Search SMS
e.g. faraz, sardar, etc.

Search Results for 'wafa'

DOSTI TO SIRF ITTEFAQ

DOSTI TO SIRF ITTEFAQ HAI,
YEH TO DILON KI MULAKAAT HAI,
DOSTI NAHIN DEKHTI YEH DIN HAI KE RAAT HAI,
ISME TO SIRF WAFADAARI AUR JAZBAAT HA

141 chars (1 sms)


HUM NA MANGA BI

HUM NA MANGA BI TU APNI BASAAT SA BARH KAR...
JO HAMARA NA THA..
USAY KAISAY HASIL KARTAY...
BAT WAFAON KI AGAR HOTI ...
YON NA HARTAY ALI..
KHAIL NASEEBON KA THA..
USAY KAISAY KAYAL KARTAY

196 chars (2 sms)


bhool gaya hai yeh dil

bhool gaya hai yeh dil .. khushiyon ke mehfil sajaana..
jaise bhool gaye hai hum ke.. ek waada tha nibhaana..
ek waada dosti ka.. ek waada bandagi ka.. ek waada zindagi ka ....
kaash woh karde hamaari is khata - e - muhabbat ko....
yaa phir jal jaaye hum is bewafa dil ke angaaron mein ....
kaash yeh tanhaayiya nahin laati yaadein un ki....
tho na likhte hum unke yaadon mein .....
na is dil mein un ke liye pyaar hota ...
na hamein yeh shab-e-gham ka intzaar hota .......

482 chars (4 sms)


Naya Ek RABT paida

Naya Ek RABT paida kyoon karen HUM?
Bicherna Hai to JHAGRA kyoon karen HUM?

Khamoshi se Ada ho RASM-E-DOORI...
Koi Hungama barpa kyoon karen HUM?

Ye Kaafi hai k HUM (HUM''TUM ) Dushman nahi hain...
Wfadaari ka DA''wa kyoon karen HUM?

Wafa,Ekhlaas,Qurbani,Muhabbat...
Ab in Lafzoon ka peecha kyoon karen HUM?

Hamari he Tamanna kyoon karo TUM?
Tumhari he Tamanna kyoon karen HUM?

Kia tha Ahad jab Lamhon main HUM ne...
To saari Umr Efaa kyoon karen HUM?

473 chars (3 sms)


IS ZAMANE SEY

IS ZAMANE SEY NA HUM KOI GILAA RAKHAIN GAY
DIL LAGAYEIN GAY TO NA SHART-E-WAFA RAKHAIN GAY
NA DIKHAYAIN GAY KABHI DIL PE LAGE ZAKHM
UNHAIN DARD UTHEY GA MAGAR DIL KO DABA RAKHAIN GAY
JAAN DE DAINGEIN AGAR AIK ISHAARA KAR DE
HAM USEY APNE LIYE BHI NA BACHA RAKHAIN GAY
SAB HATA DAINGAY TERI RAAH KI RUKAWAT HAMDAM
GHAR KE DARWAZEY KO HAR WAQT KHULA RAKHAIN GAY
UNKI HAR BAAT KO BHOOLEY SE NA BHOOLAIN GEIN KABHI
UNKI YADOON KO BHI SEENAY SE LAGA RAKHAIN GAY
TOOT BHI JAAYEGI UMEED JO TERE AANAY KI "SAQIB"
EK DIYA PHIR BHI HAWAAON MAIN JALA RAKHAIN GAY

563 chars (4 sms)


Youn toh guzar raha

Youn toh guzar raha hai har aik pal khushi k saath
phir bhi koi kami si hai kiun zindagi k saath


rishtey,wafaein dosti sab kuch toh pass hai
kiya baat hai pata nahi dil kiun udaas hai

har lamha hai haseen naye dilkashi k saath
phir bhi koi kami si hai kiun zindagi k saath

chahat bhi hai sakoon bhi hai dilbar bhi hai
aankhon mai khuwab bhi hai labon pai hasi bhi hai

dil ko nahi hai koi shikayet kisi k saath
phir bhi koi kami si hai kiun zindagi k saath

socha tha jaisa waisa hi jevan toh hai magar
ab aur kis talash mai bey chein hai nazar

qudrat ki toh meharbani hai darya-dili k saath
phir bhi koi kami si hai kiun zindagi k saath

663 chars (5 sms)


RAIT PER LIKH KER MERA

RAIT PER LIKH KER MERA NAAM MITAYA NA KARO

AANKHEIN SUCH BOOLTI HAIN PYAAR CHUPAYA NA KARO

LOOG HER BAAT KA AFSANA BANA LETEY HAIN

SUB KO HALAT KI RUDAD SUNAYA NA KARO

YEH ZAROORI NAHIN HER SHAKS MASEHA HI HO

PYAAR KEY ZAKHAM AMANAT HAIN DIKHAYA NA KARO

SHEHRE-Y-EHSAS MEIN PATHRAO BUHAT HAIN "WaFa"

DIL KO SHESHE KEY JHAROONKOON MEIN SAJAYA NA KARO

371 chars (3 sms)


Dil todna hamari aadat

Dil todna hamari aadat nahi,Dil hum kisi ka dukhate nahi.
Bharosa rakhna meri wafaon pe,Dil me basa ke hum kisi ko
Bhulate nahi..

