Forums > Religion > Aqwaal e hazrat ali (r.a)
Sabirshah


Age: 33 Male
3837 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Subject : Aqwaal e hazrat ali (r.a)
Bhaio ye topic hazart ali k aqawal k lye bana raha hun plz yahan sub hazrat ali k qaoul post karen. Shukria

no likes.

Posted on November, 22 2014 06:50:34 PM


Sabirshah


Age: 33 Male
3837 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Us gafil par naiyat afsoos hai k jis ki umer us k haq me hujat aur us k hayati k din is ki shaqadat aur bad bakhti ka bais hain.

no likes.

Posted on November, 29 2014 07:14:26 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3837 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Kameene ahmaq se bhag kar bilkul door ho jao aur fazir fasik se gureez kar k bilkul kinara kash ho jao.

no likes.

Posted on November, 29 2014 07:15:58 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3837 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Itaat e ilahi bashar tekeh adaab aur shariat k sath achai tarah ada ki jaen insan ko bare bare buland darje dilati aur nahjyat rafeeh ulshan maqamat me punchati hain.

no likes.

Posted on November, 29 2014 07:18:14 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3837 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Janab ameer ulmomnen ne aik shakhs ki tareef me farmaya k ye shakhs pecheda aur bsta amoor ko kholne wala .laq o daqaq janglon me rahnumai karne wala aur mushkil aur karwi musibton ko hatane wala hai.

no likes.

Posted on November, 29 2014 07:24:27 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3837 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Ilam ki fazeelt o khobi is amal karna aur amal ki khobi is me ikhlas rakhna hai. Hazrat Ali R.z . .

no likes.

Posted on November, 29 2014 07:26:13 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3837 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Jo shakhs haq se alahida ho kar batil ki taraf jae .is se bilkul alag ho jao. Aur ise apni man samjhotion me chor do.

no likes.

Posted on November, 29 2014 07:28:07 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3837 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Wo shakhs fazeelat aur bazurgi me kamyab hai jo apne gazab par galib aae aur jazbat e shahwat ka malik ho jae..

no likes.

Posted on November, 29 2014 07:29:54 AM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4810 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
JAB TUMHAIN KHUSHYAN MILNY LAGAIN TOU 3 CHEZON KO NA BHOOLO:
1) ALLAH KO
2) USKI MAKHLOOQ KO
3) APNI ASSLIAT KO


no likes.

Posted on November, 29 2014 04:44:50 PM

Sabirshah


Age: 33 Male
3837 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Badkari ya tumat ka kaam karna bais dar aur ghebat par pareefta hona mujib o dakhool e maar hai. Hazrat ali r.a

no likes.

Posted on December, 01 2014 07:09:36 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3837 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Wo shkhas kamyab hai jis ki khaslat ye hai k wo zamane k waaqyat se ibrat hasil karta aur zaroort k waqt dost se salah o mashwara karta aur un se madad leta hai

no likes.

Posted on December, 01 2014 07:14:31 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3837 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Hajat ka faut ho jana is se acha hai k is ko na ahlon se talb kar kia jae. Hazart ali r.a . . . . . .

no likes.

Posted on December, 01 2014 07:16:06 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3837 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Ae momin kharch karne mein miana rawi ikhtyar kar aur israaf ko chor de. Aj k roz kal ko yaad kar. Hazrat ali r.a

no likes.

Posted on December, 01 2014 07:57:28 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3837 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Aae momin mal sirf itna apne pas rakh jis se teri zaroorten pori ho jaen aur baqi jo zahid hai. Is ko apni muhtaji k din k lye khuda ki rah me kharch kar de.

no likes.

Posted on December, 01 2014 08:02:11 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3837 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Aae nasihat sunne wale apni gaflat ki susti se hosh me aa.dunia k jama karne me apni jald bazi mukhtasar kar.akhrat k kamon k lye apni peth ko mazbot bandh le.

no likes.

Posted on December, 01 2014 08:03:58 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3837 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Akhart k azaab se hoshyar aur choknaa rahe aur apni qabar ko yaad rakh k aik na aik din waha tera guyar ho ga

no likes.

Posted on December, 01 2014 08:05:33 AM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4810 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
AY ALLAH PAK, jab maine tujh se nahi manga tab bhi tu ne mujhe ataa kiya … tou ye kaise mumkin hai k main tujh se mangon or tu ataa na kare

no likes.

Posted on December, 01 2014 07:26:24 PM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4810 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
kabhi b apne dost ko bura samaj kr mat choro q k pani jitna b ganda ho aag bujhane k kaam ata hai

no likes.

Posted on December, 02 2014 06:31:43 AM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4810 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline

Jub Kisi Kaam Mai Achy Buray KI Pehchan Na Rahy Tu Aghaz Ko Daikh Ker Anjam Ko Pehchan Layna Chahiay

no likes.

Posted on December, 02 2014 11:17:55 PM

shadabnaqvi2


Age: 30 Male
3766 days old here
Total Posts: 1923
Points : 135

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
Yaqeen ki gait ikhlas hai, islam ki gait
farmanbardar aur tasleem hai aur
farmanbardari ki gait dakhonl e janat
naeem hai,

Hazrat ali r.a

no likes.

Posted on December, 03 2014 03:21:52 PM

FarhanHassan


Age: 32 Male
4214 days old here
Total Posts: 4685
Points : 3092

Location:
jand,Attock, Pakistan

Status : Offline
Halat e dozakh:is ka qahra neche ki
tahe nahayt door. Us k kinare siah aur
tareek us ki degen garma garam aur
us ki sub chezen khof naak aur daroni
hain.

no likes.

Posted on December, 03 2014 03:22:09 PM