Search Results for 'hi'
Yun he ranjishoun main guzar gayi
kabhi wo khafa kabhi main khafa,
usi mor k har mor pe,
kabhi wo ruka
kabhi mai ruka
wohi raastay,wohi ham safar,
na use khabar na mujhe pata
apni apni anaa mai gum
kabhi wo khuda
kabhi main khuda.......!!!
249 chars (2 sms)
apny aamaal par parrti hy nazar,to lara uth''ta hun,
phir sochta hoon k tera ik naam"REHMAN"Bhi to hy.
106 chars (1 sms)
hay baad-e-marg bhi yaaro wohi tafreeq ka aalam...
na qabrein aik jaisi hain,na katbay aik jaisay hain...!
110 chars (1 sms)
hum ne suna tha k dost...wafa karte hain"SAGAR"
Jab ham ne kiya bharosa to rewayat hi badal gayi...
103 chars (1 sms)
parindon ne kabhi firqaa parasti to nahi dekhi.
"SAGAR"
Kabhi mandar pe ja bethay kabi masjid pe ja bethay.
114 chars (1 sms)
Wo Keh K Chaley K Ab Hum Sirf
Tmhary Khwabon Me Aengy "PAppu",,,
Light ki wAjA sE Neend He Nhi Aati,
KhuwAb KyA "KAddu" Aayen gy... ;->
149 chars (1 sms)
main tere milnay ko moajza keh raha tha lekin..
tere bicharnay ka saniha bhi kamaal guzra...!
97 chars (1 sms)
khwahish''n ka kaffila bhi ajeeb hi hai.
saghi
aksar wahi se guzarta hai jahan raasta nahi hota!
103 chars (1 sms)
niklta hi nhi mera wjood tri yad se..
mil kyu nhi jata akhir tu kisi fryad se..
kya zruri hai mai roz toot k bikhra krun..
na le mera imtehan is andaz se..
165 chars (2 sms)
niklta hi nhi mera wjood tri yad se..
mil kyu nhi jata akhir tu kisi fryad se..
kya zruri hai mai roz toot k bikhra krun..
na le mera imtehan is andaz se..
165 chars (2 sms)
hr bichra howa panchi isi umeed pe aagaz-e-subah krta hy"mohsin"
k qismt mila dy gi ham-nsheen sy mujh ko groob-e-aftab sy pehly..!
135 chars (1 sms)

History
Remembers
Only
Two
Colors
''RED''
"THe blood of martyers"
AND
''BLack''
"the ink of scholar"
118 chars (1 sms)
bus kro khatam kro ye bazi-e-ishq
"mohsin"
muqadar k harey kbhi jeta nahi kartey......!
94 chars (1 sms)