Search SMS
e.g. faraz, sardar, etc.

Apni khushiyan luta ka

Apni khushiyan luta kar tujh pe kurban ho jaon,

kash kuch din tery shehr main mehman ho jaon,

Tu apna nayab DIL mujh ko de day aur phir mangay,

Main mukar jaon aur bey-imaan ho jaon,

Tu mujh pe sitam karay har kisi ki tarha,

Main teri is ada par b meharban ho jaon,

Tu mery paon k nichay se zameen

kheench layaur main tera aasman ho jaon

Tu mujhse door door bhagti phiray,

Khuda koi mujzaa karey aur main tera NAAM ho jaon...

452 chars (3 sms)
(Not Rated Yet)
 

Hottest SMS Messages this week

''SINDHI hone ki mushkilaat..

masmiyat ka ye andaaz bh

Aab Ki Intazar Ek

Woh Chahta Tha Phir

Chalnay (walking)

Ishq pane ki tamanna

A candle may melt

tu nay mujh say poocha hay....

mera kamaal

Is liye Jin ko Samajh aa Gay..

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook