Lyrics Of Laga Reh from Qismat Apnay Haat Mein
SR: Main jab dus saal ka tha tou mainay nine o'clock news pay suna kay Pakistan taareekH ke aik naazuk mor se guzar raha hai.
Bachcha: Abbu...
SR: Main phir bees saal ka hua, maine phir nine o'clock news pay suna kay Pakistan taareekh ke aik naazuk mor se guzar raha hai.
Aas baandh kar tu khara hai, tas se mas nahi hota
Tu hai aik aam aadmi, aur bus, ab nahi hota
Ali Azmat: Tou kia karun? Himmat haar doon?
SR: Nahi, Laga reh.
Chorus:
Laga reh, laga reh, tu laga reh
Khara reh, khara reh, tu khara reh
Para reh, para reh, tu para reh
Laga reh, laga reh, tu laga reh
Ara reh, ara reh, tu ara reh
Para reh, para reh, tu para reh
Buzurgon ne mujhse pocha mulk kaise ye chalega?
Buzurgon ko main ye bola lagay raho, lagay raho
Buzurgon ne mujhse pocha mulk kaise ye chalega?
Buzurgon ko main ye bola
SR: Mujhe fikr ye nahi ke ye mulk kaise chalega, Mujhe fikr ye hai ke kaheen ye aise he na chalta rahay.
Laga reh, laga re
Song Details
Album/Movie: Qismat Apnay Haat MeinArtist: Shehzad RoyViewed (total): 5201 times