil me basa rehta hai
yun meri zat me shamil hai uski hasti
jistarha sary zamany me khuda rehta hai
160 chars (1 sms)
jnbi c raho ka...ajnbi musafir ak
mujh se pooch betha hy rasta bta do gy?
ajnbi c raho k ajnbi musafir....sun,,,
wasta koi b ho nata koi b ho....
mnzlen nahe milti,mnzlen jo mil jaen justuju ne rehti or....
zindgi ko jeney ki arzoo ne rehti
240 chars (2 sms)
Kisi ko Chahny ki 8 Nishaniyan
.
1.Ap us k Sms baar baar parhty hen
.
2.Ap us k saamny jaty huay Hich-Kichaty hen
.
3Jub ap us k bary me sochty hen to ap ka DIL taiz dharakta hy
.
4.Ap jub ys ki awaz sunty hen to Muskuraty hen
.
6.Ap us k liye kch b kr skty hen
.
7.Ye sms parhty waqt ap k dimagh me bs usi ka hi khyal hy
.
8.Or ap usy sochny me itny masroof thay k ap ko pta hi nhi chala k point no.5 missing hy
.
Ye hoti hy"MUHABBAT"
435 chars (3 sms)
Wife:Lagta hai Hamari Beti ki kisi Ladke k Saath Setting Ho Gayi h
Husband:Wo kaise?
Wife:Kafi Dino se ReCharge k Paise Nahi Mang Rahi Hai.
139 chars (1 sms)
SANTA: Kal meri biwi kuwe mein gir gayi,
bahut chot lagi usko..bahut chila rahi thi..
BANTA: Ab kaisi hai..??
...
SANTA: Thik hi hogi, kal se kuwe se aawaaz nahi aai.
168 chars (2 sms)
Wahi Ranjshein,Wahi Hasrtein
Na hi Dard-E-Dil Mein Kami Hui
Hai Ajeeb See Meri Zindagi
Na Guzar Saki,Na Khatam Hui
115 chars (1 sms)
*. . .Kis Tarah Samjhaun Yeh Baat Ahl-E-Duniya Ko. .? ?
mOhS!n
Teri Talaash Ko Yeh Duniya Awaargi Samajh Bethi. . .*
118 chars (1 sms)
*. . .bohjal c ankhein haseen sa os ka wo chehra,
ehsan os ka tha ya dhoka apni nazron ka. . .*
96 chars (1 sms)
*. . . .Muddat Guzar Gayi Hai Yeh Aalam Hai Mustaqil,
dOsTo. .*
Koi Sabab Nahin Hai Magar Dil Udass Hai. . . .*
113 chars (1 sms)
mErE sAtH hOtA tHa UjAlA JiNkA
uNhE aAj MeRe AnDhErO kI fIkR hi nHi
ThAaM kE HaTh ChAlTe ThE hUm RaAhOn MaIn
ChHoRA to Ek BaAr PeEcHe MuDKaR dEkHa BhI Ni
154 chars (1 sms)
Ho Gayi Dil Ko Teri Yaad Se Ik Nisbat_e_Khaas Mohsin..
Ab Tou Shayed Hi Muyassar Kabi Tanhayi Ho..!
101 chars (1 sms)