Search Results for 'hi'
Ajnabi duniya me Akela khwab hu mei!
Sawalo se ghira ek jawab hu mei!
Jo na samajh sake Unke lie KOUN?
Jo samajhe Unke lie ek kitaab hu mei!
143 chars (1 sms)
AAP HUMEN BHULA DO HUMEN KOI GHAM NAHIN,
AAP HUMEN RULLA DO HUMEN KOI GHAM NAHIN,
JIS DIN HUM NE AAP KO BHULA DIYA,
SAMAJH LENA IS DUNIYA ME HUM NAHIN
154 chars (1 sms)
MOHABBAT K SAARE RANG
RANGON K SAARE PHOOL
PHOOLON KI SAARI KHUSHBOO
KHUSHBOO K SAARE LAMHE
LAMHON KI SAARI CHAHAT
CHAHAT KI SAARI KHUSHIYAAN
AAP K LIYE.
159 chars (1 sms)
Sameto sitaro ko hatho me apne,
bahut dur tak raat hi raat hogi,
musafir hai hum bhi musafir ho tum bhi
kahi na kahi to mulakat hogi
135 chars (1 sms)
Aaj bhi unhe pyaar karte hain hum,
har pal unka deedar karte hain hum,
woh na mile uska gum nahi...
par jiyen kaese kyunki aaj bhi utna hi yaad karte hain hum!
163 chars (2 sms)
pahonch hai humari chand tak,ye taare bhi salam kiya karte hai ,ye aasma bhi jhuk jata hai....jab hum aapko yaad kiya karte hain.
130 chars (1 sms)
Dekho meri aankho me khwab kiske hai.Dekho mere dil me toofan kiske
hai.Tum kehte ho mere dil ke raste se koi nahi gujra,To fir ye pairo
ke nishan kiske hai
158 chars (1 sms)
There Are Very Few Things Sadder In This Life
Than
Watching SomeOne Walk Away After They Have Luved U . . .
Watching The Distance Between Ur Boodies Expands Until There''s Nothing Left But Empty Space & Silence . . .
220 chars (2 sms)
In the state of love,
we can soar to that higher state where everything stays clear
and still like the stars above the sky."
128 chars (1 sms)
THE SPACE BETWEEN MY MOMENTS IS THE TIME WHICH STAYS FOREVER..
"TIME AND SPACE ARE TWO CONSTANTS GETTING ME CLOSER TO U ..WEN DEY WILL MEET I WILL MEET U ...."
160 chars (1 sms)
1 bat bataon raaz ki?kro us larki se ishq.Jis k chehre pe ho sadgi.Sanso mei ho tazgi Chandni ho chand ki,Rani ho rat ki Khushbu ho gulab ki.Baten kre pyar ki. Nazuk ho mizaj ki. Ache ho ikhlaq ki, paband ho namaz ki. khidmat kre maa bap ki. aur kahey main hon sirf aap ki
274 chars (2 sms)
Apni Najron se unki Najren milni chahiye....
unke pyare se chehre pe ek khoobsurat si muskan hona chahiye....
log kehte hain, mujhe usi ke liye jeena chahiye...
usi ke Liye Marna Chahiye.....
ab toh mujhe bhi lagta hai yaaron is dil ke liye ek dilbar hona chahiye.....
273 chars (2 sms)
I''m so tired but I can''t sleep. . .
Standing on the edge of something much deep. . .
Its funny how we feel so much but cant say a word. . .
We are screaming inside but can’t be heard. . .
193 chars (2 sms)
Gham me hasne walo ko kabhi rulaya nahi jata,
lehro se pani ko hataya nahi jata,
hone wale ho jate hain khudhi dil se apne,
kisi ko kehkar apna banaya nahi jata
163 chars (2 sms)
Utra hai mere dil me koyi chand nagar se
Ab Khauff nahi koyi andhero ke safar se
Wo baat hai tumme ke koyi tum sa nahi hai
Ke kaash koyi dekhe tumhe meri nazar se !
175 chars (2 sms)