Search SMS
e.g. faraz, sardar, etc.

Search Results for 'B'

para''ey des main bhi


para''ey des main bhi apni seekhoon dhoond letay hain
Ali waalay Ali waalon ki khushboo soongh letay hain
naajanay musalmaanon ko nazar kiyun nahin aatay
fazaail to meray Maula k hindu dhoond letay hain

208 chars (2 sms)


jo Ali [a.s] ka na hoa

jo Ali [a.s] ka na hoa kab hamara hoga wo to buss katib.e.taqdeer ka mara hoga jannat mien janay se rokay ga bhala ko hamein jab payaray Muhammad [PBUH] ka ishara hoga matam-e-Hussain par aey fatway laganay walon hashar mien dekhna kya hashar tumhara hoga tazira AL-E-MUHAMAD [A.S] ka no jis mien WAQAS aesy mehfil mien kahan apna guzara hoga''''

347 chars (3 sms)


Na Maujza hai kerbala


Na Maujza hai kerbala , Na Haddssa Hai Kerballa
Jo Khoon Say Likha Gaya woh Faislla Hai Kerballa

Her aik ''Jabbr'' kay Khilaf Khair Kay Muhaz per
Jo Mustakil Bappa Rahay woh Ma''rka Hai Kerballa

Sanan-o-Khanjjr-o-Kamaan , Mashq-o-Chadder-o-alum
Nishaniooon Ka Ajjab, silsalla hai Kerballa.

301 chars (2 sms)


Bheja nahi tha SHAIR

Bheja nahi tha SHAIR ko jung ke khayal se,
Lag jaati warna aag neher mein jalaal se,
Kat kat ke gire zulm ke parcham zamin par,
Tera alam jawan hain 1400 saal se.

166 chars (2 sms)


jo bhi Darakht-e-Bughz-

jo bhi Darakht-e-Bughz-e-Ali mein ataak gaya
wo shakhs Rahe-e-Den-e-Khuda say bhatak gaya
Kausar ki simt Shaikh jee Lapkey to they mager
Saqi Ali hei deakh ker Chera Latak gaya

180 chars (2 sms)


Saja rakhi thi darya

Saja rakhi thi darya par ajab baraat pani ki
Bahut kerte the Ashrare yazidi baat pani ki
Magar sahil pe pahonche thokarain marien chale aye
Bata di Hazrat-e-Abbas ne Auqaat pani ki.

185 chars (2 sms)


Mehshar main bhi

Mehshar main bhi anmol aqeeday k iwaz hum

bakhshish jo kharidain tou gunahgar na kehna

Jannat main bhi Shabbir teray gham ki qasam hai

matam na karain hum, tou azadar na kehna

185 chars (2 sms)


Khazanay ki jo zeenat

Khazanay ki jo zeenat ho usay ALMAAS kehtay hain
Tamana pani ki hoti hay toe PYAAS kehtay hain
Jahan peety jain sub pani usy kehtay hain sub darya
Jo darya ko pilata hoo usay ABBAS (A.S) kehtay hain!

203 chars (2 sms)


Farsh-e-aza jahan

Farsh-e-aza jahan may bichatay rahenge hum,
paigham shah-e-din ka sunatay rahengay hum,
Pyasay Hussain(a.s) pyasiSakina(a.s) k naam per,
dushman b ho to pana pilatay rahenge hum..

182 chars (2 sms)


Dard-e-alam ka


Dard-e-alam ka markaz-e-ehsaas bangaee
bay aas kafeley ke liye aas bangaee

din dhal gaya tu sham-e-ghareeba''n ke saath hi
Beti Ali ki Hazrat-e-Abbas bangaee

165 chars (2 sms)


Mangnay walon k

Mangnay walon k dil ko ye yaqeen hai ABBAS(a.s).
" NA " karna tera dastoor nahi hai ABBAS(a.s).
Aa rahi hai Daro deewaar say Khushbo-e-Wafa.
Aisa lag raha hai is waqt yaheen hain ABBAS(a.s).

194 chars (2 sms)


Saans leta hoon

Saans leta hoon tu Jannat ki hawa ati hai,
Dil darakta hai tu Matam ki sada ati hai,
Qabar mein boolein gay Malak-ul-Maut kia tu uthata tha Alam ?
Teri maeyat se tu khushboo Wafa aati hai..

192 chars (2 sms)


Ghum-e-Shabir(A.S.)

Ghum-e-Shabir(A.S.) may Ankho say jo AANSO barsay

Aisay Gohar Hain k Jis k liyee Kausar Tarsay

98 chars (1 sms)


Karo Ge wAfa ALI(A.S)

Karo Ge wAfa ALI(A.S) Se Tou Kismat Bhi Wafa Kare Ge,

Ghum Mano Gey Shabbir(A.S) Ka Tou ZEHRA(S.A) dWA kARE ge,

Choro Ge Duniya Rakh K Mohabbat Dil Mein ALI(A.S) Ki,

Tou Kabar Ki Matti Bhi Haya Kare Ge.

211 chars (2 sms)


Us Roz Ek Ghair Bh

Us Roz Ek Ghair Bhi Apna Laga Mujhay
Us ne Kaha HUSSAIN to Acha Laga Mujhay

6 Mahh Kay Sagheer Nay Kia Kad Barha Lia
Aur Woh Jo Hurmala Tha Woh Bacha Laga Mujhay

167 chars (2 sms)


???? 2989 aa dil Aaas aankhain acha dost Adalt Adhi Raat ajab akhtar allah pak allama animal ankhein anniversary April fool Aunty ay dost Badmash badnam Bahar balochi beauty beer beggar Bewafa bharosa broken broken heart brother bund call cast Chahat chanda choose choot CHUT cool cricket Crying dard darji daru dasi dene deth dhoka Dimagh Door Dost dost aaj dosti dukhi EID KA DIN eid mubarak english fairy faraz faryad fogg Forgiveness Friday friendship funny funny sms gadha gandi gandu ganja Ghalib ghazal girl girls golden golden words gujjar gurbat gussa hair haloo hansna happy birthday Happy new year hate hazrat ali HEAD Heart touching Helo hindi hindu i love u i love you i miss u if you really love someone arrange ignore iqbal islami Jangal Janu jawab jhoot Jindgi jism jumma kafan karachi karna khafa Khoshi kisi aur ko Kiss Kya. labo Ladki long Love mama manz Manzil Marna marne wale marriage marrige masjid Masoom masroof ho maut Meer mohabat Mohabbat Mohsin mola ali molvi morning mother moti mountain MOUT muhbat mulakat Namaaz NARAZ Naseeb natak nend pappu pashto propose Pyar quran rajni Ramzan reply rishty roje ROMANTIC KISS sabar Sacha pyar safar sahil Salam salary sali samandar santa saqi Sardar sawal send sms shadow shakespear sharab shetan shohar SINDHI Sindhi topi SINDHI TOPI AUR AJRAK songs Success surti Talent tarkhan taxi teachers teri dosti Thanks tongue twister trust udasiyan urdo urdu poetry sms usy kehna wafa Wapda waqt wife Ya allah YE WATAN Your heart was frozen
Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook