Forums > Religion > Aqwaal e hazrat ali (r.a)
Sabirshah


Age: 33 Male
3852 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Subject : Aqwaal e hazrat ali (r.a)
Bhaio ye topic hazart ali k aqawal k lye bana raha hun plz yahan sub hazrat ali k qaoul post karen. Shukria

no likes.

Posted on November, 22 2014 06:50:34 PM


Sabirshah


Age: 33 Male
3852 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Hirs ne apne sawar yani harees ko jeete ji jan se maar dala aur na umeedi ne apne sahib yan naumeed ko halak kar dia hai.

no likes.

Posted on March, 02 2015 07:28:10 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3852 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Ahmaq se qatah taluq karna aaqal mandi aur hoshyari ki alamat aur bad kar se taluqat ko chor dena nahayat ganimat hai

no likes.

Posted on March, 02 2015 07:30:58 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3852 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Agar insan me thora sa adab ho to wo bahut se nasbi fazayal se acha hai.


Thori c lalach bahut c parheez gari ko bigar deti hai

no likes.

Posted on March, 02 2015 07:32:52 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3852 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Thora sa haq bahut se batil ko mitata aur thori si aag bahut si lakrion ko jala deti hai. . . . . . . Hazrat ali R.a

no likes.

Posted on March, 02 2015 07:34:39 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3852 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Apni thori si cheez dosron ki bahut si ashya se afzal aur behter hai. Farman e hazart ali R.a

no likes.

Posted on March, 02 2015 07:36:07 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3852 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Hawae nafas ko apni aqal se mita de ta keh rasat rawi aur hadayat ka malik ho jae hazrat ali r.a.

no likes.

Posted on March, 02 2015 07:38:10 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3852 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Aise bhai bahut kam hote hain jo insaf karen aur aise maldaar bahut kam hain jo muhtajon ki hajat rawai karen.

no likes.

Posted on March, 02 2015 07:44:00 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3852 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Wo thora sa amal jis par to mawat kare is bahut se amal se acha hai jis se malool ho kar use chor baithe.

no likes.

Posted on March, 02 2015 07:45:47 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3852 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Jald baaz k heele aur tadbeeren kamyabi kam hasil karti hain aur malool altabah shakhs ki dosti nahayat kam baqi rahti hai

no likes.

Posted on March, 02 2015 07:49:26 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3852 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Wo thori si cheez jis ka anjaam qabil e tareef ho is bahut si chez se behter hai jo aakhr kar zarar punchae

no likes.

Posted on March, 02 2015 07:51:06 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3852 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Admi ki qadar us ki himat k mutabiq aur us k amal us ki niyat jj mawfiq hote hain. Hazrat ali r.a

no likes.

Posted on March, 02 2015 07:52:32 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3852 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Wo thori si cheez jis ki zaroorat ho us bahut si cheez se behter hai jis ki koi hajat na ho.

no likes.

Posted on March, 02 2015 07:53:50 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3852 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Wo thori si cheez jis k hasil karne me asani ho us bahut si cheez se behter hai jis k lye bhari bojh uthana pare.

no likes.

Posted on March, 02 2015 07:55:21 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3852 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Shukriiye mein kami karne se muhsin log neki karne mein be raghbat ho jate hain. Hazrat ali R.a

no likes.

Posted on March, 02 2015 07:58:09 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3852 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Kam khana afaaf me shamil aur ziyada khana israaf me shamil hai. Hazart ali razi Allah ho anhu

no likes.

Posted on March, 02 2015 07:59:32 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3852 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Logon k pas amad o roft aur un k sath khat o kitabat kam rakhna aqal mandi ki bat hai.

no likes.

Posted on March, 02 2015 08:00:51 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3852 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Jo shkhs apni taqat se ziyada khata hai wo bemaari se kam mehfooz rahta hai .hazrat Ali R.a

no likes.

Posted on March, 02 2015 08:02:10 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3852 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Wo thora sa maal jo insani zarooyat k lye kafi ho .us bahut se maal se acha hai jo shararat aur sakashi ka bais bane

no likes.

Posted on March, 02 2015 08:03:56 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3852 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Wo thora sa maal jo nijaat dilae us bahut se maal se behter hai jo chara halakat me girae. Hazrat ali r.a

no likes.

Posted on March, 02 2015 08:05:23 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3852 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Har aik admi ki qadar us k ilam k mutabiq hoti hai(ya har aik shakhs us shakhs ki qadar karta hai jo use maloom ho.

no likes.

Posted on March, 02 2015 08:12:31 AM