Search SMS
e.g. faraz, sardar, etc.

Is raat ki tanhayoon k''



Is raat ki tanhayoon k''
sab rang badal gaye hain

chand nikla hai wese hi
andhere badal gye hain

jin k bharose thi khushyan
wo badal gaye hain

manzilain to ab bhi wohi hain
kuch rastay badal gaye hain

jinpe kiya tha bharosa hum ne
wo dost bichar gaye hain

dekhe the kabhi jo hum ne
wo khwab badal gaye hain

jo banay the kabhi humsafar
aaj wo hi mukar gaye hain

is totay hue dil k saray
jazbaat badal gaye hain

na badlay kabhi hum
na badlay hamare khayalat

bus rona hai yahi Bas
kuch log badal gaye hain

543 chars (4 sms)
(Not Rated Yet)
 

Hottest SMS Messages this week

Be-khuloos logo’n se Ijtinab..

Bhaiyya Ghar Aa gaye hai

"" HumAyuN ""Sirf Mera Hai...

sms ki barsat karta hai

Aik Sher Arz Kia Hy

A daily thought

Tumhen Pyar Karna Nahi Aata.

baqi load shedding agle sa..

statement by asif za

Tharki bacho k leye

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook