Forums > Poetry / Ghazal Corner > Allama Iqbal poetry.
LEOPARD


Age: 39 Female
4801 days old here
Total Posts: 3628
Points : 35

Location:
Bahawalpur, Pakistan

Status : Offline
Subject : Allama Iqbal poetry. (closed)

Lets share poetry of national poet Allama Iqbal.

sitara kia meri taqdeer ki khabar dega
woh khud farakhi e aflak mai hai khwar o zaboon
ajab maza hai mujhay lazzat e khudi de ker
woh chahtay hain k mai apnay aap mai na rahoon
sabaq mila hai ye mairaj e mustafa(s.a.w)se mujhay
k aalam e bashariyat ki zad mai hai gardoon
yeh kainaat abhi na tamam hai shayad!!!
k a rahi hai dama dum sada e kun fa yakun



ainee like this.

Posted on April, 02 2011 02:44:01 PM


SHAGIRDeIQBAL


Age: 36 Male
4256 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
shab har shab mujay yehe darss datii hai..
guftar acha ho to manzil kesay kehta hain,,

no likes.

Posted on November, 11 2012 06:22:35 PM

salubhai169


Age: 30 Male
4237 days old here
Total Posts: 1010
Points : 770

Location:
Daharanwala, Pakistan

Status : Offline
Mohhabat Ka ghum hota bohut Hai,
K ab Ye Lafz Bhi Ruswa bohut Hai,

Udasi Ka Sabab Main Kiya Bataon?
Gali Kochon Mein sannata bohut Hai,

Na milne Ki qasam Kha K Bhi Main Ne,
Tujhe Har Raah Mein dhunda bohut Hai,

Ye Aankhein Aur Kiya Dekhein Kisi Ko,
Inn Aankhon Ne tujhe Dekha bohut Hai,

Na Jaane Kyun Bacha Rakhe Hein Aanso,
Shayid mujhe Rona bohut hai,

Tujhe maloom To hoga mere humdum,
Tujhe Aik Shakhs Ne Chaha bohut hai.!

no likes.

Posted on November, 12 2012 12:13:13 PM

sahilgee169


Age: 30 Male
4206 days old here
Total Posts: 478
Points : 91

Location:
hasilpur, Pakistan

Status : Offline
Love is a war.
This war will end
when life will end.
~Author Unknown

no likes.

Posted on November, 12 2012 12:42:18 PM

Tayyab96


Age: 28 Male
4412 days old here
Total Posts: 3434
Points : 149

Location:
Gujranwala, Pakistan

Status : Offline
Meri aankhon main Ansu aaye na hote,
Wo humein dekh kar muskuraye na hote,
Sochti hun aksar tanhai may main,
Meri zindagi main kash wo aaye na hote,
Na tarapte hum unke liye itna,
Dil ne khawab unke sajaye na hote,
Naa toot kar bikharti main is kadar,
Kash wo mere dil main apna ghaar banaye na hote….

no likes.

Posted on November, 15 2012 02:35:41 PM

SHAGIRDeIQBAL


Age: 36 Male
4256 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
Kuch aur kaam to hum se na ho saka lekin,
Tumhare hijar ka ik ik azaab likha hai

no likes.

Posted on February, 05 2013 01:42:17 AM

0irha0


Age: 30 Female
4102 days old here
Total Posts: 7616
Points : 16

Location:
....., Pakistan

Status : Offline
LEOPARD said:



bht zaberdast
is ka har lafz mjhe smjh ni a saka mgr jitna smjh aaya wo dil ko lga

no likes.

Posted on November, 29 2013 11:31:59 PM

0irha0


Age: 30 Female
4102 days old here
Total Posts: 7616
Points : 16

Location:
....., Pakistan

Status : Offline




no likes.

Posted on November, 29 2013 11:34:05 PM

MalikSahab


Age: 29 Male
4020 days old here
Total Posts: 353
Points : 126

Location:
Jalalpur Pirwala (Multan), Pakistan

Status : Offline
nice friends

no likes.

