Hum Dekhain Ge By Iqbal Bano

Lyrics Of Hum Dekhain Ge from Best of Pak Ghazal 1

Hum Dekhein gay
Hum Dekhein gay

Lazim hein k Hum Dekhein gay
Who din ke jiska wada hay
Jo loh e azal mein likha hay
Hum dekhein gay
Lazim hein k Hum Dekhein gay
Who din ke jiska wada hay


Jub zulm o sitam k koh e garan
roi ki tarah urr jain gay
Jub zulm o sitam k koh e garan
roi ki tarah urr jain gay

Hum mehkoomon ke paaon tale
ye dharti dhahr dharh dharke gi
Aur ahle hakam ke sir oper
Jub bijli kar kar karke gi

Lazim hein k Hum Dekhein gay

Jub zulm o sitam ke koh e garan
roi ki tarah ur jain gay
Roi ki tarah ur jain gay
Hum mehkoomon ke paaon tale
ye dharti dhahr dharh dharke gi
Aur ahle hakam ke sir oper
Jub bijli kar kar karke gi


Hum Dekhein gay
Hum Dekhein gay
Hum Dekhein gay

Jub arz e khuda ke kaâ?Tabay se
sub butt uthwai jain gay
Hum ahle safa, mardood e haram
Masnad pe bithai jain gay
sub taj uchale jain gay
Sub takht giray jain gay
Hum dekhien gay
Bus naam rahe ga Allah ka
Jo ghaib bhi hay hazir bhi
Jo nasir bhi hay mansir bhi
Uthay gay unal Haq ka nara
JO mein bhi hon aur tum bhi ho
aur raj kare gi khalq e khuda
JO mein bhi hon aur tum bhi ho

Hum dekhien gay
Bus naam rahe ga Allah ka
Jo ghaib bhi hay hazir bhi
Jo nasir bhi hay mansir bhi
Uthay gay unal Haq ka nara
Jo mein bhi hon aur tum bhi ho
aur raj kare gi khalq e khuda
Jo mein bhi hon aur tum bhi ho



(English Translation)
We shall see


We shall see
It is a must that we shall see
The day that has been prophesized
The one written on the Tablet of Fate

We shall see

When the insurmountable mountains of oppression
Shall blow as if cotton flakes
And beneath the feet of us common folk
This land will throb with a deafening sound
And upon the heads of the despotic folk
Lightening will strike a thundering pound.

We shall see

When from the Palace of our Lord
All earthly gods will be taken out
We, righteous ones, outcasts of Church,
shall don a glorious robe, no doubt.
All crowns will fly
All thrones will fall

We shall see

Only the name of the Lord will stay on
who is unseen, yet ever seeing
who is the sight, as well as the scene
The shout of "I am The Truth"* shall rise
which is true for you and I
and the creation of the Lord will rule
which is true for you and I.

We shall see

It is a must that we shall see

We shall see.

Song Details

Album/Movie: Best of Pak Ghazal 1
Artist: Iqbal Bano
Viewed (total): 5736 times

Report Correction?

(Rated 5 Stars - 1 votes)
 

Other Lyrics from Best of Pak Ghazal 1 album

Ulfat Ki Nai Manzil
Tere Khiyal Se
Sub Hi Kuch Hai Tera
Ranjish Hi Sahi
Mohabbat Karne Wale
Mare Dil Mare Musafir
Dasht-e-Tanhai Main
Dagh-e-Dil Humko

Search Lyrics
e.g.

Top 10 Lyrics by Iqbal Bano

1 - Tribute to Faiz - Sub Hi Kuch Hai Tera
2 - Best of Pak Ghazal 1 - Hum Dekhain Ge
3 - Best of Pak Ghazal 1 - Sub Hi Kuch Hai Tera
4 - Best of Pak Ghazal 1 - Tere Khiyal Se
5 - Best of Pak Ghazal 1 - Ulfat Ki Nai Manzil
6 - Tribute to Faiz - Tum Aae Ho Na
7 - Best of Pak Ghazal 1 - Mare Dil Mare Musafir
8 - Best of Pak Ghazal 1 - Mohabbat Karne Wale
9 - Best of Pak Ghazal 1 - Ranjish Hi Sahi
10 - Tribute to Faiz - Mare Dil Mare Musafir

Latest Additions

Saiyan Bolain
Mumkin Hai
Kaho (Aaj Bol Do)
Hona Tha Pyaar
Dil Janiya
Too Jahan Kahee Bhee Jaye
Soo Janay Do
Mere Humrahi Suno
Kaun Hoon Main
O Mere Khuda