Raat film main ek chudial
Santa: Raat film main ek chudail kabhi mere aage,
khabhi mere peechhe ghoom rahi thi…
Jeeto: Koun si film thi ?
Santa: Apni shaadi ki movie thi!
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 1013 views
Similar Jokes
Australian Team:" Aise haar-
haar ke beijjati jheli nahi jaati
baba, kuch upay batao ??
.
.
.
Jadeja Baba:" bus 1-2 series ki
baat hai, sab theek ho jayega..
.
.
.
Australian:" Matlab, hum fir jitne lagenge, wow ??
.
.
.
Jadeja Baba:" Abey Haarne ki
aadat pad jayegi..
by Pak101.com (few years ago!)
Taxi Driver: Petrol Khatm Ho Gaya Hai Gadi Aage Nahi Ja Sakti
Sardar:Koi Baat Nahi
Reverse Lelo, Vapas Ghar Chalte Hain
by Pak101.com (few years ago!)
A Sardar Jee Proposed A Girl With A Romantic Poetry:
Kutta Maar Giya Razai Vich
Main Pagal Aan Teri Judaee Vich
Pani Tay Machhar Beh Nai Sakda
Sardar Teray Bin Reh Nai Sakda
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Pathan larki se: Hum se shadi karo tum ko Sawaab milega.
Larki: Woh kese?
Pathan: Hamara shadi hogi, bacha hoga.
Hum bachay ka naam Sawaab Khan rakhay ga.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Q: Why does a cement wall break to pieces when a blonde hits it with their head?
A: The smartest one gives up first.
by Kamran (few years ago!)
Wife : Kaash main newspaper hoti dinbhar tumhare hathon main rehti.
Husband : Meri bhi yahi dua hai rab se issi bahane har din nayi nayi to milti.
by A. Sami (few years ago!)
Angry Boss: Tumne kabhi ullu dekha hai..
Executive (Sar jhukate hue): Nahin sir..
Boss: Niche kya dekh rahe ho, meri taraf dekho.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
3 Pathan Raat Ko Car K
Derwaze Band Hony Ki Waja Se
Andar Hi Phans Gaye Thy ...
Aur Soch Rahe Thy k
Car Main Se Kaisy Nikla Jaye?
1st Pathan:
Yar Aisa Krty Hain k Engine k
Rasty Niklne Ki Koshish Krty Hain.
2nd Pathan:
O Nai Yar,
Diggi k Raste Niklty Hain.
Aur 3sra Jo Un 2no Ki Batain Sun Rha Tha, Bola:
Yar Jo Bhi Krna Hai,
Jaldi Karo Barish Hony Wali Hai,
Aur Car Ki Chhat Bhi Nhi Hai
by nabeel (few years ago!)
Molviyon ki Bus Ja rahi thi
1 Ne Kaha jb b raste Me
Larki Nazr Aye to
ASTAGFIRULLAH
prhna
Kafi der bad 1 Ne Kaha
ASTAGFIRULLAH
Baqi Boly
Kahan hai
kahan hai….
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Banta to Doctor : Doctor Sahab! Mein apna dimag daan karna chahta hu.
Doctor : Hoga to hum le lenge .
by Pak101.com (few years ago!)