Forums > Religion > Hazrat Ali (R.A) Urdu quotes
Hussainkhalid


Age: 27 Male
4090 days old here
Total Posts: 13010
Points : 4675

Location:
Dadu 76200, Pakistan

Status : Offline
Subject : Hazrat Ali (R.A) Urdu quotes
Agar Kisi Ka Zarf Aazmana Ho To Us Ko Zyada Izzat Do, Woh AALA Zarf Hua To Aap Ko Aur Zyada Izzat Dega Aur KAM Zarf Hua To Khud Ko AALA Samjhe Ga.
Hazrat Ali (R.A)

no likes.

Posted on March, 24 2013 10:25:27 PM


Hussainkhalid


Age: 27 Male
4090 days old here
Total Posts: 13010
Points : 4675

Location:
Dadu 76200, Pakistan

Status : Offline
Barish ka Qatra Seepi
or Sanp dono kay
Munah mein girta hai
Jab keh Sanp ussay
Zehar bana deta hai
aur Seep Usay Moti. Jis ka jaisa "Zarf"
waisi Uss ki
"Takhleeq"

no likes.

Posted on March, 25 2013 04:07:46 PM

Hussainkhalid


Age: 27 Male
4090 days old here
Total Posts: 13010
Points : 4675

Location:
Dadu 76200, Pakistan

Status : Offline
Duniya Tumhain Us
Waqt Tak Nahi Hara
Sakti Jab Tak Tum
Khud Se Na Haar Jao.

no likes.

Posted on March, 25 2013 04:09:06 PM

Hussainkhalid


Age: 27 Male
4090 days old here
Total Posts: 13010
Points : 4675

Location:
Dadu 76200, Pakistan

Status : Offline
Jo Dukh day Us se
Taluq na rakho aur jis
se Taluq na rakho
usay dukh na do.

no likes.

Posted on March, 25 2013 04:10:45 PM

Hussainkhalid


Age: 27 Male
4090 days old here
Total Posts: 13010
Points : 4675

Location:
Dadu 76200, Pakistan

Status : Offline
Insan Gunah Kerne Ki
Waja Se Jahanum
Mein Nhi Jata Bal Keh
Gunah Per Mutmaen
Rehny Aur Tauba Na
Krney Ki Waja Se Jahanum Mein Jata
Hy.

no likes.

Posted on March, 25 2013 04:12:38 PM

Hussainkhalid


Age: 27 Male
4090 days old here
Total Posts: 13010
Points : 4675

Location:
Dadu 76200, Pakistan

Status : Offline
Jo tumhain khushi
mein yad aaiy,
samjho tum us se
muhabbat kartey ho
or jo tumhain gham
mein yad aaiy to samjho woh tum se
muhabbat kerta hay

no likes.

Posted on March, 25 2013 04:15:01 PM

Hussainkhalid


Age: 27 Male
4090 days old here
Total Posts: 13010
Points : 4675

Location:
Dadu 76200, Pakistan

Status : Offline
Acha Dost Kitni Dafa
he kyon na rothay
usay mana lena
chahyay kyon k
Tasbeeh k danay
kitni dafa he kyon na bikhrein ikathay ker
liyay jatay hain

no likes.

Posted on March, 25 2013 04:16:20 PM

Hussainkhalid


Age: 27 Male
4090 days old here
Total Posts: 13010
Points : 4675

Location:
Dadu 76200, Pakistan

Status : Offline
Koi mumlikat Kufer
ke saath to chal sakti
hai magar na insaafi
ke saath nahi

no likes.

Posted on March, 25 2013 04:18:59 PM

Hussainkhalid


Age: 27 Male
4090 days old here
Total Posts: 13010
Points : 4675

Location:
Dadu 76200, Pakistan

Status : Offline
Main ne Allah Ko
apney iraadon ke
totney se pehchana
hay

no likes.

Posted on March, 25 2013 04:49:21 PM

Hussainkhalid


Age: 27 Male
4090 days old here
Total Posts: 13010
Points : 4675

Location:
Dadu 76200, Pakistan

Status : Offline
Jab mere dua qabool
hoti hai to mujhe
khushi hoti hai ke
Allah ne mere dua
pori ki. Aur jab mere
dua radd hojati hai to mujhey aur bhi
zayada khushi hoti
hai ke ye mere Allah
ki marzi nahi

no likes.

Posted on March, 25 2013 04:50:39 PM

Hussainkhalid


Age: 27 Male
4090 days old here
Total Posts: 13010
Points : 4675

Location:
Dadu 76200, Pakistan

Status : Offline
Tumhari woh
khamoshi jis ke baad
tum se baat karney ki
khawahish paida ho
jaiey, tumharey uss
kalam sey behtar hay jis ke baad tum ko
khamosh ker diya
jaiy.

no likes.

Posted on March, 25 2013 04:52:45 PM

Hussainkhalid


Age: 27 Male
4090 days old here
Total Posts: 13010
Points : 4675

Location:
Dadu 76200, Pakistan

Status : Offline
Khoobsorati kaproun
se nahe ilm o adab se
hoti hay

no likes.

Posted on March, 25 2013 04:54:03 PM

Hussainkhalid


Age: 27 Male
4090 days old here
Total Posts: 13010
Points : 4675

Location:
Dadu 76200, Pakistan

Status : Offline
Her shakhas ki
qeemat woh hunar
hay jo us ke ander
hay

no likes.

Posted on March, 25 2013 04:56:35 PM

Hussainkhalid


Age: 27 Male
4090 days old here
Total Posts: 13010
Points : 4675

Location:
Dadu 76200, Pakistan

Status : Offline
Woh Gunah jis ka
tumhein ranj ho Allah
Tala k nazdik us neki
se behtar hy ji se tum
mein ghuroor paida
ho jaiy

no likes.

Posted on March, 25 2013 04:58:54 PM

Hussainkhalid


Age: 27 Male
4090 days old here
Total Posts: 13010
Points : 4675

Location:
Dadu 76200, Pakistan

Status : Offline
Dolat Mitti ki tarhan
hy aur mitti ko pair k
niche rehna chahyay.
Agar Sir pe charhao
gay to Qabar Ban jaiy
gi Aur Qabar zinda Insano k liye Nhe
hoti..

no likes.

Posted on March, 25 2013 05:06:36 PM

MuhammadYahya


Age: 31 Male
4232 days old here
Total Posts: 167
Points : 161

Location:
Lahore, Pakistan

Status : Offline
good collection of quotes ...
is may say zeyada tar makhzane ikhlaq may maujood hain ..

no likes.

Posted on March, 26 2013 10:49:53 PM

Hussainkhalid


Age: 27 Male
4090 days old here
Total Posts: 13010
Points : 4675

Location:
Dadu 76200, Pakistan

Status : Offline
Sab se bari khayanat
apni Qaum se
Ghaddari hay

no likes.

Posted on March, 26 2013 10:58:47 PM

Hussainkhalid


Age: 27 Male
4090 days old here
Total Posts: 13010
Points : 4675

Location:
Dadu 76200, Pakistan

Status : Offline
Gunah Jawan ka bhi
bad hy magar borhay
ka bad tar hay

no likes.

Posted on March, 26 2013 11:00:12 PM

Hussainkhalid


Age: 27 Male
4090 days old here
Total Posts: 13010
Points : 4675

Location:
Dadu 76200, Pakistan

Status : Offline
Azaadi ki hifazat na
kernay wala Ghulami
mien griftaar h jata
hay

no likes.

Posted on March, 26 2013 11:01:24 PM

Hussainkhalid


Age: 27 Male
4090 days old here
Total Posts: 13010
Points : 4675

Location:
Dadu 76200, Pakistan

Status : Offline
Insan Dukh nahe
detay, Insano se
Wabasta Umeedein
dukh deti hain

no likes.

Posted on March, 26 2013 11:03:50 PM

Hussainkhalid


Age: 27 Male
4090 days old here
Total Posts: 13010
Points : 4675

Location:
Dadu 76200, Pakistan

Status : Offline
Agar Tum kisi ko
chota dekh rahay ho
to ya usay door se
dekh rahay ho ya
gharoor se

no likes.

Posted on March, 26 2013 11:05:07 PM