Search SMS
e.g. faraz, sardar, etc.

Nigaho'n k Tasadum Se Ajab takrar Kerti Hy

Nigaho'n k Tasadum Se Ajab takrar Kerti Hy Yaqeen Kamil Nahi Lekin Guman Hy Pyar Kerti Hy Laraz Jata Hoon Main Ye Soch k Kafir Na Ho Jao'n Tabiyat Us ki Pooja Pe Bara Israar Krti Hy Usay maloom Hy Shayad Mera D Hy Nishane Per Labo'n se Kuch Nahi Kehti Nazar Se Waar Kerti Hy Main Us Se Poochta Hoon Khwab Mein "Mohabbat Hy Mujh Se ?" Phir Aankhei'n Khol Deta Hoon jab Wo Izhaar Kerti Hy .. !!!

401 chars (3 sms)
(Not Rated Yet)
 

Hottest SMS Messages this week

The Future Lies

wAkE UP FrOm

Aaj Mere Paas

When u feel depressed

Most Superior example

BADSHAH ne apnay

Dil se hum aap ko

Kashmir Day

Uff plzz plzz aur karo naaa

Success Without

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook