Forums > Poetry / Ghazal Corner > GHAZALS COLLECTION BY ABDUL BASIT
BeHappy


Age: 29 Male
4406 days old here
Total Posts: 3249
Points : 89

Location:
Lahore, Pakistan

Status : Offline
Subject : GHAZALS COLLECTION BY ABDUL BASIT (closed)
Labon pe phool khiltay hain kisi ke naam se pahle
dilon ke deep jalte hain charagh-eshaam se pahle
kabhi manzar badalne par bhi qissa chal nahin pata
kahani khatam hoti hai kabhi anjaam se pahle
yahi taare tumhaari aankh ki chilman mein rehte the
yahi sooraj nikalta thaa tumhare baam se pahle
hui hai shaam jungle main parinde laut.te honge
ab in ko kis tarah rokain nawaah-e-daam se pahle
ya saare rang murdaa the tumhaari shakl banne tak
ya saare harf muhmal the tumhaare naam se pahle
huaa hai wo agar munsif tou Amjad ihtiyataN ham
sazaa tasleem karte hain kisi ilzam se pahle



no likes.

Posted on April, 06 2012 09:36:02 PM


rashidfarooqz


Age: 52 Male
4806 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Is se pehley k dasht-e-imkaan mein
Wasl-e-jaana ki Aarzoo na “rahay”
Is se pehley k bahar-e-gham se kahin Tujh ko paney ki justuju na “rahay”
Is se pehley k loh-e-qismat per Baab-e-ulfat tamam ho jaye
Laut aao!
k muntazir hai “nigaah”
Is se pehley k sham ho jay…

no likes.

Posted on October, 03 2012 08:31:17 PM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4806 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Khamoshi se Hai,

Hamain ab khud ujarna aa gaya hai,

Kisi ko bewafa kehte nahi Hum,
Humain bhe ab badalna aa gaya Hai,

Kisi ki yaad mai rote nahi Hum,

Humain chup chaap Jalna aa gaya Hai,

Gulabon ko Tum apne pas rakho,

Humain kanton pe Chalna aa gaya Hai!

no likes.

Posted on October, 06 2012 08:42:43 PM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4806 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
O bekhbr tjhe kia khabr,
Tri ankhon me kesa jamal he,
Tjhe dekh le jo bs ik nazr,
Us ki ankhon me phir ye swal he,
Mjhe neend se Q jaga diya,
Mjhe khwab kesa dikha diya,
Koi noor he koi hoor he,
Ya k sadgi ki misal he,
Tri sans se mri aas he,
Tu jo pas he to ye sans he,
Mjhe zindgi ki to bheek de,
Mri zindgi ka swal he,
Mri hr nzar me basa he too,
Mre hr qalm pe likha he too,
Tujhe soch lon to gazl mri,
Na likh skon to khyal he.

no likes.

Posted on October, 07 2012 09:24:19 PM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4806 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Ye shab e firaq ye bebasi…

QadaM QadaM pe udasyan…

Mera sath koi na de saka.,
Meri hasratein hein dhoowan dhoowan

Main tarrap tarrap k jiya to kya

Mre khwab Mujse bichar gae,

Me udas ghar ki sada sahi

Muje de na koi tasalyan

Ye fiza jo gardo gubar hy

Mri bekasi ka Mazar hy

Me wo phool hun jo na khil ska

Mri zndgi Me wafa kahan

Chali aisi drd ki aandhiyan

Mre dilki bsti ujar gai

Ye shab e fraq ye bebsi

QadaM qadaM pe udasiyan.

no likes.

Posted on October, 08 2012 08:02:56 PM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4806 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Chalo khuwab ankhon me saja kr dekhtay hain,

Chalo hum kisi ko apna bana kr dekhtay hain,

Khoon k rishton se aitbar to uth gaya,

Chalo benaam rishtay bana kr dekhtay hain,

Zindagi asaan ho jaye shayad hamari,

Chalo hath ki lakeerain mita kar dekhtay hain,

Andheri shab to kisi surat kat’ti nahi,

Chalo ghar apna jala kar dekhtay hain,

Hamay maloom hai k tum ne hamara hona nahi,

Chalo tum pr ye zindagi luta kar dekhtay hain..

no likes.

Posted on October, 09 2012 06:46:12 PM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4806 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Kuch Is Tarha Mein Apni Zindagi Tamam Kr Doon.

Waqt_e_Sehar Tum Ko Dekhon Aur Shaam Kr Doon.

Khuwab Mein B Koi Tere Siwa Dikhayi Na De,

Umr Bhar K Liye Aankhon Ko Tera Gulaam Kr Doon.

Teri Khushboo Se Mehkein Sada Meri Saansein.

