Search SMS
e.g. faraz, sardar, etc.

Search Results for 'Dost'

Zubaida apaaaaa

In Dosti Ki Rahoon Main Dhoka Na Dena Dost Mera Yaqeen Tujh Py Aisa Hy Jaisy Zubaida Aapa Ko Apne Totkon Per. :-P

113 chars (1 sms)


Nokrani

Nokrani:Saahib,aapke kisi khas dost ka phone aaya tha. Saahib:Tujhe kaise pata chala k wo mera khas dost hai ? Nokrani:(Sharmaaty huwe) puch raha tha Kameena ghar pe hai ?

173 chars (2 sms)


~DOSTI~

“DOSTI mosam nahi, keh
apni muddat pori karay orr
rukhsat ho jay,
DOSTI sawan nahi, keh
toot kar barsay or
tham jae,
DOSTI aag nahi, keh
sulgy bharkey or
bujh jae,
DOSTI aftab nahi, keh
chamkey or
doob jae,
DOSTI phool nahi, keh
khiley or
phir murjha jae,
DOSTI to saans hai jo chaley to sab kuch
toot jae to kuch bhi nahi…….. …

346 chars (3 sms)


Ache dost

Ache dost “haath” aur “ankh” ki tarha hote hain,
Jab “hath” ko takleef hoti hai to “Ankh” roti hai,
Aur jub “ANKH” roti hai to “Hath” ansu pochtay hain.

154 chars (1 sms)


guzarish

Aapki Dosti hamein is kadar pyaari hai, Jis tarah bin paani ke machli bechari hai, Ab na aur kuch khawish hai, Bus tum DOST bane raho ye hi tum se guzarish hai ek

162 chars (2 sms)


Aaj ka to din hi kharaab hai

Aadmi sharaab ka glass saamne rakh k Ghamzada betha huwa tha, Dost aa kar uske sath betha aur uska glass utha kar ek hi ghoont mein pi kar bola:Yaar Q udaas ho ? Aadmi:Yaar aaj ka to din hi kharaab hai, Subha BV se jhagra huwa, Raastey mein gaari kharaab hogayi, Daftar late pohuncha to Boss ne nokri se nikaal diya, Girlfriend ko easyload nahi bheja to wo bhi chhor k chali gayi, Aur ab KHUDKUSHI karne k liye Sharaab mein zeher daal k peeny laga tha to wo bhi tumne pi liya.

481 chars (4 sms)


Writing kharaab hai

Pathan apne dost ko mobile de kar: Oh yara hamara Girlfriend ko sms to kardo ? Dost: Tum khud Q nahi likhte ? Pathan: Oh yara hamara Writing kharaab hai na isliye.

165 chars (2 sms)


GOBI JESA MOO

Na jane kis baat pe tum hum se naraz ho "DOST", . . . . Khuwaab mein bhi milte ho to Gobi jesa Moo bana lete ho.

112 chars (1 sms)


Sher

2 Friends ne Jungle mein ek Sher ko dekha to ek dost Darakht pe charh gaya aur doosra Zameen pe let gaya aur saans rokli. . . Sher paas aya aur bola: . . . Na puttar Na.....yaha pe Zubaida aapa k totke nahi chalte.

215 chars (2 sms)


Teri waali

Beta ro raha tha Abu ne pucha ro rahe ho ?mujhe batao dost samajh kar. Son:Kuch nahi yaar,sabzi k paiso se apni waali ko Load karwa diya to teri waali ne boht mara hai.

170 chars (2 sms)


Friendship

School ki friendship 10th class tak, Collage ki friendship final year tak, Love ki friendship shaadi tak, But Humari friendship 30th February tak Qk na 30th Feb aayegi aur na hi humari dosti tootegi.

201 chars (2 sms)


Zindagi uski

Aziz hai mujhe har cheez se dosti uski, Utar gayi hai mere dil mein saadgi uski, Wo apne aap se kese juda karega mujhe, Wo rooh hai aur mein zindagi hoon uski.

162 chars (2 sms)


Tamaam din khud ko

Tamaam din khud ko “SAMAITTAY” huway guzer jata hai “Dost ” Shaam ko us ki “YADAIN” mujhy phir tor diti hain..!!!

115 chars (1 sms)


1 baat dil se batana

1 baat dil se batana Is Duniya me aa kar tmne aisa konsa acha kaam kia tha jo tmko ALLAH ne muj jesa achcha dost dia! ('.') <)U(> / / BATA0 NA

256 chars (2 sms)


freindz forever

Who Is A Dost? Dost Vo Jo Bin Bulaye Aaye Bevajah Sar Khaye Jeb Khali Karwaye Kabhi Sataye Kabhi Rulaye Magar Hamesha Saath Nibhaye

132 chars (1 sms)


aankhain acha dost Adalt allah pak allama Alone Aniversary sms anniversary ansoo apno april april fool attitude bachi baraf bardey believe bewafa bharosa bivi Building bund bura nahi chad Chahat chale chooma Choose Choot CHUT Dadi daru dasi dene dhoka dil tor door Doori dost dosto duwa eid ka din eid mubarak elephant emotional Faiz Faraz Farq sirf itna tha father fill flirt fool sms forgiveness Friday friend sms friends friendship funn funny gadha gand gandi gandy ganja garam pani General Knowledge ghazal Girls golden golden words good morning good night gujjar gussa hair Hairstyle haloo Hand Happy happy birthday HATE HONTO hurt husband husband wife hussain I KISS U i love u i love you if you really love someone arrange jani jawab jism jutt karachi kare karna Khata khawab khush khushboo KHUSHI khushiya Kiss LABO laut aao list lonely long love lovely sms lover mahek mama manzil marne wale Married marrige masjid masoom Maut miss You Sms Mohabbat Mohsin molvi moqa mother mountain MOUT muhabbat mujrim Musafar NARAZ nawaz sharif new year sms pareshaan pashto Pathan phatan phol picture Polution prayer princess Punjabi pyar qisa question quran ramzan result rishty romantic kiss saba sad sms safar Sardar SAWAL scenery send sms sepration shadi sharab shia shoaib shohar sindh so gay songs Sunday talent tanhai tasveer taxi teacher tears Thanks trust udas udasi unknown urdo urdu Urdu poetry sms uses view virus wada waqat wasi what is love wife winter yad sms YE WATAN zardari Zikr Zindagi zubaida zulfain
Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook