Forums > Poetry / Ghazal Corner > Ek hunar hai jo kar gayaa huuN maiN
Kiranrizwi


Age: 37 Female
4617 days old here
Total Posts: 154
Points : 155

Location:
Quetta, Pakistan

Status : Offline
Subject : Ek hunar hai jo kar gayaa huuN maiN
Ek hunar hai jo kar gayaa huuN maiN
sab ke dil se utar gayaa huuN maiN

kaise apnii haNsii ko zabt karuuN
sun rahaa huuN ke ghar gayaa huuN maiN

kyaa bataauuN ke mar nahiiN paataa
jiite ji jab se mar gayaa huuN maiN

ab hai bus apna saamnaa darpesh
har kisii se guzar gayaa huuN maiN

voh hii naaz-o-adaa, voh hii Ghamze
sar-ba-sar aap par gayaa huuN maiN

"2 Ajnabi dost"

no likes.

Posted on November, 06 2012 10:28:49 AM


bawa125


Age: 33 Male
4236 days old here
Total Posts: 1798
Points : 168

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
IshQ ko bhi IshQ ho , Phir me dekhun IshQ ko.....!!

Kese tarpe ...?? kese roye ... ?? IshQ apne IshQ me......!!


no likes.

Posted on November, 06 2012 10:48:27 AM

salubhai169


Age: 30 Male
4237 days old here
Total Posts: 1010
Points : 770

Location:
Daharanwala, Pakistan

Status : Offline
Best cosmatic for the lips is truth,
For the voice is prayer,
For the eyes is pity,
For the hands is charity,
and
for the heart is care
Always keep these in your beauty box(heart)

no likes.

Posted on November, 08 2012 01:12:08 PM

SHAGIRDeIQBAL


Age: 36 Male
4256 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
Chalo kuch din k liye dunya chor dety hain faraz
suna hai log bohat yaad kerty hai chaly jany k bahd,,

no likes.

Posted on November, 08 2012 01:42:03 PM

SHAGIRDeIQBAL


Age: 36 Male
4256 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
Zahanaton Ko Kahan Karb Se Farar Mila
Jise Nigaah Milii Usako Intazaar Mila
Vo Koii Raah Kaa Patthar Ho Yaa Hasiin Manzar
Jahan Se Raastaa Thaharaa Vahiin Mazaar Mila
Koii Pukaar Rahaa Thaa Khulii Fizaaon Se
Nazar Uthaaii To Chaaro Taraf Hisaar Milaa
Har Ek Saans Na Jaane Thii Justajuu Kis Kii
Har Ek Dayaar Musaafir Ko Bedayaar Milaa
Ye Shahar Hai Ki Numaish Lagii Huii Hai Koii
Jo Aadamii Bhii Milaa Banake Ishtahar Milaa,,,,

no likes.

Posted on November, 08 2012 01:49:55 PM

SHAGIRDeIQBAL


Age: 36 Male
4256 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
Kisi Ko Dekhne Ki Tamanna Main Ashkbaar Yeh Anakehen
Kisi Ke Aahat Sun Ne Taras Rahe Yeh Kaan
Kisi Ke Mehak Saht Liye Hawa Ka Woh Jhonke Se Surakh Huve Rukhsaar
Kise Ke Intezar Ke Ghadiyan Ginete Huve Muskrahat Sajaye Yeh Lub
Kisi Ke Pyar Ko Mehsoos Ker Ne Bechain Yeh Dil
Kisi Ko Chune Ke Tamanna Liye Bechain Yeh Najuk Hath
Kisi Ke Sath Pyar Ke Raahon Main Chalne Bechain Yeh Naajuk Paav
Yaa Khuda In Palkon Ko Bund Ker Ke Un Ansuon Ko Aazad Ker De Ab
Woh Nahi Ayega,,.

no likes.

Posted on November, 08 2012 01:53:22 PM

SHAGIRDeIQBAL


Age: 36 Male
4256 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
Gar bazi ishq ki bazi hai jo chaho laga do dar kaisa,
Gar jeet gae to kia kehna hare bhi to bazi mat nahin..

no likes.

Posted on November, 08 2012 02:00:42 PM

aarzoo


Age: 31 Female
4239 days old here
Total Posts: 1164
Points : 16

Location:
sialkot, Pakistan

Status : Offline
Dekha nahi shayed tu ne abhi zamaney ke mizaaj ko,
Yeh wafaa wafaa karne waley aksar bewafa hote hain..

no likes.

Posted on November, 08 2012 02:36:39 PM

bawa125


Age: 33 Male
4236 days old here
Total Posts: 1798
Points : 168

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Jab rat ko sony jao gy
Dekho gy jab phone ko
Pegham mara na pao gy

no likes.

Posted on November, 09 2012 04:17:12 PM

SHAGIRDeIQBAL


Age: 36 Male
4256 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
Charr jaye to phir utarta hi nahin,
Yeh ishq bhi ghareeb ke qarzz jesa hai.

no likes.

Posted on November, 09 2012 05:01:05 PM

salubhai169


Age: 30 Male
4237 days old here
Total Posts: 1010
Points : 770

Location:
Daharanwala, Pakistan

Status : Offline
New movies released after exams:
1. Tension aj kal.
2. Pack up sid.
3. Wanted 40.
4. Ajab sylabus k gazab papers.
5. Marks mile.
6. 3 failurs…

no likes.