Aur Jitni Hain Meri Saansein Sab Tere Naam Kr Doon.

no likes.

Posted on October, 10 2012 10:12:02 PM

bawa125


Age: 33 Male
4238 days old here
Total Posts: 1798
Points : 168

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Ye Ulfaten b ajeeb hen, Ye Chahten b ajeeb hen
Kbi Mil k b na Pas hain Kbi pas ho k b na mil saky...!!

no likes.

Posted on October, 11 2012 10:56:00 AM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4806 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Tujhse bicharr kar kya hoon main, ab bahar akar dekh,
Himmat hai to meri haalat, aankh mila kar dekh,

Shaam hai gehri, tez hawaa hai, sar pe khari hai raat,
Rasta gaye musafir ka ab diya jalaa kar dekh,

Darwaze ka paas aa aa kar wapis murrti chaap,
Kaun hai iss sunsaan gali main, paas bula kar dekh,

Shayed koi dekhne wala ho jaye khairaan,
Kamre ki deewaron par koi naqsh bana kar dekh,

Tu bhi Munir ab bhare jahaan main mil kar rehna seekh,
Bahar se to dekh liya, ab andar jaa kar dekh..

no likes.

Posted on October, 11 2012 09:11:13 PM

Lioness


Age: 31 Female
4222 days old here
Total Posts: 607
Points : 142

Location:
Faisalabad, Pakistan

Status : Offline
Aaj aisa krte hain
Be-sada lafzon me,
Wajh-e-zindgi keh k
Wasal ki zarurt par
Phir se zor dete hain
.
Aaj aisa krte hain
Zikr wahi krte hain
Naam aur dete hain
.
Zabt ky kinaar0n se
Dard aan lipta hy
Toot'tay kinaaray ab
Dard aur dete hain
.
Aaj aisa krte hain
Dard se ulajhtay hain
Zabt chor dete hain
.
Taar taar daaman ko
Khaar khaar rah0n me
Ranjishen bhula k Hum
Aa k jor dete hain
.
Aaj aisa krte hain
Khud nahi palt'tay hain
Raah mor dete hain
.
Sabz sabz mousam me
Laal Laal ankhon k
Khuwab ki ragon se Hum
Khoon nichor lete hain
Aaj aisa krte hain
ye bhi kr guzarte hain
Khuwab tor dete hain..!

no likes.

Posted on October, 12 2012 09:47:35 AM

bawa125


Age: 33 Male
4238 days old here
Total Posts: 1798
Points : 168

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Meri Har Nazar Mein Basa Hai Tu Mere Har Qalam Pe Likha Hai Tu
Tujhe Soch Loon To Ghazal Meri, Na Likh Sakun To Khayal Tera..!

no likes.

Posted on October, 12 2012 10:12:33 AM

BeHappy


Age: 29 Male
4406 days old here
Total Posts: 3249
Points : 89

Location:
Lahore, Pakistan

Status : Offline
Meri Tanhai barhate hain chale jate hain,
Hanss talaab pe ate hain chale jate hain,
Is liye ab mein kisi ko nahin jane deta,
Jo mujhe chorr ke jate hain chale jate hain,
Meri ankhon se bahaa karti hai unki khushu,
Raftgaa’n khawb mein ate hain chale jate hain,
Shadi-e-marg ka mahol banaa rehta hai,
Aap aate hain rulate hain chale jate hain,
Kab tumhe ishq pe majboor kiya hai hum ne,
Hum to bass yaad dilate hain chale jate hain,
Ap ko kaun tamashaayi samajhta hai yahan,
Aap to aag lagate hain chale jate hain,
Hath pathar ko barhaaon to sagan-e-dunya,
Hairti ban ke dikhate hain chale jate hain...

no likes.

Posted on October, 12 2012 07:44:52 PM

BeHappy


Age: 29 Male
4406 days old here
Total Posts: 3249
Points : 89

Location:
Lahore, Pakistan

Status : Offline


no likes.

Posted on October, 12 2012 07:54:50 PM

BeHappy


Age: 29 Male
4406 days old here
Total Posts: 3249
Points : 89

Location:
Lahore, Pakistan

Status : Offline
Samandar k safar mei is tarha awaz dain hum ko

hawain tez ho or kashteyon mei shaam ho jaye

ujaly apni yadon k hmare saat rehne do

najane kis gali mei Zindgi kishaaM Ho jaye....!

no likes.

Posted on October, 12 2012 07:59:04 PM

BeHappy


Age: 29 Male
4406 days old here
Total Posts: 3249
Points : 89

Location:
Lahore, Pakistan

Status : Offline
Kya kahon tum se main ke kya hai ishq,
Jaan ka rog hai, bala hai ishq.
Ishq hi ishq hai jahaan dekho,
Saare aalam mein bhar raha hai ishq.
Ishq maashuq ishq aashiq hai,
Yaani apna hi mubtala hai ishq.
Ishq hai tarz-o-taur ishq ke taeen,
Kahin banda kahin Khuda hai ishq.
Kaun maqsad ko ishq bin pohuncha,
Aarzoo ishq wa mudda hai ishq.
Koi khwaahan nahin mahabbat ka,
Tu kahe jins-e-narawa hai ishq.
Mir ji zarad hote jaate hain,
Kya kahin tum ne bhi kiya hai ishq...

no likes.

Posted on October, 12 2012 08:01:53 PM

BeHappy


Age: 29 Male
4406 days old here
Total Posts: 3249
Points : 89

Location:
Lahore, Pakistan

Status : Offline
MUHABBAT KO MUHABBAT KA ZARA EHSAAS HONE DO
ABHI KUCH DAIR TEHRO HUSSUN KO BENAQQAB HONE DO
BEWAJHA DIL KO YOUN ROKA NAHI KERTY
ITNE MUHTAT HO KIUYN ZARA MUSAM KHARAB HONE DO
ISHARON MN KAHI BATAIN AKSAR NA MUKAMMAL HOTI HN
RUKKO, MERE AKO ZARA KITAB HONE DO
ZINDAGI KO DO RAHY PE LA K CHODTY HO KIYUON
KUCH KAHO YA APNI BEWAFAYI KA HISSAB HONE DO
AJAB NAHI K LOG TUJHE BEWAFA JANNE
PHIR KIYOUN NA AAJ PORA MAHTAB HONE DO
YEH RAAT ANDHEERI SAHI PER THANDI TU HOTI HY
ROSHKI HAQEEQAT KIA ZARA CHANDA KO AFTAAB HONE DO

no likes.

Posted on October, 12 2012 08:05:15 PM

lailagul


Age: 29 Female
4405 days old here
Total Posts: 174
Points : 67

Location:
islamabad, Pakistan

Status : Offline
hahahha really boring ghazzal


no likes.

Posted on October, 12 2012 08:08:05 PM

BeHappy


Age: 29 Male
4406 days old here
Total Posts: 3249
Points : 89

Location:
Lahore, Pakistan

Status : Offline
Agar yon hi ye dil satata rahega
to ik din mera ji hi jata rahega
main jata hun dil ko tere pas chore
meri yad tujhko dilata rahega
gali se teri dil ko le to chala hun
main pahunchunga jab tak ye atarahega
qafas main koi tum se ai ham-safiron
khabar kal ki hamko sunata rahega
khafa ho k ai ?Dard? mar to chala tu
kahan tak gam apna chupata rahega...

no likes.

Posted on October, 12 2012 08:08:44 PM

BeHappy


Age: 29 Male
4406 days old here
Total Posts: 3249
Points : 89

Location:
Lahore, Pakistan

Status : Offline
lailagul said:

hahahha really boring ghazzal

tu na parho ap ko kisi ne majbor nai kiya.

no likes.

Posted on October, 12 2012 08:11:02 PM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4806 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Muje bholay kabhi yad kar ke raoye bhi
wo apny ap ko bikhery or peroy bhi

Shumar ho na saky hum chamakny walon mai
badan bhi miltey rahe.rooz kaprdy dohey bhi

Bohat gubar bhara tha dilon mai dono
magar wo ek hi bistar pay raat soye bhi

Bohat dino sy nahaey nahi hay angan mai
kabhi tu rahe ki barish hamey bigoey bhi

ye tum sy kis ny kaha raat sy mai darta ho
zaroor aye mery bazoon mai soye bhi

yaqeen janye ehsas tak na ho ga hamey
nason mai soinyan koi agar choboye bhi

no likes.

Posted on October, 12 2012 09:37:01 PM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4806 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Hum sy musafiron ka safar,intizar rahy
sab khirdkiyon ke samny lambi qatar hy

Chamkeli sabaz ankhen bohat door ja saken
kin ghantiyon ka raston ko intizar rahey

Banson ke junglon mai wahi bo mili
jin ka hamari bastiyon mai karobar hy

Awaz phard phrda ke wahi dafan ho gy
seeny mai galiban koi bijli ka taar hy

Sujraj bareedah sir hy zameen ke shaheed ka
ye dhoop es ke zard badanki bahar hy

Kis roshni ke shehar sy guzren hy taiz roo
neely samundron pay sunhera gobar hy

Ayi nida,wo urdten sitary udhar murdey
en badliyon ke pechy kohisar hy

no likes.

Posted on October, 13 2012 02:35:02 PM