Mare Dil Mare Musafir By Iqbal Bano

Lyrics Of Mare Dil Mare Musafir from Best of Pak Ghazal 1

Meray dil, meray musafir
Hua phir say hukm sadir
Kay watan badr hoon, hum tum
Dain gali gali sadaein
Karein rukh nagar nagar ka,
Kay suragh koi paein
Kisi yaar namabar ka
Har ek ajnabi say poochain
Jo pata tha apnay ghar ka
Sar-e-kooay na-shanaasa

Humain din say raat karna
Kabhi is say baat karna
Kabhi us say baat karna
Tumhain kya kahoon kay kya hai
Shab-e-gham buri bala hai
Humain yeh bhi tha ghaneemat
jo koi shumaar hota
Humain kya bura tha marna
agar aik baar hota

Song Details

Album/Movie: Best of Pak Ghazal 1
Artist: Iqbal Bano
Viewed (total): 2060 times

Report Correction?

(Rated 5 Stars - 1 votes)
 

Other Lyrics from Best of Pak Ghazal 1 album

Ulfat Ki Nai Manzil
Tere Khiyal Se
Sub Hi Kuch Hai Tera
Ranjish Hi Sahi
Mohabbat Karne Wale
Hum Dekhain Ge
Dasht-e-Tanhai Main
Dagh-e-Dil Humko

Search Lyrics
e.g.

Top 10 Lyrics by Iqbal Bano

1 - Best of Pak Ghazal 1 - Mohabbat Karne Wale
2 - Best of Pak Ghazal 1 - Dasht-e-Tanhai Main
3 - Tribute to Faiz - Mare Dil Mare Musafir
4 - Best of Pak Ghazal 1 - Ulfat Ki Nai Manzil
5 - Best of Pak Ghazal 1 - Dagh-e-Dil Humko
6 - Best of Pak Ghazal 1 - Sub Hi Kuch Hai Tera
7 - Best of Pak Ghazal 1 - Hum Dekhain Ge
8 - Best of Pak Ghazal 1 - Mare Dil Mare Musafir
9 - Best of Pak Ghazal 1 - Ranjish Hi Sahi
10 - Tribute to Faiz - Tum Aae Ho Na

Latest Additions

Saiyan Bolain
Mumkin Hai
Kaho (Aaj Bol Do)
Hona Tha Pyaar
Dil Janiya
Too Jahan Kahee Bhee Jaye
Soo Janay Do
Mere Humrahi Suno
Kaun Hoon Main
O Mere Khuda