Posted on December, 01 2013 07:30:59 PM

malibhutta73


Age: 50 Male
3913 days old here
Total Posts: 4777
Points : 179

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
aalama iqbal was a great poet of pak bharat.
we proud on him.

no likes.

Posted on December, 01 2013 07:37:10 PM

usman95


Age: 33 Male
3835 days old here
Total Posts: 2472
Points : 57

Location:
Lahore, Pakistan

Status : Offline
achy comments karny par points milte hain yar !!!!!!!!

no likes.

Posted on December, 06 2013 07:43:59 PM

sanjaykumar


Age: 30 Male
3790 days old here
Total Posts: 2251
Points : 78

Location:
shikarpur, Pakistan

Status : Offline
Sham dhali, raat aayi Dil dhadka
– Fir Tumhari yaad aayi,
Aankho ne mehsus kiya us hawa ko
– jo tumhe chukar hamare pass aayi

no likes.

Posted on December, 10 2013 08:09:42 PM

Rohama


Age: 30 Female
4252 days old here
Total Posts: 9029
Points : 340

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
har kamyabi pay aap ka naam hoga,
Apke har qadam pay duniya ka salam hoga,
Mushkilon ka samna himmat sey karna,
Dua hai ek din waqt bhi apka ghulam hoga.

no likes.

Posted on January, 09 2014 02:12:27 AM

0irha0


Age: 30 Female
4102 days old here
Total Posts: 7616
Points : 16

Location:
....., Pakistan

Status : Offline
Rohama said:

har kamyabi pay aap ka naam hoga,
Apke har qadam pay duniya ka salam hoga,
Mushkilon ka samna himmat sey karna,
Dua hai ek din waqt bhi apka ghulam hoga.


dear rohama yahan allama iqbal ki poetry ka topic h ye

no likes.

Posted on September, 08 2014 01:29:15 PM

rahulthebest36


Age: 28 Male
3824 days old here
Total Posts: 5184
Points : 149

Location:
shikarpur, Pakistan

Status : Offline
Pathan G0t J0b
In Telen0r Call Center
Cust0mer My Telen0r
Sim Bl0cked What T0 D0 N0w?
Pathan D0nt Take Tensi0n
Rem0ve Telen0r & Put Warid Sim
Thanks F0r Calling Uf0ne

no likes.

Posted on September, 08 2014 09:27:33 PM

rahulthebest36


Age: 28 Male
3824 days old here
Total Posts: 5184
Points : 149

Location:
shikarpur, Pakistan

Status : Offline
O Jane Jaaan Ye Sach Hai K Ma Apni Muhabbat Ka Izhaar Kabhi khul Kar Na Kar Saka......
Magar Meri Ankhen Hamesha Mere Dil Ki Halat Batati Rahi.
Or Tu Ha K Mujh Se Bekhabar Aj Bhi Mere Dil Ki Har Dharkan...
Sirf Tera Naam Leti Hai...
Sirf Tera Naam.............

no likes.

Posted on September, 08 2014 09:28:52 PM

rahulthebest36


Age: 28 Male
3824 days old here
Total Posts: 5184
Points : 149

Location:
shikarpur, Pakistan

Status : Offline
Wafa Ruswa nahi Karna Suno Aisa nahi karna,
Mien Pehley he akela hoon mujhey tanha nahi karna
Judai bhee jo aa jaye to dil chota nahi karna
Bohot masroof hoon jana mujhey socha nahi karna
Bharosa bhee zaroori hey magar sab ka nahi karna
Muqadar phir muqadar hey kabhi dawa nahi karna
Jo likha hey wohi ho ga kabhi shikwa nahi karna
Meri takmeel tum sey hey mujhey aadha nahi karna
Haqeekat hey Milan apna isey sapna nahi karna
Hamein tum yaad rehtey ho hamein bhoola nahi karna

no likes.

Posted on September, 09 2014 09:48:04 PM

pak101


Age: 42 Male
4847 days old here
Total Posts: 2240
Points : 48909

Location:
Karachi, Pakistan

Status : Offline
Nice...!!


no likes.

Posted on March, 04 2015 01:07:02 PM