Search SMS
e.g. faraz, sardar, etc.

Search Results for 'choot'

rona

Bohat “ROYA” kary ga Wo,

Hijar ki weeran Raaton mein,

~ ~

Hamari Qurbatoon k jab,

Saharay “CHOOT” jaen gey…

123 chars (1 sms)


Rishtay jo pyar ke thay

Rishtay jo pyar ke thay sabhi choot-tay gaye...

Bandhan bhi saaray zabt ke phir toot-tay gaye...

Khawab-o-khayal ban gayen yaaron ki mehfilen...

Ek ek kar ke yaar sabhi rooth-tay gaye...

Sab dard dil main bhar liye sukh ki talash main...

Hamdard ban ke log hamain loot-tay gaye...

Milti rahin sazayen hamain pyar ke aiwaz...

Apni hi Khawahishon ka gala ghont-tay gaye...

392 chars (3 sms)


Ek Kasak Jo Lafzo''nK

Ek Kasak Jo Lafzo''nKi
Aagosh Me Sisak Rahi Thi

Ek Dua Jo Duur Arsh
Pe Bhatak Rahi Thi

Wo Dua Jo Tuutey Dil
Sy Nikal Rhi Thi

Wo Dua Jo 2 Labo''n
Pe Machal Rahi Thi

Kaash !

Ek Shaam Wo Laut Aaye

Ya Kaash !
Wo Shaam Laut Aaye

Is Dil Ne Bohat Usay
Chaha Tha

Hum Ne Rab Sy Bas
Usy Hi Maanga Tha

Pr Meri Dua Tou Kahin
Arsh Pe Hi Kho Gai

Aur Phr Taqdeer b
Andhera Aurh k So Gai

Aur Phir Zabt Ka Daaman
Hum Sy Chooth Gaya

Ek Tuuta Hua Dil
Aur Bhi Tuut Gaya ...

501 chars (4 sms)


kuch khud b thay

kuch khud b thay afsurda say,,
kuch tum b hum say rooth gaye,,
kuch khud hi zzakhm k aadi thay,,
kuch sheeshay hath say choot gaye,,
kuch khud b hassaas thay bohat,,
kuch apnay muqadar rooth gaye,,
kuch tum ko sach say nafrat thi,,,
kuch hum say na bolay jhoot gaye,,
kuch logon nay uskaya tumain,,
kuch apnay muqadar phoot gaye,,
kuch khud itnay mohtaat na thay,,
kuch log b hum ko loot gaye,,
kuch talkh hakaik thay itnay,
k khaab hi saray toot gaye.........

474 chars (3 sms)


aan$ooun ki wadi main

aan$ooun ki wadi main
dil nazuk rehtay hain
jo choot kha kar bhi
kuch kar nahi patay hain
in aan$ooun ki wadi main
dheeray $ay chalnay
yahan kaii dil hain
jo toot gatay hain
in ma$oom dilloun ko
jab rah na millay
aff$urda $i niggahon $ay
ha$srat main gungonatay hain
in dukhi dilloun ko
koi dukh na dayna
yah aan$ooun ki wadi hai
yahan khammo$h rehna
prinday bhi rootay hain
aur chup chaap $ay rehtay hain
phool jo khiltay hain
murgha $ay gatay hain
har chahra yahan pay
ghamzada $a hai
har aankh yahan pay
$oogi hoi hai
yah aan$ooun ki wadi hai
yahan tum na aana
yahan weeran dil ba$tay hain
yahan tum na ba$na.....

644 chars (5 sms)


Wo maangti thi mein

Wo maangti thi mein deta na tha,
Jawab us k sawal ka..

Abhi rakkha hi tha k choot gaya,
Haath se phool gulab ka..

Wo kehti thi peeche se nahi aage se karo,
Deedar mere husne shabab ka..

Wo kehti thi bara dard hota hai jub under jata hai,
Kaano mein ik ik lafz janab k.

282 chars (2 sms)


Rishtay jo pyar ke thay

Rishtay jo pyar ke thay sabhi choot-tay gaye...

Bandhan bhi saaray zabt ke phir toot-tay gaye...

Khawab-o-khayal ban gayen yaaron ki mehfilen...

Ek ek kar ke yaar sabhi rooth-tay gaye...

Sab dard dil main bhar liye sukh ki talash main...

Hamdard ban ke log hamain loot-tay gaye...

Milti rahin sazayen hamain pyar ke aiwaz...

Apni hi Khawahishon ka gala ghont-tay gaye...

392 chars (3 sms)


Jaane Kya Hai Dil

Jaane Kya Hai Dil Ke Andar Jo Chupke Say Toot Raha Hai
Ek Meherbaan Ka Haath Jaise Haathon Say Choot Raha Hai

Lamha Lamha Guzar Ke Dafan Ho Raha Hai Seene Mein
Seh Kar Ye Dard Kuch Ajab Maza Aane Laga Hai Jeene Mein

Jaane Ye Kis Rehguzar Pe Qadam Humne Barhaaye Hain
Jaana Tha Kis Manzil Par, Jaane Kis Aor Nikal Hum Aaye Hain

Ek Khalish Hai Dil Ko Ghairey, Ek Ajab Si Khaamoshi Chaayi Hai
In Chubhti Tanhaaiyon Mein Aaj Yaad Teri Bohat Aayi Hai !!

462 chars (3 sms)


is naye saal ki

is naye saal ki pehli subha
jab tumhare nain khulen
is naye saal ki pehli ghari
jab tumhare hath uthen
is naye saal ki pehli khushi
jab tumhare gale lage
is saal ka pehla hath
jab tumhari simt barhe
is naye saal ki pehli soch
jo tumhare jeevan mein nikhaar laye
to itnaa jaan lena ke koi or hath bhi
tumhare liye uthe zaroor hain
jis ke dil se bhi yehi dua nikli hai
wo nain hamesha khushiyaan dekhen
wo mangi dua pori ho jaye
wo gum door kahin bathakte milen
wo sath wo hat kabhi
gum se nahin choote
wo soch tumhare muqaddar ko
hamesha urooh phunchaye
to kuch hamare bare mein soch lena
ke koi hai jo na jane
kab se tumhare bare mein
barsoon se soch raha hai

682 chars (5 sms)


mustafee ho gaya

mustafee ho gaya yaro mush,
na kar paya kuch b bush,

jan chootey hai aik aamar sey,
kyun na hon Pakistani khush

117 chars (1 sms)


mustafee ho gaya

mustafee ho gaya yaro mush,
na kar paya kuch b bush,

jan chootey hai aik aamar sey,
kyun na hon Pakistani khush

117 chars (1 sms)


Muhabbat Zaat Hoti Hay

Muhabbat Zaat Hoti Hay
Muhabbat Zaat Ki Takmil Hoti Hay
Koi Jungel Mai Ja Tahre,
Kisi Basti Mai Bus Jaye
Muhabat Sath Hoti Hay
Muhbat Khowabon Ki Lah
Muhabat Musamon Ka Dhun
Mohabt Abbsharon K Nikartay Paniyon Ka Mun
Muhabat Junglon Mai Raqs Kerti Morni Ka Taan
Muhabat Barf Perti Sardion Mai Dhop Bunti Hay
Muhabbat Chilchilatay Garm Saherahon Men
Thandi Chahon Ki Manind
Muhabat Dil
Muhabat Ja''n
Muhabbat Roh Ka Darma''n
Muhabat Moorti Hay
Or kabhi Jo Dil k Mandir mai Kahin par Tot Jai tu
Mohbat kanch ki Gurya
Fizahon Men Kisi Ka Haath Sa Gir Choot Jaye Tu
Muhabat Abla Hay qarb Ka
Aur Phoot Jaye Tu
Muhabat Rog Hoti Hay
Muhabat Sog Hoti Hay
Muhabat Shaam Hoti Hay
Muhabat Raat Hoti Hay

716 chars (5 sms)


Pooch Lo Tum Bhi Is

Pooch Lo Tum Bhi Is Zamane Say,
Piyaar Chupta Nahin Chupane Say.


Paas Aatey Ho Choote Ho Baat Karte Ho,
Kabhi Matlab Say Kabhi Bahaaney Say.


