Forums > Songs & Lyrics > Chura liya hai tumne jo dil ko
  • Page 1 of 1
  • 1
mukaram1128


Age: 35 Male
4721 days old here
Total Posts: 242
Points : 101

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Subject : Chura liya hai tumne jo dil ko
Chura liya hai tumne jo dil ko
Nazar nahin churaana sanam
Badalke meri tum zindagaani
Kahin badal na jaana sanam
Oh, le liya dil, oh haai mera dil
Haai dil lekar mujhko na behlaana

Bahaar banke aaoon kabhi tumhaari duniya mein
Guzar na jaaye yeh din kahin isi tamanna mein
Tum mere ho, ho tum mere ho
Aaj tum itna vaada karte jaana
Chura liya
Chura liya hai tumne jo dil ko
Nazar nahin churaana sanam
Badalke meri tum zindagaani
Kahin badal na jaana sanam

Ho, sajaaoonga lutkar bhi tere badan ki daali ko
Lahoo jigar ka doonga haseen labon ki laali ko
Sajaaoonga lutkar bhi tere badan ki daali ko
Lahoo jigar ka doonga haseen labon ki laali ko
Hai vafa kya is jahaan ko
Ek din dikhla doonga main deewana
Chura liya
Chura liya hai tumne jo dil ko
Nazar nahin churaana sanam
Badalke meri tum zindagaani
Kahin badal na jaana sanam
Le liya dil, haai mera dil
Haai dil lekar mujhko na behlaana
Chura liya hai tumne jo dil ko
Nazar nahin churaana sanam
Hm hm hm hm, hm hm hm hm

no likes.

Posted on May, 27 2011 01:18:06 PM


Naqvi


Age: 37 Male
4130 days old here
Total Posts: 4490
Points : 571

Location:
attock, Pakistan

Status : Offline
Kash Main Tere Haseen Haath Ka Kangan Hota
Tu Bare Piyar Say Chaao Sey Bare Maan Ke Sath.. ....

no likes.

Posted on April, 08 2018 05:54:33 PM

  • Page 1 of 1
  • 1