Forums > Poetry / Ghazal Corner > Zauq-E-shairy
Asif007


Age: 36 Male
4582 days old here
Total Posts: 1118
Points : 415

Location:
Hyderabad, Pakistan

Status : Offline
Subject : Zauq-E-shairy
tu gye dino me jo sath tha,mere qalb-o-jan ka sabaat tha
ye bila'waja tera roothna,meri zindgi ko mita na dy
tere samny mere hum'nafs,meri dharkano ki bisaat kya
tera is trha mujhe dekhna,kaheen meri umr ghata na dy

no likes.

Posted on November, 29 2011 12:14:23 PM


owaisahmed55


Age: 36 Male
4840 days old here
Total Posts: 10102
Points : 122

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Bari Tabdilliyan laye hain apnay aap main lekin,.......

Tumhain bas yaad karny ki, wo aadat ab bhi baki ha,.........

no likes.

Posted on January, 20 2012 12:37:43 PM

owaisahmed55


Age: 36 Male
4840 days old here
Total Posts: 10102
Points : 122

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Tere Hussn Par Tareef'on Bhari Kitaab Likh Deta....

Aye Kaash....

Key Teri Wafa Tere Hussn Key Barabar Hoti..

no likes.

Posted on January, 20 2012 12:40:10 PM

owaisahmed55


Age: 36 Male
4840 days old here
Total Posts: 10102
Points : 122

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Wo aik pal hi sahi jis me "TUMHARA"sath muyassar ho,
Us aik "PAL"se zyada to "ZINDAGI"KI khwahish b nahi..

no likes.

Posted on January, 20 2012 12:41:29 PM

juntalman


Age: 34 Male
4501 days old here
Total Posts: 1607
Points : 97

Location:
Hassan Abdal, Pakistan

Status : Offline
teri har ada hamare liay ek saza hy
muskan hamare liay ek nasha hy
teri har ada py mosam badalta hy
teri muskurahat py sawan barasta hy
phly jo to muskurai thi to bhaar aai thi
k jo to khul k hansi to phool bhi khl utha hy
tery ada k charchy ho gay itny buland k
teri har ada dekhny ko ye dil machal ta hy




no likes.

Posted on January, 20 2012 05:32:20 PM

juntalman


Age: 34 Male
4501 days old here
Total Posts: 1607
Points : 97

Location:
Hassan Abdal, Pakistan

Status : Offline
Kuch Aisi Teri Yaad Ki Addat Hey Ho Gai
Sochon Na Jis Ghari Lagta Hey Sans Lia Nahi
Aik Pal Bhi Terey Zikr Bina Guzar Jaye Mera Kabhi
Woh Lamha Hey Beykaar
Aafi Tabh Tu Ney Jiya Nahi

no likes.

Posted on January, 20 2012 05:33:05 PM

juntalman


Age: 34 Male
4501 days old here
Total Posts: 1607
Points : 97

Location:
Hassan Abdal, Pakistan

Status : Offline
Aey Khuda...
Yeh Teri Duniya Kesi Hai
Sabh Rishtey Naatey Jhootey Hain

Lalach Se Bhari Yeh Kainat
Hawas Ke Marey Loug Yahan

Sachai Ka Koi Naam Nahi
Dhokey Bazi Aam Yahan

Apney Apnon Ko Loot'tey Hain
Insan Diloon Se Khailtey Hain

Lamhoon Main Umeedain Tortey Hain
Sabh Tu Jhotey Wadey Kartey Hain

Rondatey Hoey Ikk Dojey Ko
Zindagi Ke Peechey Bhagtey Hain

Aytamad Aur Pyar To Khwab Hoey
Sabh Bailli Hain Bass Paison Ke

Na Samjh Hain Sabh Nadaan Hain
Iss Baat Se Yeh Anjaan Hain
Yeh Duniya Tu Faani Hey
Thokra Deygi Hayat Onhe
Aur Kardeygi Reza Reza
Sheeshoon Ke Wasih Inh Mehloon Ko

Main Dhukhi Tu Hoon Per Mayoos Nahi
Mujhe Ghum Tu Hey Per Naumeedi Nahi

Aafi Ke Dil Main Ikk Aas Hey
Millainge Sachey Loug Yahan
Milleyga Sacha Pyar Ossey

Zindagi Ki Talaash Hey
Apney Rabb Pe Khud Se Ziada Aitamad Hey !!

no likes.

Posted on January, 20 2012 05:34:13 PM

juntalman


Age: 34 Male
4501 days old here
Total Posts: 1607
Points : 97

Location:
Hassan Abdal, Pakistan

Status : Offline
Mainey Din Raat Apney Jisski Yaad Ke Naam Kiye Hain
Woh To Ikk Pall Bhi Mujhe Sochta Na Hoga

Jiski Tasveer Main Har Aik Shae Main Hoon Dekhti Rehti
Ikk Nazzar Bhi Woh Shaks Mujhe Dekhta Na Hoga

Yeh Labb Jo Sada Osska Naam Ley Kar Mangtey Hain Duaian
Mera Naam Bhi Woh To Kabhi Laita Nahin Hoga

Ossey Sadain Daita Rehta Hey Yeh Pagal Dil Mera
Aik Pukar Bhi Kabhi Dil Oska Mujhe Daita Nahi Hoga

no likes.

Posted on January, 20 2012 05:35:04 PM

juntalman


Age: 34 Male
4501 days old here
Total Posts: 1607
Points : 97

Location:
Hassan Abdal, Pakistan

Status : Offline
Meri Ankhain Dekhti Hain Har Pall Rasta Oska
Woh To Youn Pall Pall Mera Inteezar Karta Na Hoga

Jiskey Liye Mera Bhawla Mann Tarasta Rehta Hey
Shabb-e-Tanhai Main Meri Terah Woh Tarapta Nahin Hoga

Haathon Ki Lakeeron Main Ossko Dekha Hey Mainey
Kabhi Bhi Mujhe Woh Shaks Aisey Talaash Karta Na Hoga

Osska Ehsas Beh Raha Hey Mujh Main Laho Ki Manidd
Mujhe Woh Apney Ansoun Main Bhi Pata Nahin Hoga

Apney Naam Ko Main Osske Naam Se Jor Daiti Hon
Merey Aur Osske Rishtey Ka Ossey Kheyal Bhi Ata Nahi Hoga

no likes.

Posted on January, 20 2012 05:35:49 PM

juntalman


Age: 34 Male
4501 days old here
Total Posts: 1607
Points : 97

Location:
Hassan Abdal, Pakistan

Status : Offline
Jissko Mana Hey Mainey Sabab Mussarat-e-Zindagi
Woh To Mujhe Apna Dukh Bhi Maanta Nahin Hoga

Ban Chukka Hey Woh Meri Manzil Meri Taqdeer
Kabhi Bhi Juda Rastoon Ko Meri Terah Woh Aik Karta Nahi Hoga

Itni Door Hey Mujhse Phir Bhi Merey Kitney Kareeb Hey
Oss Ne To Kabhi Mujhe Mehsoos Hi Kia Nahi Hoga

Tumne To Aafi Apney Wajood Ko Rang Dia Hey Oski Chah Main
Kabhi Socha Hey Tumne Woh Shaks Tumse Pyar Karta Bhi Hoga?

no likes.

Posted on January, 20 2012 05:36:22 PM

juntalman


Age: 34 Male
4501 days old here
Total Posts: 1607
Points : 97

Location:
Hassan Abdal, Pakistan

Status : Offline
Main Apney Babul Ki Guriya Thi
Nadaan Si Thi, Masoom Thi Main
Har Baat Se Main To Anjan Thi
Zindagi Ko Samjhti Asaan Thi Main

Per Jabhse Baap Ka Saya Choota Hey
Mera Harr Ikk Sapna Toota Hai

Sabhne Bholey Pann Aur Sadgi Ka
Faida Uthaya Aur Loota Hey

Sabh Ke Chehron Se Nikaab Hain Otar Gaye
Asli Chehra Logon Ka Daikha Hey

Oh Baba ! Yeh Duniya Terey Bin
Bhayanak Hey, Bohat Hey Khoofnaak

Main Darri Hoi Hoon Sehmi Si
Tooti Hoi Hoon, Bikhri Si

Abh To Sabhse Akeley Larna Hey
Agey Tanha Hi Bharna Hey

Karrwi Sachai Hey Duniya Ki
Abh To Payala Bharr Bharr Zehr Peena Hey

Merey Laad Uthaney Wala
Woh Saya Mujhe Bachaney Wala
Mujhse Rabb Ne Cheena Hey

Babul Abh Bhi Main Teri Guriya Hoon
Bas Haal Hey Mera Ojra Ojra
Toota Toota, Bhikra Bhikra

Main Aaj Bhi Teri Guriya Hoon
Main Apney Babul Ki Guriya Hoon!!

no likes.

Posted on January, 20 2012 05:49:19 PM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4817 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Aik Nafrat He Nahi Duniya Mein Dard Ka Sabab
Mohabbat Bhi Sakoon Waloon Ko Bade Takleef Deti Hai

no likes.

Posted on January, 21 2012 02:05:28 PM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4817 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Na Koi Daikh Le Tuj Ko Meri Aankhon K Raste Se
Teri Masoom Si Sorat Chupaye Dil Mai Baitha Hon…..

no likes.

Posted on January, 21 2012 02:06:16 PM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4817 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Yeh Bhi Acha Hai Sirf Sunta Hai Dil
Agar Boltaa To Qayamat Hoti ….

no likes.

Posted on January, 21 2012 02:06:59 PM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4817 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Hazaro Aaib Dekhte Hain Hum Dosro Ke Pehlo ma
Apne Kirdar Mai Hum Log Farishte Hoon Jaise

no likes.

Posted on January, 21 2012 02:08:02 PM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4817 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Ishq Ne Seekh Hi Li Waqt Ki Taqseem K Ab..
Wo Mujhe Yaad To Aata Hai Magar Kaam K Baad…!?

no likes.

Posted on January, 21 2012 02:09:14 PM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4817 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Unhe Ye Zidd Kimujhe Dekhkar Kisi Ko Na Dekh
Mera Ye Shouk Ki Sabse Salaam Karaata Chalu…

no likes.

Posted on January, 21 2012 02:09:58 PM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4817 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Zamana Humen Itna Ghareeb Ku Samajte Hain Dost
Unko Maaloom Nahi K Hum Dard Ki Dolat Se Maala Maal Hain.

no likes.

Posted on January, 21 2012 02:10:33 PM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4817 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Wo Shakhs 1 Choti Si Bat Pe Yu Rooth Ke Chal Dia..
Jese Use Sadiyo Se Kisi Bahane Ki Talash Thi…..

no likes.

Posted on January, 21 2012 02:11:20 PM

juntalman


Age: 34 Male
4501 days old here
Total Posts: 1607
Points : 97

Location:
Hassan Abdal, Pakistan

Status : Offline
Kabhi arzoaon mein dal gaey kabhi dashtey dil mein uter gaey
takra k louti jo roshni uddas chahrey nikher gaey.

no likes.

Posted on January, 22 2012 11:11:33 AM

juntalman


Age: 34 Male
4501 days old here
Total Posts: 1607
Points : 97

Location:
Hassan Abdal, Pakistan

Status : Offline
Merey samney ik faseel thi ik khuab ki takmeel thi
apnoon hi sey jab moun phira merey sarey khuab mkher gaey.

no likes.

Posted on January, 22 2012 11:12:11 AM