Posted on November, 10 2012 09:44:05 AM

aarzoo


Age: 31 Female
4239 days old here
Total Posts: 1164
Points : 16

Location:
sialkot, Pakistan

Status : Offline
Quran Haathon Mein Leke Naabiinaa Ek Namaazii
Labon Pe Rakhataa Thaa
Donon Aankhon Se Chuumataa Thaa
Jhukaake Peshaanii Yuun Aqiidat Se Chhuu Rahaa Thaa
Jo Aayatien Parh Nahiin Sakaa
Un Ke Lams Mahasuus Kar Rahaa Ho
Main Hairaan Hairaan Guzar Gayaa Thaa
Main Hairaan Hairaan Thahar Gayaa Huun
Tumhaare Haathon Ko Chuum Kar
Chhuu Ke Apanii Aankhon Se Aaj Main Ne
Jo Aayatien Parh Nahiin Sakaa
Un Ke Lams Mahasuus Kar Liye Hain..

no likes.

Posted on November, 10 2012 09:58:17 PM

salubhai169


Age: 30 Male
4237 days old here
Total Posts: 1010
Points : 770

Location:
Daharanwala, Pakistan

Status : Offline
Talk 2 me wen I’m Bored, B with me wen i’m Sad, Hug me wen i Cry, Care 4 me wen i’m Sick, Don’t ever cry 4 me wen I die! Just treasure me wen I’m ALIVE.

no likes.

Posted on November, 11 2012 08:52:34 AM

sahilgee169


Age: 30 Male
4206 days old here
Total Posts: 478
Points : 91

Location:
hasilpur, Pakistan

Status : Offline
Mat Batao Mujhe tanhai kya hoti hai,

ke main aaj phir pee ke aaya hun…

Mat Batao mujhe bichadna kya hota hai,

ke main aaj phir pee ke aaya hun…

Mat Batao mujhe apne yeh dukh,

ke main aaj phir pee ke aaya hun…

Mat Batao mujhse kuch bhi ke main aaj

no likes.

Posted on November, 11 2012 09:29:16 AM

SHAGIRDeIQBAL


Age: 36 Male
4256 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
Main Logo’n Ki , Baato’n Ko, Zaraa-Bhar Bhi Nahi Sunti,
Mera Dil Ab Bhi Kehta Hai, Ussay Mujh Say Mohabbat Hai..

no likes.

Posted on November, 11 2012 07:18:09 PM

aarzoo


Age: 31 Female
4239 days old here
Total Posts: 1164
Points : 16

Location:
sialkot, Pakistan

Status : Offline
qasam tooty howy dil ki tujy khud sai juda kr k
Jahan tk hm nai dekha hai wahan tk tm nazar aye.

no likes.

Posted on November, 11 2012 08:48:55 PM

riabest


Age: 32 Female
4239 days old here
Total Posts: 1447
Points : 99

Location:
Faisalabad, Pakistan

Status : Offline
Fitrat e insan ko raas ati nahin asodagi,
Choor kar sahil ko tofan me utar jate hain log///,/,.

no likes.

Posted on November, 12 2012 12:09:30 AM

bawa125


Age: 33 Male
4236 days old here
Total Posts: 1798
Points : 168

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
aaja tere honto se baat baat nikalu main
tu meri aag se roshani chhaant le
yeh jameen aasmaan jo bhi hai baat le

no likes.

Posted on November, 12 2012 11:26:23 AM

salubhai169


Age: 30 Male
4237 days old here
Total Posts: 1010
Points : 770

Location:
Daharanwala, Pakistan

Status : Offline
Us k labon pe raat kahani ghazab ki thi,
Jazbat beh rahe they rawani ghazab ki thi,

Raja bhi la jwab tha wadi-e-ishq ka,
Lekin dayar-e-husn ki rani ghazab ki thi,

Kya kya na shaam i meri umar main magar,
Guzri jo tere sath sohani ghazab ki thi,

Dekhi hay main ne shaher main charti jawanyan,
Lekin jo tujh pe i jawani ghazab ki thi,

Main ek umr tak likhta raha dastan-e-gham,
Jo tum ne sunai wo kahani ghazab ki thi,

Anso judai yad , aur sham e gum mohsin,
Us be wafa ki hr ik nishani ghazab ki thi.!

no likes.

Posted on November, 12 2012 11:47:56 AM

sahilgee169


Age: 30 Male
4206 days old here
Total Posts: 478
Points : 91

Location:
hasilpur, Pakistan

Status : Offline
Is dil ka kaha maano ek kaam kar do,
Ek be-naam si mohabbat mere naam kar do,

Meri par faqat itna ehsan kar do,
Kisi din subha ko milo aur shaam kar do.


no likes.

Posted on November, 12 2012 12:48:20 PM

aarzoo


Age: 31 Female
4239 days old here
Total Posts: 1164
Points : 16

Location:
sialkot, Pakistan

Status : Offline
hum bhi chuntay they seepiya’n aksar,
Hum bhi maqrooz hain samandar ke,
Aankh k gird maatmi halqey,
Saaye jaisey jaley hue ghar ke,
Dosto’n ki zubaa’n to khulney do,
Bhool jao gay zakhm khanjar ke,
Chaand bhi zard par gya aakhir,
Ujrey aangan main roshni kar ke,
Aankh num bhi karo to bus itni,
Rang pheekey parein na manzar ke.

no likes.

Posted on November, 13 2012 06:28:47 PM