Forums > Songs & Lyrics > Teri yaaad aaati hai FROM Adnan Sami
  • Page 1 of 1
  • 1
mukaram1128


Age: 35 Male
4720 days old here
Total Posts: 242
Points : 101

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Subject : Teri yaaad aaati hai FROM Adnan Sami
Jab chandani bankar
Raaton per chaati hai
Teri yaaad aise mein
Dil ko tadpati hai
Teri yaaad aaati hai

Kisse o bahroon ke
Beete nazaon ke
Phir ga ke sunati hai
Aur humko rulati hai
Teri yaaad aaati hai

Itna to batoo kya
Yehi chandani jakar
Koi khwaab jagati hai
Tumko bhi satti hai

Teri yaaad aaati hai

Jab yaad meri tumko
Har waqt rulaye to
Har saaans judai ki
Muskil ho jaye to
Phir bhool ke sab baatein
Mere paas aajana
Aur tod ke sab naate
Mere Paas aajana
Phir laut ke mat jana

Kisse o bahroon ke
Beete nazaon ke
Phir ga ke sunati hai
Aur humko rulati hai
Teri yaaad aaati hai
Teri yaad
Teri yaaad aaati hai

no likes.

Posted on May, 24 2011 09:37:00 PM


  • Page 1 of 1
  • 1