Piyaar Dil Mein Hai To Lao Zubaan Pey,
Aag Badhti Hai Ye Bujhaaney Sey.


Tumhein Na Paana Shayad Behtar Hai,
Paa Ke Phir Se Tumhein Ganwaney Sey.


Chalo Ek Dua To Apni Poori Huiey,
Mil Liye Apne Ek Deewaaney Sey.


Roye Jatey Ho, Bas Roye Jatey Ho,
Kya Hoga Ye Dhan Lutaaney Sey.


Karo Koshish Ki Kurbatein Hi Rahein,
Dooriyan Badh Jaati Hain Badhaaney Sey.


Kya Sunaayein Kisi Ko Raaz-e-Dil,
Dard Bhi Badhta Hai Sunaaney Sey.


Bhool Jaao Kar Ke Achha Hai ,
Ehsaan Rehta Nahin Jataaney Sey.../

676 chars (5 sms)


Mai Ne Poocha

Mai Ne Poocha Kaise Ho
Badley Ho Ya Waise Ho
Roop Wohi Andaz Wohi
Ya Phir Is Mein Hoi Kami
Hijr Ka Kuch Ehsas To Ho Ga
Koi Tumhare Pass To Ho Ga
Mai Bichra ye Majboori Thi
Kab Manzoor Mujhe Doori Thi
Saath Hamara Kab Choota Hai
Rooh Ka Rishta Kab Toota Hai
Aankh Se Jo Aansu Behte Hain
Tum Ko Khabar Hai Kya Kehte Hain?
Mai Ne Kaha Awaz Tumhari
Aaj Bhi Hai Hamraz Hamari
Phool Wafa K Khil Jayen Ge
Ik Din Hum Phir Mil Jayen Ge

442 chars (3 sms)


wafa ke wadey w

wafa ke wadey wo sarey bhoola gaya chup chaap
wo mere dil ki dewaarein hila gaya chup chaap

gham_e_hayat ke taptey houey biyabaan mein
humein chor ke wo tanha chala gaya chup chaap

na janey kon sa wo badnaseeb lamha tha
jo gham ki agg mein mujh ko jala gaya chup chaap

mein jiss ko choota hoon wo zakham deta hai
wo phool aesey chaman mein khila gaya chup chaap!!

378 chars (3 sms)


,,GO ???? ???? ??? Aaas aankhain adalt Adult after death agra aisi konsi akhtar allama Alone anarkali April fool aqwaal Asif attitude badsha believe bewafa bhaga bichar gay bird cast Chahat chale chanda Chinees choose CHUT cool cricket Daag dard daru dasi december dene dhoka dhund door Doori dost doste duwa eid mubarak Eid ul azha ENGAGEMENT evening Facebook Faiz Faraz Farq sirf itna tha fill Fill up flower forward Friday friends friendship Funny funny poetry Funny sms Ganday sms Gandi ghalib Ghazal girl Girls golden good night gujjar gurbat Hairstyle Hand hansna happy birthday Happy dewali Happy new year HATE heart heaven hijab hijar hussain i love u I love you i miss u If You Really Love Someone Arrange jawab jindgi Jism karna kashti khafa khali hathon ko kabi gor se dekha hai Khata khobsort khush khushiya King kiss LABO Land larki Laut aao little love Love love sms lover manzil Married marrige masjid Masoom maut miss you mohabbat mohsin Mola ali molvi mother moti Mout muhabbat nagni namaaz NARAZ Naseeb natural Nawaz sharif new year New year sms november Pahalia paheli pakistan Pashto pathan poetry Punjabi pyar question quotes raat rajni ramzan Rape raqeeb Rashid reason reply rishty ROMANTIC KISS safar Sali samandar santa sardar SAWAL saza Sehri shadi shakespear sham sharab shoaib SINDHI TOPI AUR AJRAK socretes songs submit Success Sunday Tabinda Talent tanhai Tere Chehra teri qasam Thanks trust Urdu Urdu poetry sms uses valentine Veena wapda waqat waqt wasi What is love wife winter ya allah yaad yad sms ye watan Your heart was frozen zindagi zubaida
Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook