Ranjish Hi Sahi By Iqbal Bano

Lyrics Of Ranjish Hi Sahi from Best of Pak Ghazal 1

Y ranjish hii sahii dil hii dukhaane ke liye aa (ranjish=enmity
„Y aa phir se mujhe chho.D ke jaane ke liye aa

„Y pahale se maraasim na sahii phir bhii kabhii to..(maraasim=friendly
„Y rasm-o-rahe duniyaa hii niibhaane ke liye aa...(rasm-o rahe=tradition

„Y kis kis ko bataaye.nge judaa_ii kaa sabab ham
„Y tuu mujh se Khafaa hai to zamaane ke liye aa

„Y kuchh to mere pindaar-e-muhabbat ka bharam rakh..=(pindar=imagine)
„Y tuu bhii to kabhii mujh ko manaane ke liye aa

„Y ek umr se huu.N lazzat-e-giriyaa se bhii maharuum ..(lazzat-e-giriya=taste of sadness)(maharuum=wanting)

„Y ai raahat-e-jaa.N mujh ko rulaane ke liye aa ..(rahat-e-jaan=joy of life)

„Y ab tak dil-e-Khush_faham ko tujh se hai.n ummiide.n
„Y ye aaKhirii shamme.n bhii bujhaane ke liye aa

„Y The following ashaar are by Talib Baghpati but Mehdi Hassan )
„Y always sings them as part of this Gazal.

„Y maanaa ki muhabbat kaa chhipaanaa hai muhabbat
„Y chupake se kisii roz jataane ke liye aa
„Y jaise tujhe aate hai.n na aane ke bahaane
„Y aise hii kisii roz na jaane ke liye aa

Song Details

Album/Movie: Best of Pak Ghazal 1
Artist: Iqbal Bano
Viewed (total): 1608 times

Report Correction?

(Not Rated Yet)
 

Other Lyrics from Best of Pak Ghazal 1 album

Ulfat Ki Nai Manzil
Tere Khiyal Se
Sub Hi Kuch Hai Tera
Mohabbat Karne Wale
Mare Dil Mare Musafir
Hum Dekhain Ge
Dasht-e-Tanhai Main
Dagh-e-Dil Humko

Search Lyrics
e.g.

Top 10 Lyrics by Iqbal Bano

1 - Best of Pak Ghazal 1 - Mohabbat Karne Wale
2 - Best of Pak Ghazal 1 - Dasht-e-Tanhai Main
3 - Best of Pak Ghazal 1 - Dagh-e-Dil Humko
4 - Best of Pak Ghazal 1 - Ulfat Ki Nai Manzil
5 - Best of Pak Ghazal 1 - Ranjish Hi Sahi
6 - Tribute to Faiz - Mare Dil Mare Musafir
7 - Best of Pak Ghazal 1 - Sub Hi Kuch Hai Tera
8 - Best of Pak Ghazal 1 - Tere Khiyal Se
9 - Best of Pak Ghazal 1 - Hum Dekhain Ge
10 - Best of Pak Ghazal 1 - Mare Dil Mare Musafir

Latest Additions

Saiyan Bolain
Mumkin Hai
Kaho (Aaj Bol Do)
Hona Tha Pyaar
Dil Janiya
Too Jahan Kahee Bhee Jaye
Soo Janay Do
Mere Humrahi Suno
Kaun Hoon Main
O Mere Khuda