Search SMS
e.g. faraz, sardar, etc.

Search Results for 'masoom'

love

Masoom mohbbat ka itna sa fasana ha kaghaz ki hawely ha aur barish ko bhi ana ha kya shrty muhbbat ha kya sharty zamana ha awaz bhe zakhme ha aur geet bhe gana ha ye ISHAQ nahe aasaan bus itna samajh lejye ik agg ka darya ha aur doob k jana ha..

247 chars (2 sms)


Zindagi se poocho

'Zindagi' se poocho ye ka chahti ha 'Bus' aik zara si wafa chahti ha 'Kitni Masoom or Nadan ha zindagi 'Khud' bewafa ha or wafa chahti ha....

145 chars (1 sms)


naam to likh doun mager phir

naam to likh doun mager phir kheyaal aata hy... malik masoom hy sanam badnaam na ho jye

88 chars (1 sms)


Anjana Musafir

Betha tha neem ki chaaoun main ek shaam Ek pari aayee aur kaha kay aarzoo kiya hai Kaha kay aankh num hai dil jall raha hai Bas! ek meethi si khushbo-e-Hina hai Kehti hai `MUSAFIR` yeh khushbo kiya hai Kaha kay pagli! sirf ek khayal hai bas Masoom lafzoon main chupi ek tasveer ayaan hai Poochti hai Musafir! yeh jadoo kiya hai Kaha kay Har Nazar na aanay waali cheez jadoo hai Masoom! poochti hai tumhain aakhir justujoo kiya hai Kaha kay usay pana mayri khwahish nahin, Usay mehsoos karna mayri justujoo hai Ab tum bhi lout jaao pari Sooraj bhi ghar ko chal diya hai…

569 chars (4 sms)


Qissy Meri Wehshat K Jo MarQoom

Qissy Meri Wehshat K Jo MarQoom Hain Saary Aa Daikh Tere Naam Se Mansoob Hain Saary Bus is Liye Her Kaam Adhoora Hi Para Hai Khaadim Bi Meri Quom K Makhdoom Hain Saary Her Jurm Meri Zaat Se Mansoob Hua Hai Keya Mere Siwa Shehr Me Masoom Hain Saary Ab Kon Mere Pa'on Ki Zanjeer Ko Kholy Haakim Meri Basti K Bi Mehkoom Hain Saary Shayd Ye Zarf Hai K Jo Khamosh Hoon Ab Tak Warna To Tere Aaib Bi Maloom Hain Saare

423 chars (3 sms)


masoom khawahish

Kitni masoom khawahish ha us deewani larrki ki, Chahti hai k mohabat b kry aurr khush b rahy.

93 chars (1 sms)


Tusi savery savery

Tusi savery savery Kinay “Sweet” Kinay “Pyary” Kinay “Masoom” Kinay “Zaheen” Kinay “Shareef” Tay Kinay “Sohnay” banday da msg parh rahy ho… *GOOD MORNING

153 chars (1 sms)


Haqeqt

Us K Hath Par Apna Naan Likha Dekha To Main Boht Khush Howa" Wo Barey Masoom Se Lehjhey Me Bola ............... Tere Hum Naam Aur Bi Hain FAADI

149 chars (1 sms)


Teri taswer dekh

Teri taswer dekh kar main rota hoon ,
Ban kay rah gaya main ek samjota hoon
To kahan kala kawwa thera or mujay dekh
Ek masoom sa khubsoorat pyara sa tota hoon

161 chars (2 sms)


Ashoor ka dhal jana

Ashoor ka dhal jana, Sughra(A.S) ka wo guzar jana,
Akber(A.S) teray seenay main, berchi ka utar jana,
Aye khoon-e-Ali Asghar(A.S) medan-e-qiamat main,
Shabir(A.S) ke chehray per kuch aur nikher jana,
Sajad(A.S) yeh kehtay thay, masoom Sakina(A.S) se,
Abbas(A.S) ke lashay se chup chap guzar jana,
nanhay se mujahid ko man nay ye nasihat ki,
Teeron ke muqabil bhi, bay khauf-o-khatar jana,
Ali ko rulaye ga ta hashr lahoo aksar
Zahra(AS) teri kaliyon ka sehra main bikhar jana

485 chars (4 sms)


Wo jiska Mansab h

Wo jiska Mansab hi tha Imamat tu Lahja kitna Mateen hoga

Khuda ne Masoom jo banaya wo Ismaton ka Ameen hoga..

Luaab e Sarwar Lahu Ali ka .. BaTOOL ki goud .. Aur husn e Shabbar

yE saari cheezain mila kay socho Hussain kitna haseen hoga !???

250 chars (2 sms)


Wo Jis Ka Mansab Hi Tha Imamat

Wo Jis Ka Mansab
Hi Tha Imamat

Tou Lehja Kitna
Mateen Hoga

Khuda Ny Masoom
Jo Banaya

Wo Ismato''n Ka
Ameen Hoga

Lab-e-Sarwar,
Lahuu Ali Ka

Batool Ki Gaud,
Husn-e-Shabbar

Ye Sari Cheezai''n
Mila k Socho

"HUSSAIN" Kitna
Haseen Hoga ...

263 chars (2 sms)


Tum Sa koi Pyara

Tum Sa koi Pyara koi Masoom Nahi Hai.






(\./)
/.".) "^----;";_
\,,/"( , , )
/ \ / \



Kia Cheez ho Tum Khud Tumhain Maloom Nahi Hai.

151 chars (1 sms)


zindagik kisi mor

zindagik kisi mor per khud ko tanha na samajhna,me tere sath hun apne se juda na samjhna,me tujhse jan se bad kar pyar karta hun,meri muhabbat ko bura na sajhna,tum phuloon ki tarah khubsurat ho,masoom ho,dekho meri is tareef ko bejaan na samjhna,umar bher tera sath dene ka wada kiya he,zindagi ne agar sath na diya to bewafa na samjhna,ab b tune mere pyar ko thukraya sanam,ise mera muqaddar jan na apni khata na samjhna..

425 chars (3 sms)


Ek ajab c paheli

Ek ajab c paheli hai jiNdgi,
sab k sath fir bhi akeli hai jiNdgi.
Kbhi pyara sa ek armaaN hai jiNdgi,
to kbhi dard se bhara tufaN hai jiNdgi.
Kbhi pholo se bhara ek guldasta hai,
to kbhi kaaNto se bhara ek rasta.
Kbhi bacho c masoom ho jati hai,
to kbhi guNaho ka bhoj baN jati hai.
Koi to bata de mujhe kya hai jiNdgi,
suNa hai chaNd roz ki mehmaN hai jiNdgi.
JiNdgi ko chor ek diN jaNa prega,
jiNdgi se jitNa pyar tum krlo,
hoti to akhir bewafa hai jiNdgi

470 chars (3 sms)


Existing Users Login
User ID  
Password  
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook