Lyrics Of Ilm-o-fun Ke Deewane from Munni Begum 3
Ilm O Fun Kay Dewane
Ilm O Fun Kay Dewane Ashki Say Dartay Hain 2
Zindagi Kay Marey Hain Zindagi Say Dartay Hain
Ilm O Fun Kay Dewane Ashki Say Dartay Hain
Yun To Ham Zamane Main Kab Kisi Say Dartay Hain 2
Admi Kay Maray Hain Adami Say Dartay Hain 2
Ilm O Fun Kay Dewane Ashki Say Dartay Hain
Khak To Ho Chuka Kab Ka Jal Kay Ashiyan Apna 2
Aj Tak Yeh Ala,m Hay Roshni Say Dartay Hain 2
Ilm O Fun Kay Dewane Ashki Say Dartay Hain
Jab Na Hosh Tah Ham Ko Dushmani Say Dartay Thay 2
Ab Jo Hosh Ayaa Hay Dosti Say Dartay Hain 2
Ilm O Fun Kay Dewane Ashki Say Dartay Hain
Tauba Or Jawani May Ae Khumar Kya Kehnba 2
Log Aap Jesay Hi Mutaqi Say Dartay Hain 2
Ilm O Fun Kay Dewane Ashki Say Dartay Hain
Zindagi Kay Marey Hain Zindagi Say Dartay Hain
Ilm O Fun Kay Dewane Ashki Say Dartay Hain
Song Details
Album/Movie: Munni Begum 3Artist: Munni BegumViewed (total): 2850 times