Bahaduri wala kam
MOLU Tum Bahaduri Wala Kon Sa Kaam Kar Sakte
Ho
GOLU: Mai Saanp Se Khel Sakta Hu
MOLU: Kaise
GOLU: Mere Mobile Main Saanp Wala Game Jo Hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 965 views
Similar Jokes
Kehte hain ki ISHQ main neend ur jaati hai
Koi humse bhi ishq kare
Khambhaqat neend bahut aati hai
by Tanveer Hussain (few years ago!)
There has been extensive Islamization in Pakistan.
No girl can walk in market without receiving religous compliments like
Subhan-Allah
&
Mashallah :D
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ladka :Tum Mere Sapno Mein, Khwabo Mein, jazbatoo'n Mein Rehti Ho...
.
.
.
.
.
.
Ladki: Bhai Tumko Kisi Ne Bewakoof Banaya Hai, Main to
Islamabad Mein Rehti Hoon..
by Pak101.com (few years ago!)
2 pathan darya me thora se dahi dal kar chamche se hila raha hote han
.
.
.
.
3 pathan aata ha or kehta ha ye kia kar rahe ho.....
.
.
wo kehte han lasii bana rahe han
to 3 pathan kehta ha
.
.
.
.
.
.
.
itna lassi tumhara baap pie ga :D
by Aurangzeb Khan Tunio (few years ago!)
Kabhi kabhi mere man mein
khayal aata hai,
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Tu phone to kisi ko karti nahin,
To tera balance kahan chala jata
hai...
by pinkey (few years ago!)
Sardar ne daru pi ke apne apko aaine main dekha or bola isko to kahin dekha hai
Oye ! yaad aaya ye to wahi haramkhor h, jo shadi k album me meri biwi k sath tha..
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher :pani ka formula batao??
Pathan:
H2MgClNaClHNO3.
Teacher :Stupid, ye kia hai??
Pathan:Sir, ye Selaab ka pani hai..
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Ek aadmi:-kyon bachche yeh gend tumhari hai?
Bachcha:- uncle kya isse koi sheesha toota hai?
Aadmi:-nahin to..
bachcha:- haan to phir meri hai.
by Pak101.com (few years ago!)
stupid Dhiir pit gaya punjabi bolne k chakker main..
Papita wali se papite kharidne k liye bola.
ooi.. ik pappy-ta-dede..
by Pak101.com (few years ago!)
Ap k liye jaan kon de skta Hy?
Select NO.
1
2
3
4
5
6
7
8
9
Plz Rply
.
.
.
Mt krna
.
.
Apko ghr me 2sri dfa salan koi Nhi Deta jaan kon dega!!! HAHAHAHAHAHAHA.
2015 ki phli bezti
by Mazhar Khan (few years ago!)