Forums > Religion > Aqwaal e hazrat ali (r.a)
Sabirshah


Age: 33 Male
3837 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Subject : Aqwaal e hazrat ali (r.a)
Bhaio ye topic hazart ali k aqawal k lye bana raha hun plz yahan sub hazrat ali k qaoul post karen. Shukria

no likes.

Posted on November, 22 2014 06:50:34 PM


Sabirshah


Age: 33 Male
3837 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Quran kareem me pehle logon k halat aur aadnda k waqayat ki khabren aur tmhare deen o dunia ki zaroriyat k ahkam mojod hain

no likes.

Posted on November, 28 2014 09:08:45 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3837 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Adal mein farakhi aur wusaat hai aur jis shakhs par adal karne par tangi ho zulam karne me to us par behad tangi ho gi. Hazrat ali r.a

no likes.

Posted on November, 28 2014 09:11:22 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3837 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Kameengi aur ziyada mazaak aur dil lagi me bewaqofi pai jati hai. Hazrat ali razi Allah ta'la anhu. .

no likes.

Posted on November, 28 2014 09:12:41 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3837 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Khuda k bandun ko is k ahkam ki pabndi ki ragbat dilnae me apne haqooq ko ada karna aur in k sath pori shafqat aur meharbani farmana hai.

no likes.

Posted on November, 28 2014 09:14:28 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3837 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Jald bazi me nadamat aur aahitagi me aalamt hai, aqal mand ki fikar hadayat aur jahil ki fikar gumrahi aur zalalt gai.

no likes.

Posted on November, 28 2014 09:15:52 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3837 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Tamam chezun me israf karna had se aage brhna auq mazmoom hai magar neki k kamun aur taat e ilahi me mubalga karna acha aur mehmood hai.

no likes.

Posted on November, 28 2014 09:17:28 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3837 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Janab ameer ul momnen irshad farmate hain k neki karne wala neki se acha aur burai karne wala burai se bura hai.

no likes.

Posted on November, 28 2014 09:18:40 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3837 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Doton ko gum karna auk tarah ki ghurbat aur badi karn baais e aib aur mojib e muzamat hai. Hazrat ali r.a

no likes.

Posted on November, 28 2014 09:20:12 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3837 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Aqal ka na hona badbakhti aur shaqawat aur dolt mandi na hona aqalmandun k lye ghaneemat aur aahmakun k lye hairat hai.

no likes.

Posted on November, 28 2014 09:32:16 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3837 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Aik thori si saaat qudrat e ilahi me fikar karna deer tak ibadat se acha hai hazrat ali R.a . . . . .

no likes.

Posted on November, 28 2014 09:33:37 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3837 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Ankhon ka na hona baseerat k na hone se sahil aur asan hai,
admi ka fazal o karam is k aqwal se malum hota hai.

no likes.

Posted on November, 28 2014 09:35:03 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3837 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Admi ka fakhar apne fazal o kamal par shayan hai na keh apne kunbe aur khandan par. Hazrat Ali r.a. .

no likes.

Posted on November, 28 2014 10:25:36 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3837 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Wo shakhs kamyab hai. Jo hawae nafas par ghalib aae aur jazbaat e nafs ka maalik ho jae. Hazrat Ali r.a

no likes.

Posted on November, 28 2014 10:27:16 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3837 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Wo shakhs kamyab hai jis ne aj ka kam theek aur guzashta kal ki galtion ka tadaruk kar lya hai.hazrat ali r.a

no likes.

Posted on November, 28 2014 10:28:43 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3837 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Aulad ka marna jigar ko phaarta aur doston ka marna chmre ko susaat karta hai. Hazrat Ali r.a . . .

no likes.

Posted on November, 28 2014 10:30:13 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3837 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Tere fikar rast rawi ki rah dikhalati aur islah mahad ki tarf bulati hai .hazrat ali R.a0. . . . . .

no likes.

Posted on November, 28 2014 10:31:24 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3837 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Farman e hazrat ali neki karna baqi rahne wala zakhera aur bharne wala samar hai. Ha. . . . . . . . .

no likes.

Posted on November, 28 2014 10:32:34 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3837 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Admi ki fikar aik aaine ki misal hai keh is mein ise apne amal ka hussan fatah nazar ata hai. Hazrat ali.

no likes.

Posted on November, 28 2014 10:33:49 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3837 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Nafas ka faqar aur muhtaji nahaxat buri muhjtaji hai. Baseerat ko kam karne wala nahayat bad andeesh hota hai.

no likes.

Posted on November, 28 2014 10:35:08 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3837 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Jo muhtaji hamaqat ki waja se ho .is ko maal kuch faida nai punchata .hazrat ali razi Allah ho anhu.

no likes.

Posted on November, 28 2014 10:36:32 AM