131 chars (1 sms)


tumhi ko dekhte rehna,

tumhi ko dekhte rehna,
tumhi ko chahte rehna,
tumhi ko sochte rehna,
tumhi ko sunte rehna,
buhat gehre khayalon main,
jawabon main,
sawalon main,
muhabat ke hawalon main,
tumara naam a jana mujhe acha sa lagta hai,
tumhare sang sang chalna,
wafa ki aag main jalna,
tumhein naraz kar dena,
kabhi khud bhi rooth jana,
tumhari berukhi pe bhi tumhari arzu karna,.
khud apne dil ki dharkan se tumhari guftago karna
mujhe acha sa lagta hai. ...........

462 chars (3 sms)


Muhabbat phir mujh ko

Muhabbat phir mujh ko aazmane ko hai..
Meri rooh mujh se bichar jane ko hai
Wafa-e-muhabbat raak ho jane ko hai
Jo mere dil se jhor kar meri zaat mein raha
Woh bandhan pal mein toot jane ko hai

Muhabbat phir mujh ko aazmane ko hai..
Sokoon dil barbaad ho jane ko hai
Raapte socho ke simat jane ko hai
Yeh kaisa too ne muhabbat mein faasla rakha
Apna ho ke ajnabi ho jane ko hai

Muhabbat phir mujh ko aazmane ko hai..
Qurbato ke nisha mit jane ko hai
Faasle dooriyu mein badal jane ko hai
Woh ja sakta hai meri muhabbat ko chor ke
Meri zaat to us ki muhabat mein waqf ho jane ko hai

600 chars (4 sms)


mujh se mat pooch kyun

mujh se mat pooch kyun aankhen jhookali maine
teri tasveer thi jo tujh se chupali maine
mere muqaddar main jo likha tha ke tu mere naseeb main nahi
apne mathe ki woh tehreer mitaali maine
zindagi main yahan har kisi ko sacha pyar kahan milta hai
kisi ki wafaanon par likhi ek nazm uthali maine
gheri rehti hain din raat teri yaadein
in yaadon ke sahare zindagi saajali maine
jin ke sheron ko sun kar bahut roya karta tha
bas wohi ek baat sab se chupali maine

467 chars (3 sms)


Aanken Band Kar Bhi

Aanken Band Kar Bhi, Hum Tera Deedar Karte Hain,
Aye Sanam, Hum To Sirf Tum Se Pyar Karte Hain.
Lakh Chaah Kar Bhi Main Tujhe Bhula Nahi Saktey,
Saans Rahte, Teri Tasvir Aankhon Se Hataa Nahi Saktey.
Aakhiri Pal Tak O Bewafaa, Tujehe Yaad Kartey Hoon,
Teri Yaadon Yo Seene Mein Basaa Kar Chaltey Hoon.

308 chars (2 sms)


Iss pyaase raahi ko bus

Iss pyaase raahi ko bus thoda paani chahiye
Bahot din bitaye hoop mein bus thodi chhaya chahiye
Pyar tumse hum karte hain bahot bus thoi wafa chahiye

152 chars (1 sms)


Hasti ko muhbat

Hasti ko muhbat main fana kon karega
Yeh farz mare siwa ada kon kare ga
Hatho ki lakiro ko zara ghor se dakh aa najomi
Yeh dakh ke mare sath wafa kon kare ga

161 chars (2 sms)


HUM HEE WAFA NIBHA

HUM HEE WAFA NIBHA NA SAKAY
TUJHE CHAHA MAGAR BATA NA SAKAY
TERI JUDAII MAIN SUBAH SHAAM ROYEE BOHAT
HAAN MAGAR TERE SAMNE ANSU BAHA NA SAKAY

144 chars (1 sms)


???? Aaas aankhain adalt Adult afsos after death agra aisi konsi ajab akhtar anarkali anniversary April fool aqwaal Asif attitude badsha barish beer bewafa bhaga bichar gay bike blessing boring broken broken heart call Chahat chale chanda choose CHUT cigareete cool cricket Daag dard daru december defence day dhoka dhund Diwali Sms door Doori dost doste drink duwa EID KA DIN eid mubarak Eid ul azha ENGAGEMENT evening Facebook Faraz Farq sirf itna tha fill Fill up flower Forgiveness forward Friday friends friendship Funny funny poetry Funny sms Ganday sms Gandi gandu Ghazal girl Girls golden good night gujjar gurbat Hairstyle hansna happy birthday Happy dewali Happy new year HATE heart heaven hijab hussain i love u I love you i miss u If You Really Love Someone Arrange insaniyat jani jawab kare karna kashti kesc khali hathon ko kabi gor se dekha hai Khat khobsort khushiya King LABO Land larki Laut aao list little love Love love sms lover manzil Married marrige masjid Masoom maut memon miss you mohabbat Mola ali mother moti Mout Musafar nagni NARAZ natural Nawaz sharif New year sms new york november Pahalia paheli pakistan parda Pashto phool pistol poetry pyar quotes raat rajni Rape raqeeb Rashid reason reply rishty ROMANTIC KISS sach safar Sali samandar santa sardar SAWAL saza Sehri shadi shakespear sham shoaib SINDHI TOPI AUR AJRAK so gay socretes songs sorry submit Success Sunday Tabinda Talent tanhai Tere Chehra teri qasam train trust udasi urdo Urdu valentine Veena wafa wapda waqat waqt wasi wife ya allah yaad yad sms ye watan Your heart was frozen zubaida
Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook