Search SMS
e.g. faraz, sardar, etc.

Jo na hua kbhi wo ek raat ho gya ,

Jo na hua kbhi wo ek raat ho gya ,


Chand ko Suraj se pyar ho gya ,


Chand Nikla talash mein aur kho gya


Chand k jatay hi aasman udaas ho gya ,


Suraj tou jalta hi raha intizar mein aur aag ho gya ,


Suraj ki khata se chand k lye andhera ho gya ,


Chand ne ki bewafai aur taaron k saath ho gya ,


Sila mila kuch is tarha dono pe girhan ho gya ,


Karte rahay berukhi hamesha k lye ,


Ek ban gaya DIN aur dosra RAAT ho gya..

460 chars (3 sms)
(Not Rated Yet)
 

Hottest SMS Messages this week

Fill in the blanks

Maine usy kitni bar kaha ha ..

Quaid-e-Azam k Matric

naam to likh doon us

Kuch log bohat yaad

larki wale aap ka

He+She=Love,

Aaj boht dino k baad kissi k..

1 Saal 12 Mah

DON K Fone ka Intazar

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook