Forums > Poetry / Ghazal Corner > Intazar ke pal bitana mushkil hai
naveedanjumjavaid


Age: 33 Male
4642 days old here
Total Posts: 353
Points : 12

Location:
quetta, Pakistan

Status : Offline
Subject : Intazar ke pal bitana mushkil hai
Intazar ke pal bitana mushkil hai

Beete hue lamhe wapas lana mushkil hai

Jo ek baar bas jaye dil me dhadkan ban ke

Use dil se bhulana mushkil hai.

no likes.

Posted on October, 30 2012 11:32:53 AM


FarhanHassan


Age: 32 Male
4209 days old here
Total Posts: 4685
Points : 3092

Location:
jand,Attock, Pakistan

Status : Offline
Iqraar Gaye, Inkaar Gaye, Hum Haar Gaye
Aankhon Say Sab Aasaar Gaye, Hum Haar Gaye
.
Kuch Yaadein Uss Ki Beech Samander Doob Gayeen
Kuch Sapney Reh Uss Paar Gaye, Hum Haar Gaye
.
.
Ikk Umr Rahey Hain Jeet Say Be-perwah Lekin
Jab Jeetna Chaaha, Haar Gaye Hum Haar Gaye
.
.
Yoon Uljhey Duniya Ke Dukh Mein Be-sudh Ho Ker
Sab Jhootey Sachey Pyaar Gaye, Hum Haar Gaye
.
.
Pehley To Preet Mein Apney Aap Say Door Huwey
Phir Yaar Gaye, Dildaar Gaye, Hum Haar Gaye.

no likes.

Posted on November, 10 2012 11:31:44 PM

FarhanHassan


Age: 32 Male
4209 days old here
Total Posts: 4685
Points : 3092

Location:
jand,Attock, Pakistan

Status : Offline
HEART FAVRT
Shakal us ki thi dilbron jasi Khud thi lykin sitam garon jasi
.
Us ke lab thy sakot k darya
Us ki ankhen sukhnwron jaisi
.
Meri parwaz-e-jan main hayel hai
Sans totay hue paron jaisi
.
Dil ki basti main ronaqen hain magar
Chand ujraye hue gharon jaisi
.
Kon daikhay ga ab saleebon par
Suratain wo Paighambaron jaisi
.
Meri duniya ke badshahon ki
Adatain hain gadagaron jaisi
.
Rukh pe sehra hain piyas ke Mohsin
Dil main lehrain samundaron jaisi.

no likes.

Posted on November, 10 2012 11:34:22 PM

FarhanHassan


Age: 32 Male
4209 days old here
Total Posts: 4685
Points : 3092

Location:
jand,Attock, Pakistan

Status : Offline
Yeh zehmat bhi Toh Rafta Rafta Rehmat Ho Hi Jati Hai,
Musalsal Gham Se Gham Sehnay Ki Adat Ho Hi Jati Hai,
.
Maseeha Ho Agar Tumse To Zarurat Kiya Hai Marham Ki,
K Kaanton Se bhi Zakhmon Ki Jarahat Ho Hi Jati Hai,
.
Talluk Jin Se Ho Gehra Un Pe Baat Aaya Hi Karti Hai,
Muhabbat Jinse Ho Un Se Shikayat Ho Hi Jati Hai,
.
Yeh Zaruri To Nahi K Sooraj Sawa naze Par Aajaye,
Badal jaye Jab Koi To Qayamat Ho HiJati Hai.


no likes.

Posted on November, 10 2012 11:37:33 PM

FarhanHassan


Age: 32 Male
4209 days old here
Total Posts: 4685
Points : 3092

Location:
jand,Attock, Pakistan

Status : Offline
Raat Din Hijar Ki Wehshat Bhi Nahi Rakhni Hai
Kisi Se Ab Itni Muhabbat Bhi Nahi Rakhni Hai
.
Jis Ka Ji Chahay Humein Torr K Tukray Karday
Is Qadar Narm Tabiyaat Bhi Nahi Rakhni Hai
.
Ek Do Saal K Rishton Se Humein Kya Haasil
Ek Do Pal Ki Rafaqat Bhi Nahi RakhniHai
.
Jinse Bicharen To Sambhalny Me Zamany Lag Jaen
Aise Logon Se Muraw’wat Bhi Nahi Rakhni Hai
.
Kiya Ajab Haal Hai Chahat K Talabgaron Ka
Shoq Biknay Ka Hai Qeemat Bhi NahiRakhni Hai..


no likes.

Posted on November, 10 2012 11:39:01 PM

FarhanHassan


Age: 32 Male
4209 days old here
Total Posts: 4685
Points : 3092

Location:
jand,Attock, Pakistan

Status : Offline
Kya bura hai ke Mein Iqraar-e-Mohabbat kar loon, .
Loug waisey bhi tou kehtey hain Gunah-gaar Mujhe !
.
Ye Jaan Kar Khushi Hui k Usay Bhi Mere Dukh Ka Ehsas Hai " faraz "
Aaj Us Nay Keh Jo Dia k Aakhir TumMar Q nahi Jate
.
UsSe keh dO K wO ksi aUr se mOhabbat ka na sOche "Ghal!b"
Ek me hi kaafi hUn Ussay Umar bhar Chahne Kalye
.
Merey baghair nahi hogi teri shenakht kabhi pori,
teri zindagi ke sath merey hawaley bohat hain.

no likes.

Posted on November, 10 2012 11:41:40 PM

FarhanHassan


Age: 32 Male
4209 days old here
Total Posts: 4685
Points : 3092

Location:
jand,Attock, Pakistan

Status : Offline
Mangi koi wazahat na poochi koi daleel,

dil ne to had hi kar di us pe aetbaar ki..

no likes.

Posted on November, 10 2012 11:43:08 PM

FarhanHassan


Age: 32 Male
4209 days old here
Total Posts: 4685
Points : 3092

Location:
jand,Attock, Pakistan

Status : Offline
'arz-e-niyaaz-e-ishq ke qaabil naheN raha,
jis dil pe naaz tha mujhe wo dil naheeN raha

jaata hoN daGH-e-hasrat-e-haste liye hue
hoN shama'a_kushta darKHur-e-mehfil naheeN raha

marne ki 'ei dil aur hee tadaber kr ki maiN
shayan-e-dast-o-baazu-e-qaatil naheeN raha

bararo-e-shash jihat dar-e-aaina_baaz hai
yaaN imtiaz-e-naakis-o-qaamil naheeN rahaa

waa kar diye haiN shauq ne band-e-naqaab-e-husn GHair_az nigaah ab koee haayal naheN raha

go maiN raha, rahe na sitam haaye rozgaar
lekin tere KHayaal se GHaafil naheeN raha

dil se hawa-e-kisht-e-wafa miT gayee ki waaN
haasil siwaay hasrat-e-haasil naheN raha

bedad-e-ishq se naheN Darta magar 'AYESHA G'
jis dil pe naz tha mujhe wo dil naheN raha.

no likes.

Posted on November, 10 2012 11:44:20 PM

salubhai169


Age: 30 Male
4238 days old here
Total Posts: 1010
Points : 770

Location:
Daharanwala, Pakistan

Status : Offline
I can buy gifts but not LOVE, i cn pretend 2Smile, but not 2b HAPPY. I cn lie 2others, but nt 2u. I do have many brothers... but none as SWEET as you.


no likes.

Posted on November, 11 2012 08:47:06 AM

sahilgee169


Age: 30 Male
4207 days old here
Total Posts: 478
Points : 91

Location:
hasilpur, Pakistan

Status : Offline
GOD is so wise that
he never created FRIENDS
with price tags, Because..... if He did,
I can't afford a precious FRIEND like YOU!!!

no likes.

Posted on November, 12 2012 01:26:38 PM

bawa125


Age: 33 Male
4237 days old here
Total Posts: 1798
Points : 168

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Roka Tha Na...???
Mat Karo Kisi Se Itn Pyaar...!!!

no likes.

Posted on November, 13 2012 11:39:21 AM

riabest


Age: 32 Female
4240 days old here
Total Posts: 1447
Points : 99

Location:
Faisalabad, Pakistan

Status : Offline
jo beeti hai woh dohraaney mein kuch waqt lage ga,
Iss gham ko ik yaad bananey mein kuch waqt lage ga,
Neend to aaney ko thi per dil pichey qissay le betha,
Ab khud ko be’waqt sulaney mein kuch waqt lage ga,
Us ka sath ab tanhai ko karte hai aur zeyada,
Par yeh baat usey samjhaney mein kuch waqt lage ga,
Akhir humain bhi laut kar ik din ghar ko jana hai,
Lekin itni door se aney mein kuch waqt lage ga,
Shayar hain yeh sochna hoga “kese sab kuch kehna hai”,
Dil ki baat labon tak laney mein kuch waqt lage ga,
Yeh mat samjho dunya walo thak kar beth gaye hum,
Pichli chotton ko sehlaaney mein kuch waqt lage ga,
Itni jaldi kya Shabnum tum ko waapis janey ki,
Kaam yeh dunyaa ke nibtaaney mein kuch waqt lage ga.

no likes.

Posted on November, 13 2012 11:51:25 AM

bawa125


Age: 33 Male
4237 days old here
Total Posts: 1798
Points : 168

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
aa ga_ii aap ko masihaa_ii
marane vaalo ko marhabaa kahiye

no likes.

Posted on November, 13 2012 11:56:06 AM

riabest


Age: 32 Female
4240 days old here
Total Posts: 1447
Points : 99

Location:
Faisalabad, Pakistan

Status : Offline
dard Muskuraatain Hain Ab Bhee Tere Aane Par…..
Ham Gham Bhool Jaatay Hain Ab Bhee Tere Aane Par….
Umar Kaat Di Laikin Bachpana Nahee Jata……………
Ham Diye Jalaatay Hain Ab Bhee Tere Aane Par….
Neend Jaati Rehti Hai Teri Yaad Aaye Tou…….
Ham Khwaab Sajatay Hain Ab Bhee Tere Aane Par….
Shabnami SitaaRon Par Phool Khilnay Lagtay Hain…..
Ham Khushi Manatay Hain Ab Bhee Tere Aane Par….
Ab Bhee Teri Aahat Par Raat Muskuraati Hai………….
Sitaaray Timtamaatay Hain Ab Bhee Tere Aane Par….
Tere Hijar Mein Ham Par Ik Azaab Taari Hai……….
Ham Chonk Chonk Jatay Hain Ab Bhee Tere Aane Par….
Aas Lout Aati Hai Ab Bhee TanhaayoN Mein…….
Ham Aanso CHupaatay Hain Ab Bhee Tere Aane Par..

no likes.

Posted on November, 13 2012 12:19:48 PM

aarzoo


Age: 31 Female
4240 days old here
Total Posts: 1164
Points : 16

Location:
sialkot, Pakistan

Status : Offline
os Ne Gulaab Chooh Ke Jo Dekha Meri Taraf
Aisa Laga GUlaab Ka Mosam Thehar Gaya!
Soye Tou Shab Ke Qaafilay Aankhon Mein Chal Paray
Jaagay Tou Jaisay Khwaab Ka Mausam Thehar Gaya
Pal Bhar Mere Sawaal Ka Mausam Nahee Raha
Laikin Tere Jawaab Ka Mausam Thehar Gaya
Os Ne Kaha Aankh Mein Gubaar Ka Mosam Kiun
Mein Ne Kaha Azaab Ka Mosam Thehar Gaya
Sehraa Mein Wo Saraab Ki Soorat Mila
Phir Yun Howa Saraab Ka Mausam Thehar Gaya.

no likes.

Posted on November, 13 2012 06:01:54 PM

Tayyab96


Age: 28 Male
4413 days old here
Total Posts: 3434
Points : 149

Location:
Gujranwala, Pakistan

Status : Offline
Wo rootha rootha sa lagta hai,
Koi tarkeeb batao pass aane ki,
Main zindgi girvi rakh sakta hoon,
Tum keemat batao usey manane ki…

no likes.

Posted on November, 15 2012 01:36:06 PM

SHAGIRDeIQBAL


Age: 36 Male
4257 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
Kya qayamat hai ke woh akhbaar to parhta nahin,
Lekin us ko aaj ki sari khabar, maloom hai

no likes.

Posted on February, 05 2013 03:17:32 PM